Trading Mein naqamj ko bhi accept karna chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Mein naqamj ko bhi accept karna chahie
    Ham jo bhi kam Karte Hain To Hamen usmein last bhi hota hai aur profit bhi Hota Hai Hum Na soche ke Ham is kam Mein Na Kami hasal kar chuke hain to yah kam Chhod Dena chahie Nahin agar aap trading Mein Ek Bar nakam Ho chuke hain To Hamen chahie Bar Bar kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Mein naqamj ko bhi accept karna chahie

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammadusman2 پيغام ديکھيے

    Yes dear aapane bahut hi acchi advise Ki Hai Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain tu Jaruri nahin hai ki Ham ko Har dafa fayda Hi Ho Humko Na Kami bhi ho sakti hai aur Agar Ham ismein na kam ho Jaate Hain To Humko Na Karna Kabhi Khushi Ke Sath set karna chahie aur apni na Kami se Humko Ek Sabak Hasil karna chahie aur next time Kuchh Bhi Na karna ko kamjabi mein tab tabdeel kar dena chahie
    • #3 Collapse

      Re: Trading Mein naqamj ko bhi accept karna chahie

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammadusman2 پيغام ديکھيے
      Ham jo bhi kam Karte Hain To Hamen usmein last bhi hota hai aur profit bhi Hota Hai Hum Na soche ke Ham is kam Mein Na Kami hasal kar chuke hain to yah kam Chhod Dena chahie Nahin agar aap trading Mein Ek Bar nakam Ho chuke hain To Hamen chahie Bar Bar kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie
      Salam members g bilkul nakami or profit dono business is hisa hote hn isliye loss sy kbi ghabrana nahi chaiye jtna acha Kam kren gy kamyab hongy isliye trading main new members starting main bhut nakam hote but ahsita ahista sab seekh hate isliye trading ko zaida se ziada earn Karen ta k ap ek kamyab businessman woman bn skhe acha Kam kr skhe is main hi apka fiada hai....
      • #4 Collapse

        Re: Trading Mein naqamj ko bhi accept karna chahie

        Ji han bilkul hamen Forex Mein Nakami ko bhi Kabool karna chahie Ham Forex Mein apne a hard-working Karenge aur aur Forex ke rules ko follow Karenge tab hi Ham ismein acchi Tarah Se kamyabi Hasil kar sakte hain hamen jyada Se jyada learning Karni chahie aur apne loss ko recover karne ke liye mehnat Karni chahie learning Karni chahie apni mistake ko mind Mein rakhna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Trading Mein naqamj ko bhi accept karna chahie

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammadusman2 پيغام ديکھيے
          Ham jo bhi kam Karte Hain To Hamen usmein last bhi hota hai aur profit bhi Hota Hai Hum Na soche ke Ham is kam Mein Na Kami hasal kar chuke hain to yah kam Chhod Dena chahie Nahin agar aap trading Mein Ek Bar nakam Ho chuke hain To Hamen chahie Bar Bar kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie
          Salam life me haar jeet to lgi hi rehti ha agr ap ko forex me loss ho bhi jata ha to us k liye tension leny ki zarurt ni hoti hum us sy zaida mehnet kr k acha bonus phr sy hasil kr skty hn or mazeed profit kama skty hn is liye nakami bhi accept kren or esa kam kren k apko kbi bhi forex me nakmi ho hi na hmesha profit me rahain or ksi expert sy trading k bare me smjhny ki koshsish kren ta k apko dubra trading krty waqt koi problm na ho or na hi koi loss ho sky...
          • #6 Collapse

            Re: Trading Mein naqamj ko bhi accept karna chahie

            Bilkul Sar Agar Hamen Forex trading Mein NaKami Ho Jaati Hai To Hamen apni naKami ko accept karna chahie kabhi bhi disheart Na Ho Bal ke apni us Galti Ka Pata Lagana chahie jo aapki nakami Ki vajah Bani na ke aap apne naKami pr mayus Ho Kar Baithe Nakami ko accept Karke Apne power ko collect Karke phir se kam Shuru karna chahie Taki Aage Hamen Kamyabi ho
            • #7 Collapse

              Re: Trading Mein naqamj ko bhi accept karna chahie

              G Han dear members trading main Kam krty howy nakami ko bhi bardashat krna chahay AP ko chahahy k daily basis pr Kam krain r accha bonus hasil krny k liy posts ka target complete krain acchi Earning sy hi AP accha experience hasil kr kakty Hain.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Trading Mein naqamj ko bhi accept karna chahie

                G billkull sahi kaha ap na ka trading main naqami ko bhi accept karna chahine work main kamyabi or naqami to ati rahti ha is leya agar hum kamya hu gay to naqami ko bhi accept karna ho ga phr hum kamyab bhi ho sakta ha wasa bhi hum ko apni galti ki hi waja sa hi hum ko naqami hail ho gi is leya hum ko cahya ka apni mistaka ko recover kary or naqami ka moqa na dy or apna mind main ya baat rahka ka hum ko kamyab hona ha ti hum in saha allah zaror kaamyab ho gy
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Mein naqamj ko bhi accept karna chahie

                  Ismein hamen Koi nuksan hota hai ya Koi Na kami hoti hai to hamen usko bhi dekhna chahie aur ham use usse bhi kam karna chahie aur agaram jyada bhi usko dekhenge to hamara kam aasan hoga ki Ham achcha kam kar sakte hain aur hamare limit kam tha abhi kam kam lete ho jata hai lekin ye soch Na sake agar isko complete karna hai to har waqt mein kabhi Na kabhi nahin ho sakti aur insaan ka Mil jata hai aur jo logon Ko jyada aasan nahi hoti rahti hai to unki apni mehnat ka kam ho sakta hai aur vah har bar ke apne aap par focus rakh sakte hain aur agar vah jyada kam per focused kahenge to unhen Koi Na kami nahin Ho jaati aur Bahar waqt apne aap ko complete kar sakte hain agar vah jyada kam karenge to vah ismein apna Kam acche se karenge unhen Koi Na kami nahin Ho jaati aur apne kam ismein hamesha ke liye apni soch ke sath hota hai to vah kar sakte hain unki apni limit kar kam ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Mein naqamj ko bhi accept karna chahie

                    G bilkul forex trading aik aesa buissness ha jis main hmen nuksan bhi hota ha aur faida bhi..is lie hme chahiye k hm nuksan k waqt mayoos na hn us k bajae hmen sbr se kam lena chahiye aur mazeed mehnat krni chahiye take hm us nuksan ki bharpai kr sken...is k liye hmen forex trading main zyada se zyada time invest krna chahiye take hme faida ho...is liye hmen nuksan ko bhi accept krna chahiye aur sbr k sath kam lena chahiye...
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading Mein naqamj ko bhi accept karna chahie

                      Agar Ham trading kar rahe hain To Hamen nuksan Ho Jaaye To Hamen Hamesha Apne nuksan Ko acche tarike Shri Kabar karna chahie aur apne na Kami ko bhi accept kar lena chahie Kyunki Hamari na Kami apni mistake ki vajah Se Hoti Hai Jab Ham is business Mein mistake karte hain Apne kam ko acche tarike se nahin kar paate To Ham is Vishesh Mein acchi kamyabi bhi Aasan Nahin kar paate Hamesha kamyabi Hasil karne ke liye mehnat Karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading Mein naqamj ko bhi accept karna chahie

                        Good morning dear friends omeed krta hon ap sb thk hon gay aur apny kam ko achy treeky sy kr rhy hon gay yeh baat bilkul thk hy kah hamain tarding mai agr loss bhi ho jay tou ossy bhi accept krna chahye dishurt ho kr preshan nhi hona chahye yeh woh business hy jis main ap naqam bhi ho skty hain bt ap ko nakami ko bhi accept krna chahye agr phr hum apni mistakes py kabu pa lain gy phr hum kamiab ho skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading Mein naqamj ko bhi accept karna chahie

                          Trading mein na kami ko bhi accept karna chahie
                          Good afternoon Forex traders ji doston Business mein lostprophets donon sath sath hote hain Lawson apni mistake ki vajah se aur profit Ham apne experience or knowledge ki vajah se hasil karte hain agar kisi vajah se hamen nuksan bhi ho jaaye aapane patients main to hamen usko bardasht bhi karna hoga aur apne mistake ko Kabul bhi karna hoga isliye agar kabhi aise surat hath se do char ho to aapko himmat ho sakte se kam karna hoga aur apne aap ko sabit karna hoga ki aap ek acche tractor Hain kyunki trading mein loss profit hote rahte hain isliye usmein pareshan hone ki jarurat nahin hoti Anna hona chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading Mein naqamj ko bhi accept karna chahie

                            Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sab theak hon gay or forex trading sy achi earning kar rahay hon gay g apki baat bilkol theak hy forex forum py work karty hoey agar apko forex trading main nakami ho jati hy to apko chahiey ap apni nakami ko accept karain q ky asal learning apko apni nakami sy hi hasil hoti hy jab ap apni nakami sy seekhny ki koshish karty ho to ap ko zaror sucess hasil hoti hy q ky ap un cheezo ko seekh paty ho jis ki wajah sy apko nakami hoe hy ap apni mistakes ko correct karty ho or apni mistakes ko dohraty nahi ho es leay ap asaani ky sath forex forum py kamiyab ho jaty ho or achi earning karny lagty ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading Mein naqamj ko bhi accept karna chahie

                              Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai trading ke dauran Hamen na Kami bhi hoti hai aur kamyabi bhi hoti hai agar aapko reading ke dauran nuksan ho jata hai to aapko pareshan Nahin Hona chahie Kyunki Duniya ka koi bhi business usMein kamyabi bhi hoti hai aur na Kami bhi Tarah Forex trading risky business hai aur Hamen trading Ke dauran nuksan Bhi hota hai aur profit bhi Hamen aapane nuksan ko bhi bardasht karna chahie aur Kamyab trader vohi log bante Hain Jo apni mistakes se aur apne nuksan se learn karne ki koshish karte hain hamen bhi apni mistakes aur apne nuksan se learn karne ki koshish Karni chahie.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X