Analysis krnna sikho profit khud e ajay ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Analysis krnna sikho profit khud e ajay ga

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Meeru پيغام ديکھيے
    As-salamu alaykum aapki baat karta hun Agar Ham profit kara Agar Ham acche tarike se prapt karna chahte hain To Hamen sabse pahle maarpeet analyse karna sikhana hoga jo log market ke tarike se analyse karte hain Vahi log acche tarike se Kamyab ho Jate Hain Kyunki yah Kaisa Kaam Hai Jab Tak Mujhe tarike Se Main Apni kar de karne ke liye hoti hai
    Sahi Kaha aapane analyse karna sikhen profit ko Aana start ho jaega sabse bada matlab hota hai analyse karne ka analyse Kiya Kaise Jata Hai analyse karne ke do tarike Hote Hain 1 fundamental analysis aur dusra technical analysis jo pahle kam karta hai use Kahate Hain technical analysis are basically aapke MT4 trader ke indicators ko aur usko Sawal Karke Hota Hai dusra analysis hota hai fundamental analysis Jo bad Mein kam Karta Hai Jiski important Itni Jyada To Nahin Hoti lekin Jab yah kam karta hai to uski reporter bahut jyada badh Jaati Hai Jaise Achanak se market Kisi Badi news ki vajah se Itni Chali Jaaye Agar aapke technical analysis fail ho rahe hain to uska matlab hota hai ki fundamental analysis is time strong kam kar rahe hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Analysis krnna sikho profit khud e ajay ga

      bhia g aisa ni ha analysis se kis ne profit kiya ha analysis krny k baad apko wait krna hota ha apko us waqt trade ni mil jati aisa ni ha trad krny k liy mahnt krna hota ha agr ne aisy hi analysis kr k profit kr liya to kmal ha phr trade krny k liy bi time dena hota ha forex trading ko agr apne profit krna ha to din rat time dena hota ha trading phr ap analysis krian phr trad krian
      اللهم صل على سيدنا محمد
      • #18 Collapse

        Re: Analysis krnna sikho profit khud e ajay ga

        Forex mein achi trading ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex trading se pahle market ko achi tarah analyse karna chahie aur forex market mein hamen apna zyada se zyada time invest karna chahie jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bach sakte hain.
        • #19 Collapse

          Re: Analysis krnna sikho profit khud e ajay ga

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Meeru پيغام ديکھيے
          As-salamu alaykum aapki baat karta hun Agar Ham profit kara Agar Ham acche tarike se prapt karna chahte hain To Hamen sabse pahle maarpeet analyse karna sikhana hoga jo log market ke tarike se analyse karte hain Vahi log acche tarike se Kamyab ho Jate Hain Kyunki yah Kaisa Kaam Hai Jab Tak Mujhe tarike Se Main Apni kar de karne ke liye hoti hai
          G jnb apki bat sy agree hn thk kaha ap ny hmy apny trade me kamyab hony k lye analysis krna chahye. Market analysis sy hm andaza lga skty hn k ab next kia move hu gi is lye technical analysis ko learn krn aur sath e fundamental analysis ko b learn kia jay ye dono analysis buht zruri aur important hn.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Analysis krnna sikho profit khud e ajay ga

            Salam Walekum ji han doston Agar aapko analyses Karne Ka Tarika a jata hai agar aap apne senior se bahut Tarika Sikh Jaate Hain To iska aapko bada fayda hoga isliye koshish karen ke market ko analyses karna sikhen Jab aap market ko analyse karna Sikh Jaenge to aapko profit yakeeni Taur per milega

            اب آن لائن

            Working...
            X