Thread ko padhne ke bad posting Kiya Karen ✅

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread ko padhne ke bad posting Kiya Karen ✅
    hello friends kaise ho aap sab log ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge to mere Bhai baat karte hain aaj ke bare mein tumhen kahana chahunga ki hamare kuchh member se jo hai vah thread Ko padhte nahin hai just apni posting start kar dete Hain to mere Bhai koshish Kiya Karen jaldbaji na Kiya Karen kam hamesha sabar se hota hai sabse pahle jawab theatre per aate ho pahle 3rd ki heading ko padha Karen uske bad uski detail ko padha Karen FIR apni posting share Kiya Karen aur koshish Kiya Karen apni posting ki quality ko bhi behtar banaen inshallah aapko achcha bonus jarur milega
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread ko padhne ke bad posting Kiya Karen ✅

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Arslanshehzad پيغام ديکھيے

    Ji bil kul ap nay thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon Pak Forex Forum pay jab bhi kisi threads kay jawab main reply post ki jati hay to post karnay say pehlay threads ko achi taran reed kar laina chahiay aor phir reed karnay kay bad thread kay mutabiq hi posts karni chahiay.
    • #3 Collapse

      Re: Thread ko padhne ke bad posting Kiya Karen ✅

      mainy aksar dekha hai k thread ka title kuch aur hota hai aur neechay different members ki jo posts hoti hain voh threads se bilkul he mukhtalif hoti hain hamein aisay ni krna chahye aur jald baazi nahi krni chahye aur pehlay tasalli se tbread ko read kiya krein phir osi k mutabiq jawab deya krein.
      • #4 Collapse

        Re: Thread ko padhne ke bad posting Kiya Karen ✅

        threads ko acchi tarah se read kar lena isliye jaruri hai kyunki ISI tarah se Hi members ko idea ho jata hai ki unko reply kya karna hai lekin maximum members is tarah se nahin karte aur vah friends ko read nahin karte aur khud se Hi Koi bhi reply kar dete Hain members ko is tarah se nahin karna chahie har EK member ko chahie ki vah apne kam ko bahut hi acchi tarah se complete kar liya Karen
        • #5 Collapse

          Re: Thread ko padhne ke bad posting Kiya Karen ✅

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Arslanshehzad پيغام ديکھيے
          hello friends kaise ho aap sab log ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge to mere Bhai baat karte hain aaj ke bare mein tumhen kahana chahunga ki hamare kuchh member se jo hai vah thread Ko padhte nahin hai just apni posting start kar dete Hain to mere Bhai koshish Kiya Karen jaldbaji na Kiya Karen kam hamesha sabar se hota hai sabse pahle jawab theatre per aate ho pahle 3rd ki heading ko padha Karen uske bad uski detail ko padha Karen FIR apni posting share Kiya Karen aur koshish Kiya Karen apni posting ki quality ko bhi behtar banaen inshallah aapko achcha bonus jarur milega
          yes brother aapane bahut hi important baat share ki hai is form per humko jo bhi post karni hai usse pahle humko ek dafa sari post ko acchi tarah se read kar dena chahie Taki Ham ko use post ka concept clear Ho jaaye agar usmein koi baat share ki hai to usse hum ko ladne Ho jaati hai aisi Hi agar post mein Koi sawal poochha Gaya hai to uske bare mein humko study karni chahie aur hamare pass uske bare mein jitna jyada information hai vah humko share karni chahie tab hamari post acchi quality ki kaun hogi.
          • #6 Collapse

            Re: Thread ko padhne ke bad posting Kiya Karen ✅

            Ji bilkul dear member aapki baat sahi hai agar ham sabko Bina samjhe post karenge to aisi postpost Nahin hogi isliye har EK members ko chahie ki vah post ko acche se delete karne ke bad aur samajhne ke bad post ke liye Gaye kyunki se related hi agar post kariye ki jaaye Tu hi vah fayde man post hoti hai isliye hamen form per kam karne ke liye responsible aur jimmedaar hokar baat karna hoga tabhi ham kamyab ho sakenge form per kam karne ke liye hamen interest aur jimmedari ke sath kam karna hoga tab bhi ham form per kamyab ho sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Thread ko padhne ke bad posting Kiya Karen ✅

              G threads ko post karnay say pehle achi taran par lain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Thread ko padhne ke bad posting Kiya Karen ✅

                Yah Baat Sach Hai aapane bilkul theek Kaha Agar ham thread ko acche tarike se licence Nahin karte hain aur usko Dhyan Mein Nahin rakhte hain aur bed post kar dete Hain pahle post ko acchi Tarah samajhte Nahin To Hamen yah Los hi deti Hain Nokia profit isliye Hamen Har chij per Har. Per focus karna chahie fox say hi Kuchh Na Kuchh profit Hasil hoga

                اب آن لائن

                Working...
                X