What is the spread?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear main ap ko aik example say spread ka matlab clear kerta hoon jesa k eurusd k value main bid rate 1.1033 our ask rate 1.1036 hy to iss k last two digits main 3 ka fark hy ye iss ka spread hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      spread kaay baray mai new traders kaay liye yeh info bohot he achi hai aur useful hai . simple words mai yehi hai ke spread buy price aur sell price ka darmian ka difference hai . spread mainly broker ka commision hota hai jo woh apni services provide karnay ke liye charge karty hain .
      • #18 Collapse

        spread ak currency se dosri currency tak ka farak hota hai aur es mai star mai loss he hot ahai becoz agar ap ne kam mai leya tu mehnga beja and profit kamaya hai
        • #19 Collapse

          Assalam-O-Alaikum jab hum koi be new trade kar rahey hotey hen to kisi be pair ki bid price aur ask price me jo difference hota hey wo spread hota hey jo key international commission hota hey.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: What is the spread?

            Spread se hamari amount me0.05% katoti hoti hai youn samjhen ke ye ek tax hai jo hmen trading ke doran ada krna pdta hai agr ham ise pay kren ge to hi hamri trading chalo hoti hai or spread ke bad hi hmara profit shuru hota hai jo ke ham apne account as like as easypaisa ya bank account me paise withdraw krwa skte hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X