trust

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Yes I am agree k humain Forex main acha profit earn kerne k lie anpe ap per he trust kerna chahie aur hum kisi dosray per trust ker k Forex market se kuch earn ni ker sektay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bailkul valid point hai ap ka mai totally agree krta hoon ap ki baat saay insaan ko khud pay believe hona chiye,khud pay trust hona chiye,k hum is qabil hai k apny ap pay trust rakh k successful trade kar skey,jab insaan ko khud pay believe hota hai tu wo har kaam kar skta hai and successful b ho jata hai
      • #18 Collapse

        The indicator is part of the analysis and indeed quite an impact when used at the right time and also I always look at the news
         
        • #19 Collapse

          forex trading ke busines mien app ko trust sey ziyada seekhne ki jarorat hoti kiun ke jab app forex ko seekh kar or apni skills bana kar karte hien to app ko trust ki jarorat nahien rehti
          • #20 Collapse

            ji han forex trading mein apko sirf apny ap par truest karna hota hai or zada sy zada hard work sy kam karna hota hai tab hi ap aik kamyab trader ban skty hain
            • #21 Collapse

              bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k hamain is business main trust hona chaye and is k elawa hamain chaye k hum is par full confidence k sath trade karain and enjoy karain.
              • #22 Collapse

                I am say that you are work the market and you are try to prepare own strategy. You are goodcwork andctou are success in this market. You can not prepare the strategy and you are not a good work.
                • #23 Collapse

                  g my dear jab tak ap khud py trust nahi krty tab tlak ap kamyabi hasil nahi kr sakty ku k allaha un ki madat nahi krta jo apne madat ap nahi krty so pahly apny upar trust bany or phr allaha ka nam ly kr shur ky to kabi b nakam nahi ho gy
                  • #24 Collapse

                    kamiab business man banney ke liye trust ka bahot amal dakhal hy agr business main trust ni krein ge to phir kabhi bhi business start ni kr sktey or agr kr bhi lein to traqi ni kr skty to is liye trust to krna hi pre ga
                    • #25 Collapse

                      ji yeh kam sahi hai es liey humen yeh km sahi trhan syseekh k smjh k krna chaheay yeh kam etna sahi nai hai jitna hum smjhty hain
                      • #26 Collapse

                        hum ko trading kay waqat chaya kay hum fresh mind say trading karein or apne aap per trust kar kay trade karein k hum ko profit ho ga main forex trading mein work kar k bohot kuch hota hai.
                        • #27 Collapse

                          dear hamy forex par trust karna bohat zarori hy jab hum kisi chez par trust karty hai to hamy forex account par work karna zarori hy
                          • #28 Collapse

                            bilkul g business ma ham kisi par b trust nai kar sakte ....busines ham ne khud karne hoti ha is lye khud par trust karna chayhe aur mehnat karne chayhe ta ham business ma successful ho sakte han...jab tak ham khud kam nai karenge tu kamiyab nai hosakte
                            • #29 Collapse

                              trust k baghair koi b kaam mumkin nhi hai agr aap ko trust ho ga tab he aap ko faayda hai phir he aap investment kar sakte hein is liye pehle aap bonus account per work karein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                apne bhot ache baat kahe hai humay apne ap per he depend reh kar trading karni hoti hai hum forex mai kabi emotions hokar kamyaab nhe hosakte hai issi waja say forex per humay apna kaam experience ki he base per karna zarori hota hai hum luck per depend reh kar kabi ache trading nhe kar sakte hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X