Demo Trading Kyon Karni Chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Dear demo trading ap ko seekhne k sath kam kar skte hain dear jab ap seekh k aur smjh k kam karo gy tua p ko pata chal jaye ga k demo account acha earn kar skteho es liye ap ko seekh k samjh k acha kam kar skte ho aur apnii lfieko set kar skte ho...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Forex trading business mein demo account par practice karne ka ye hi faida hy k is se forex trading ka experience hasil hota hy aur forex trading ki learning hasil hoti hy agr new trader demo account par ziada practice kar k learning kar real account par trading karty han tu is se profit hasil kiya ja sakta hy is liye new trader ko lazmi practice karni cahaiye
      • #108 Collapse

        Demo trading hum practice k leay kerty hain humean demo main hard work kerna ho ga our us ko as a real jab tak nahe karein gay tab tak us main hum aik achy trader live trading k doraan nahe ban sagtay hian
        • #109 Collapse

          demo account asal main ek beginer trader ki practice k lie banaya gaya hai ek beginer jitne demo pai trading ki practice kare ga utne he uske skills tez honmge utna he usko knowledge gain hoga jis ka faida us ko real trading main hoga ise lie pehle demo trading karna lazmi hai
          • #110 Collapse

            Demo account sab kay liye he bohot useful hota hai chaiye traders , new traders hon ya phir experienced traders. sab he iss say advantage hasil kar sakty hain. forex trading mai demo trading ka sab say bunyiadi maqsad tu practice kar kay trading ka experience hasil karna hota hay . experienced trader iss mai apni trading strategies aur planing ko b test kar sakty hain .
            • #111 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
              Demo account sab kay liye he bohot useful hota hai chaiye traders , new traders hon ya phir experienced traders. sab he iss say advantage hasil kar sakty hain. forex trading mai demo trading ka sab say bunyiadi maqsad tu practice kar kay trading ka experience hasil karna hota hay . experienced trader iss mai apni trading strategies aur planing ko b test kar sakty hain .
              gee han bhia demo trading krna trader ke lie acha he demo account mein trader ko experience hasil hota he aur trader forex trading mein market ke up down aur market ke live rates ko smjhta he aur market mein hone wale tabdelieon ko ache trah se demo account mein smjh skta he phr trader real trading mein ache trading kr ke success jlde hasil krta he
              • #112 Collapse

                dear yah ham sab janty hai k forex aik boaht risky kam hai or yahan per ham mistake nahe kar skaty to is lazmi hai k ham pahly forex ko achi traha se seekh lai taky hammain forex main loss na ho or is purpose k lai lazmi hai k ham ko phyl demo per kam karna ho ga tab ja kar ham real main achi trading kar skaty hai. warna agr ham na direct real per trading lagay to ham ko loss ho sakta hai or wo b boaht shadeed
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #113 Collapse

                  han admi apne real investment ka loss nhi karna cheay is ley demo account par practice karne cheay ta k ap ka koi loss na ho or ap ke life disturb na ho

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X