jaiza:kisi bhi pair ko over sell hony py sell aur over bought hony pay buy na karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:kisi bhi pair ko over sell hony py sell aur over bought hony pay buy na karain.
    friends aj main ap ko bohut sary asy new trader ki aur kuch old trader ki galtian btaon ga ju jald bazi main bohut sari mistake karty hain forex market jab bhi over sell ho chuki hoti hai tu wo samjhty hain ky market mazeed nechy jay gee mager tab market ka presure kam ho jata hai aur market retracement karny chali jati hai jsi ki wjaa say new trader apne order main phns jaty hain isi tara say buy main asa kia jata hai over bought hony ki waja say wo phir ssay us pair ko buy kar daity hain jiss say market nechy aa jati hai aur unhain phir loss hota ha market ki asi condition main trade nahi karni chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:kisi bhi pair ko over sell hony py sell aur over bought hony pay buy na kar

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairafzal456 پيغام ديکھيے

    Exactly dear brother aapane bilkul sahi baat ki hai Ham Forex trading Mein dekhte hain ki Jab market Mein Koi Bhi currency per yah aap gold ki Munh mein dekhne ja FIR ismein crude oil dekh le to aap Jab dekhte hain Ki Kisi bhi currency pair Ki Ab selling overbought ho gai hai ya FIR over oversell ho gaya hai to aapko ismein trade Nahin Lagani chahie aapko chahie ki aap thoda sa vate Karen aur Market ki movement Ko Dekhkar trade lagaen Kyunki Jab Bhi aap against the trend koi bhi trade lagaenge to aapko ismein bahut ho sakta hai aapane agar Achcha profit lena hai to sabse pahle aapko market Mein market ka trend dekhna Hoga aur uske mutabik trades Karni Hogi Kyunki against the trend aapki trade was Mein Ja sakti hai To aapane Agar Achcha Pro lena hai to aapko ismein indicators Ka istemal Karke aur Achcha han kam Karke market Mein analysis Karke trade Lagani Hogi.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:kisi bhi pair ko over sell hony py sell aur over bought hony pay buy na kar

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairafzal456 پيغام ديکھيے
      friends aj main ap ko bohut sary asy new trader ki aur kuch old trader ki galtian btaon ga ju jald bazi main bohut sari mistake karty hain forex market jab bhi over sell ho chuki hoti hai tu wo samjhty hain ky market mazeed nechy jay gee mager tab market ka presure kam ho jata hai aur market retracement karny chali jati hai jsi ki wjaa say new trader apne order main phns jaty hain isi tara say buy main asa kia jata hai over bought hony ki waja say wo phir ssay us pair ko buy kar daity hain jiss say market nechy aa jati hai aur unhain phir loss hota ha market ki asi condition main trade nahi karni chahye.
      Yes dear brother aapane bahut hi acchi information share ki hai aur jitne bhi junior members Hain vah is vajah se bahut nuksan Utha lete hain aur Apna account bhi wash Karva Dete Hain Agar Main aapko apna experience share Karun To Mere Sath bhi 2weeks pahle ISI Tarah hua tha maine silver per trade open ki hui thi aur jab market bahut jyada Upar Gai to main Samjha ke majid market Upar Jayegi to main use Hath se a silver ko bye kar liya lekin market uske foreign bad niche varmint start ho gai aur bahut jyada Munh Kar Gai Jiski vajah Se Mujhko Bahut nuksan bhi ho gaya tha aur mera account bhi wash ho gaya tha aur mera contest ka bonus bhi ismein khatm ho gaya tha

      RSI Indicator:
      dear brother is situation ko agar aap dekhna Chahe to aapko aur RSI indicator bahut acche tarike se indicate Karta Hai Uske bare mein aap information Hasil Karke usko properly learn Karke istemal Karen is condition Mein vah aapki bahut help kar sakta hai. Jo aapko overbought aur over sold ke bare mein bahut acche tarike se indicate kar deta hai

      Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	32
Size:	18.4 کلوبائٹ
ID:	12328005
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:kisi bhi pair ko over sell hony py sell aur over bought hony pay buy na kar

        ASSLAM O ALAIKUM
        DEAR FRIENDS
        G sahi kaha ap ny hmy trade krty waqat buhat muhtat rahna chahiya or dehan sy soch smj kr trade lani chahiya lalach ni krna chahiya or soch smja ka apny balance ko maintain rakh kr trade lani chahiya zayada profit ky chak ma hm zayada loss krwa bethaty hy market ma sell ko buy ki position smjna buhat zayada zarori hy q ky is sy hmy buhat fida ho ga or chat ko mandy nazr rakna bi buht zayada zarori hy
        Last edited by ; 26-06-2020, 12:31 PM.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza:kisi bhi pair ko over sell hony py sell aur over bought hony pay buy na kar

          bilkul ap nay sai kaha hai forex main jab market main jab koi currency sell main ziada he gir chuki hoti hai tab ham ko is main over sell nahi karni chahye kyon ky market main tab he trend change hota ha aur ager market main jab buy ja chuki ho aur wahn ja kar side movement kar rahi ho tu market main main ap ko tab order laina chahye jab trend change ho tab ap ko us trend main enter ho kar kam karna chahye kyon ky jab tak ap trend main kam nahi karain gay ap ko is market main loss bhi ho sakta ha is lea ap ko trend ko change karny ky lea ap ko analysis karny hoty hain phir ap ko pata chalta ky market main kab trend change ho ga aur kab ap nay is market main enter hona hai.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza:kisi bhi pair ko over sell hony py sell aur over bought hony pay buy na kar

            hum pairs mai kam kar ky mufna hasial kar sakty hain hamy is mai soch samj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex ko samjana ik din ka kam nahi hain humis mai market ke movement ko samj kar kam karty hain t hamy kamaybe hasil ho jy ge hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain ti hamara account band ho jy ga forex ak world wide businss hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai pairs mai or currncy mai kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar lalach ban ky kam karty han to hamara account band ho jy ga hamy market mau market ke movement ko samj kar trade laagne ho ge pher he hum munfa kama saky gy forex aik best business hain
            • #7 Collapse

              Re: jaiza:kisi bhi pair ko over sell hony py sell aur over bought hony pay buy na kar

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairafzal456 پيغام ديکھيے
              friends aj main ap ko bohut sary asy new trader ki aur kuch old trader ki galtian btaon ga ju jald bazi main bohut sari mistake karty hain forex market jab bhi over sell ho chuki hoti hai tu wo samjhty hain ky market mazeed nechy jay gee mager tab market ka presure kam ho jata hai aur market retracement karny chali jati hai jsi ki wjaa say new trader apne order main phns jaty hain isi tara say buy main asa kia jata hai over bought hony ki waja say wo phir ssay us pair ko buy kar daity hain jiss say market nechy aa jati hai aur unhain phir loss hota ha market ki asi condition main trade nahi karni chahye.

              Yes dear is market Mein Jab Koi currency pair overboard hota hai ya koi pair oversold ho jata hai to use time Humko usmein Aisi trade Nahin Lagani chahie tha Humko usmein nuksan Ho Jaaye Agar Ham overboard wali e-trade per sale ki entry lagakar Intezar karte hain use per Humko nuksan ho sakta hai Humko iske liye R Si indicator use karna chahie jisse Ham Ko yah pata chal Jata Hai is time market kaun si condition mein hai aur Humko ismein kaun si trade open karne chahie Agar Ham Maar Peet ke friend ke sath Chalte Hain To Ham Ko ismein acchi trade mil jaati hai agar Ham is market Mein Apna mind use karte hain usmein Humko Achcha decision Lene Mein aasani Ho Jaati Hai agar aap Achcha decision Nahin Le Sakte is market mein aap Kamyab Nahin ho sakte aapko chahie kya aap is market Mein Soch Samajh Kar kam Karen.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza:kisi bhi pair ko over sell hony py sell aur over bought hony pay buy na kar

                G han dear aisa bhi aksar ho jata hai kay market ap kaliye masla ban jatye hai matlab kay ap es mai daikhtye hain kay trade kafi sell mai hai tu ap us time pay buy iar laitye hain tu ye ap ko kafi masla ban sakta hai kiyu kay kisi time pay market mai kafi masla bana hota hai jis kay bad market crassh ho jatye hai aur ap es ko buy kartye hain tu ye aur bhi sell mai chala jata hai jis kay bad ap kaliye masla ban jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain ap ka kam hai kay apnes mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai over trading na karain ap ka kam hai kay ap market mai anylsis kay hisab sya kam kartye hain tu ap kaliye kafi acha kam ho sakta hai tu ap ka kam hai kay ap market mai entry hamesha achi jagha say kartye hain tu ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain jub kay ap market mai daikh kay kam nhi kartye hain tu ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye hain
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza:kisi bhi pair ko over sell hony py sell aur over bought hony pay buy na kar

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairafzal456 پيغام ديکھيے
                  friends aj main ap ko bohut sary asy new trader ki aur kuch old trader ki galtian btaon ga ju jald bazi main bohut sari mistake karty hain forex market jab bhi over sell ho chuki hoti hai tu wo samjhty hain ky market mazeed nechy jay gee mager tab market ka presure kam ho jata hai aur market retracement karny chali jati hai jsi ki wjaa say new trader apne order main phns jaty hain isi tara say buy main asa kia jata hai over bought hony ki waja say wo phir ssay us pair ko buy kar daity hain jiss say market nechy aa jati hai aur unhain phir loss hota ha market ki asi condition main trade nahi karni chahye.
                  yes brother main aapki is baat se aagrah karta hun agar humne is market mein Koi bhi trade lagani hai to humko use time is market mein trade open karni hogi jab market apni moment start kar rahi ho agar market apni moment complete kar rahi ho aur usne wapasi ki taraf Mohd karni ho to Ham agar use time is market mein intry lagaenge to humko ismein nuksan ho ja sakta hai humko chahie to Ham is market mein Jo bhi trade open Karen usmein soch samajhkar lagaen Taki Ham ko bhi trades lagaen use per humko profit ho raha ho ya nuksan ho raha ho vah itna jyada Na Ho jisse hamara account disturb Ho jaaye agar hamen is market mein apne account ko safety Hui train open karte Hain usmein Ham ko aasani se kamyabi Mil jaati hai aur hamesha market mein kamyab ho jate Hain iske sath hamara account bhi safe rahata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza:kisi bhi pair ko over sell hony py sell aur over bought hony pay buy na kar

                    Overbought aur oversold zones market key support and resistance levels ko be zahir karty hey agar market overbought area me ho to ye market ka resistance area hota hay aur es ko market ka top area be samja jata hay agar es area se selling orders ko place kia jaye to bahot achi trading ho sakti hay esi tarha se market ka oversold area market key support area ki nishan dahi karta hay aur ye market ka bottom area hota hay jo key break to ho sakta hay magar asani se nahi ho sakta hay es point par traders ki koshish honi chaye key buying orders ko place kia jaye jo traders ko bahot profit de sakta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza:kisi bhi pair ko over sell hony py sell aur over bought hony pay buy na kar

                      G han dear ap ki bat se agree karta hon hamyn jab bhi koi trade open karni ho tu us time pehly analysis karny chahiyn aur market mein bary time frame laga kar support aur resistance ko check kar lena chahiye aur kabhi bhi kisi pair ko over sold se sell na karyn udhr se apko sell ki entry loss dy sakti hai aur jab market over baught ya higher high laga ly tu udhr se sp buy mat karyn apko buy ki entry us jaga se loss dy sakti hai ap ko hamesha support aur resistance par market ko dekhna chahiye agar maximum ye hota ha k support ya resistance k jab market tuch karti hai tu 2 se 3 bar re test leti hai agar udhr se wapas aye tu us k matabiq trade open kar lyn aur agar support ya resistance ko break kary tu ap next support ya resistance tak usi trend mein trade open kar lyn forex market mein yahu analysis he bahut mushkil hain agar ap ko market k har tarha k analysis par experties ho jaye tu ap kamyab trader ban jayn gy
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza:kisi bhi pair ko over sell hony py sell aur over bought hony pay buy na kar

                        hamy is mai soch samj kar buy or sell ka order lagana chahey agar hum is mai bagar experience ky buy or sell ka order laga dy gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka kok balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty han hamy loss hoy ke har aik waja ko sahe karna chahey pher he hum is main agy bar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hai or hum is mai rat main be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte han hamy kam karny ky har aik asol ko pora karna ho ga forex aik asa karobar hai jo ky kabe be band nahe ho sakta hum is ko apna life time career be bana sakty hai ya aik international karobar hai forex all world mai pahl cuka hai hum is pair or currency mai trading karty han hamy is main daily kam karna chahey
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza:kisi bhi pair ko over sell hony py sell aur over bought hony pay buy na kar

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairafzal456 پيغام ديکھيے
                          friends aj main ap ko bohut sary asy new trader ki aur kuch old trader ki galtian btaon ga ju jald bazi main bohut sari mistake karty hain forex market jab bhi over sell ho chuki hoti hai tu wo samjhty hain ky market mazeed nechy jay gee mager tab market ka presure kam ho jata hai aur market retracement karny chali jati hai jsi ki wjaa say new trader apne order main phns jaty hain isi tara say buy main asa kia jata hai over bought hony ki waja say wo phir ssay us pair ko buy kar daity hain jiss say market nechy aa jati hai aur unhain phir loss hota ha market ki asi condition main trade nahi karni chahye.
                          Business mai bohat si baatoo ka khayaal rakh kay nuqsaan say bhi bacha jaa sakta hai aur faida bhi ziada lia jaa sakta hai. Conventional business mai bhi aisa he hota hai aur Forex trading market mai bhi aisa he hota hai. Forex trading market mai traders ko iss baat ka bohat khayaal rakhna hota hai kay kabhi bhi over sold ya over bought condition mai trades open nahi karian. Over sold ya over bought woh conditions hoti hain jab unn positions pay trading bucket full ho chuki hoti hai aur uss kay baad market correction aur retraction ki taraf movement banai hai. Traders ko aisi situations mai sirf market ki movement ko monitor kertay rehna chaiye aur jab dobara market kisi pattern mai ajaey tou uss kay baad he trades dobara open kerni chaiye. Over sold aur over bought monitor kernay kay liye RSI aik bahtreen indicator hai jo traders ko bohat faida daita hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza:kisi bhi pair ko over sell hony py sell aur over bought hony pay buy na kar

                            aap Jab dekhte hain Ki Kisi bhi currency pair Ki Ab selling overbought ho gai hai ya FIR over oversell ho gaya hai to aapko ismein trade Nahin Lagani chahie aapko chahie ki aap thoda sa vate Karen aur Market ki movement Ko Dekhkar trade lagaen Kyunki Jab Bhi aap against the trend koi bhi trade lagaenge to aapko ismein bahut ho sakta hai aapane agar Achcha profit lena hai to sabse pahle aapko market Mein market ka trend dekhna Hoga aur uske mutabik trades Karni Hogi

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X