Re: jaiza;forex markeet main kisi k deceioun ko apna deceioun bana kar kaam karna..
Forex market mai trading kertay huay kisi dusray trader kay decisions ya strategies say trading kerna bohat mushkil hota hai. Her trader apni strategy aur planning apnay account kay mutabiq aur apnay experience kay mutabiq he banata hai iss liye kisi dusray trader ko usay copy kerna ya uss ko follow kerna kafi mushkil phase hota hai. Iss ki example kay liye detail mai baat ki jaey tou aik trader ka account balance 500$ ho aur woh gold ya crude oil mai 0.10 ki lot size kay saath trade open ker raha ho aur dusray trader kay account mai sirf 100 $ ho aur woh bhi utnay he lot size kay saath trade open kerna chahta ho tou yeh possible he nahi hai. 100$ waley trader ko iss baat ko samajhna chaiye kay uss ka account balance 5 time Kamm hai iss liye usay apna lot size bhi 5.time Kamm he rakhna chaiye. Issi tarah traders iss confusion mai bhi dusray traders ki wajah say aa jatay hain kay dusray trader ko aik he trade mai 100 $ profit hogaya hai tou unhain bhi hona chaiye laikin uss waqt yeh nahi daikhtay kay dono kay account balance mai kia faraq hai aur experience gap kitna hai. Her trader ko apni trading mai apni planning aur strategy he suit kerti hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим