Trading Krtay Huay Apny Profit K Teen Hissay Kr Diya Karayn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: barka ali پيغام ديکھيے
    ma sha allah bhai mara ap na bht acha idea dia ha is trhan agar hm krain to hmain loss kam hoga or ya b k hmara profit ma barkat a jai ge or hmain phr acha profit mila ga b or us profit pa kia hua business b hmara lia success ka bais hoga or asa krna sa hm society ma positive change b la sakta han
    hana of course kiun nahi hum ko yahi baat apney zehen me kar ke neeyat kar leni chahiye or har trade ke waqt yahi neeyat agar hum log karne lag jayen to Allah paak bhi hamari madad farmata hai or hum ko kamyabi ata farmata hai ...
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: alizai پيغام ديکھيے
      Dear Traders, Main apko ek baat batana chahta hoon k jab bhi ap trade krayn tu shuru krny say pehlay ap apny zehn main or dil main decide kr layn k jab bhi muje jitna Profit hoga Usky main 3 hissay krunga, Ek Hissa ALLAH k naam per dunga, Dosra Hissa Apnay lye Rakhunga or teesra ko dobara unvest kr dunga, Inshaallah Phr apko acha profit hoga, Azma Lijye!!!
      ji ap ne theek kaha agr aise har shaks khud ko her business me adjust kerle to nasirf hamari country belke poray world ki halat badal sakti ha lekin as a muslim hum log aisa ker sakte hain or agr 3 hisay nai ker sakte to kuch percent zaror nikalna chahye beshak 1 ya 2% hi nikala jai
      • #168 Collapse

        Dear Traders, Main apko ek baat batana chahta hoon k jab bhi ap trade krayn tu shuru krny say pehlay ap apny zehn main or dil main decide kr layn k jab bhi muje jitna Profit hoga Usky main 3 hissay krunga, Ek Hissa ALLAH k naam per dunga, Dosra Hissa Apnay lye Rakhunga or teesra ko dobara unvest kr dunga,
        • #169 Collapse

          yes i m 100% agreed wiht you ke trading start karne se pehle hamen pehle soch lena chaye ke gar hamen acha profit howa to hum is ka aik hisa zaror allah ki raah main nikalenge 2nd ase garib jo bhot mustahiq hain aur phr tesra hisa hamen apne liye rakhna chaye kiun ke jis kam ko allah ke nam se shuru kia jata hai allah us main barkat zaror dalta hai aur phr inshllah hamen aur acha profit bhi millta hai
          • #170 Collapse

            ji ha bilkul ap n sahi advise dy ha m ap k bat s agree karta ho lekin is tarha hamesha nahi hota ha k har trade ham is tarha lgy gy tu huma profet ho ga humy loss b ho sakta ha ye zarori nahi ha aisa karny s humy profet ho ga
             
            • #171 Collapse

              Yeh bohat hi good method hai k apne profit ke teen hisse karne chahiye. Es se hum apne allah ki rah mein bhi de sakte hain dobara invest bhi kar sakte hain aur apne liye bhi kharch sakte hain.
               
              awan1
              • #172 Collapse

                No my friend I never make my capital separated three piece because I allows do good money management and good trading plane and that's make me allows good profit and save me from some big loss and I am 100% satisfied with my trading.
                • #173 Collapse

                  mery khayal hamy apni earn ki hoi rakam mai sy ALLAH ki rah mai zaror dainy chahiya agar ham ALLAH ki raah mai pany earn kiya howy profit sy day gy to ALLAH hamari earning mai izafa kar dy ga or ham pehly sy ziada profit earn kar saky gy or apni earning mai kuch hissa apny ghar walon ka b rakhy or baki bachi hoi rakam sy trading kary IN SHA ALLAH us sy hamy bohat profit ho ga
                  • #174 Collapse

                    yes brother nice tip and nice profit taking decisition it is good and i also do this now.because i feel we are not have in our mind about ALLAH and we fit into our trade.so your thread is good for us and i do this from this time,i decided and i am happy to take this action.
                    • #175 Collapse

                      i think ap ne sai baat ki hian and i think Forex could be the clever Business over on the internet. The a new one day start market place and so you should not worry. You'll be able to devote money along with trade if you desire.
                       
                      • #176 Collapse

                        boht he achi tajweez hai or hamein chahye hai k is py ghor karein. na sirf forex main bal k jo b kaam karein jahan sy b earning kar rahay hon. us k issi tarha sy teen hissay kr dena chahye. iss sy jab paisa circle main aye ga to boht sy log jo ghurbat main hain wo b theek zindagi ki taraf aayein gy. pr ye sab ko krna ho ga.
                         
                        • #177 Collapse

                          haan ye baat theek hay 3 hissay karnay chaiye forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain success milay gi eskay liye mehnat chaiye
                          • #178 Collapse

                            yes bhai jaan main ap ki sooch main salam phish karta hoon kiyun kay hum jo earn karta hain us ka kuch hisa Allah ki raah per bhi dena chahiya kiyun humain sath sath ghareeb logon ka bhi khiyal main rakhna chahiya
                            • #179 Collapse

                              ji bilkul bhai jan ye baat to aap ne boht barey kaam ki kahi nain ye sub krun ga kiunke main teen hisey krun ga apney profit ke our foran hi with draw krwa ke allah ki rah main dun ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                mere dost aap ne buht zabrdastbaat kahee hy k forex business main ham jb bhee trade kren to os main se 3hisy krny cahye aap ki achi soch hy ji allah ap ko or baki sab logon ko forex main kamyab kren or jysa aap ne kaha hy main bhee eyse hee kronga g

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X