Bigining ma trading se zyada learning pe focus krian.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bigining ma trading se zyada learning pe focus krian.
    Dear fellows.
    Ma ap sab se apnh opinion k mutabik ye bat kehna cahta hn k learning k ek aisa component hai jis ka koi end nahi hai ap jitna zyada learn krian gy apko utna hi profit millay ga.new traders k liye ye bat bohat hai zarori hai k wo shuru shruu ma trading se zyada learning pe focus karain q k agr learning achi hogi tab hi trading b axhi hogi.shukriya.
    ​BELIEVE IN YOURSELF!
    (Ahsan999)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bigining ma trading se zyada learning pe focus krian.

    Assalamu Alaikum dear friends beginning Mein Hamen Zyada learning paper dene kya yah Baat bilkul Jarur se hai jitni Jyada Ham ismein learning ko importance Denge Itna jyada hi Ham ismein knowledge experience game karte hue Kamyab trader Ban Sakenge kar Ham ismein start Mein Hi trading Lete Hain To Hamen Jyada Se Jyada Labh ho sakta hai Hamen chahie ki Ham Apne account mein jyada Se Jyada bonus ko Jama karte hue trading ke rules ko follow Karen aur ismein Jyada Se Jyada Mehnat Karta Hai Ki Hamen kamyabi Hasil Ho
    • #3 Collapse

      Re: Bigining ma trading se zyada learning pe focus krian.

      Bilkul sahi kaha aapane hamen chahie ki ham jyada se jyada trading experience hasil karne ke liye hamen mehnat se kam karna chahie ya Na Ham mehnat se kaam karenge itna jyada Ham beginner banne ke liye mehnat karenge hamen to nahin achcha experience hoga achcha experience aasan karne ke liye hamen Forex mein mehnat karni hogi jitna jyada mehnat karte jaenge jitna jyada Ham Forex ko apna kimti time dete jaenge ham utna hi acche business Ban sakte hain har member ke bus ki baat nahin hai ki Forex mein vah member kamyab Ho jaaye Jo main Max mein aakar mehnat karta hai sirf wahi kamyab hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Bigining ma trading se zyada learning pe focus krian.

        bilkul sahe bat ke hae ap ne hamne bhe esa he karna cahiye ke hum is main ache se kam karte raha lkaren kabhe bhe hamne is main himmat nhe harne cahiye or apne kam par he focus karna cahiye is main hum learning karne ke liye he posting karte hain to tamam logon ko cahiye ke wo is main zayda se zayada posts karte raha karen take wo is amin utna he zayada kamayb bhe ho sakne to jo log is main jitna zayada mehnat ke sath ache trading karte hain tro wo is main utna he kamyab ho he jate hain to bas hmnen kabhe bhe learning ko nhe chorna cahiye balke ache learning karte raha karen take hum is main kamayb bhe ho sken or aik ache trader bhe ban saken to is liye sabhe ko cahiye ke wo is main acha kam kiya karen
        • #5 Collapse

          Re: Bigining ma trading se zyada learning pe focus krian.

          hamy apne learnig ko best bana kar kam karna chahey hum is mai jita be kam karty han yai hamy ise ky hesab sy dollars main bonus dyta hai hum dollars ko apny mulike ke currency main change karwaty han or apne needs ko pora karty hain or apne life sy gurbat bo katam karty hain hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey hum is main gar bath kar kam karty han
          • #6 Collapse

            Re: Bigining ma trading se zyada learning pe focus krian.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahsan999 پيغام ديکھيے
            Dear fellows.
            Ma ap sab se apnh opinion k mutabik ye bat kehna cahta hn k learning k ek aisa component hai jis ka koi end nahi hai ap jitna zyada learn krian gy apko utna hi profit millay ga.new traders k liye ye bat bohat hai zarori hai k wo shuru shruu ma trading se zyada learning pe focus karain q k agr learning achi hogi tab hi trading b axhi hogi.shukriya.
            g bilkul learning per focus kryn gy to hi aap kuch ker payn gy wrna aap ko profit ki bjay loss hi hota rrahy ga , mein aap ko apny bary mein btaun to jb mein ny forex trading start ki thi to mein ny starting mein zyada focus trading mein kia jis wjah sy mujhy loss bhi boht howa , ab jb mein ny trading mein proper learning ki hai to ab mujhy zyada loss nahi hota is liye begners ko chahey k wo sb sy pehly learning kryn phir ja k wo trading kryn tabhi success hasil kr payn gy.
            "Dream bigger. Do bigger"
            (mahroosh)
            :1f607:


            • #7 Collapse

              Re: Bigining ma trading se zyada learning pe focus krian.

              Start mai he nahe balkay har time jitna aap learn karnay ki koshish karengay otna he apkay leye behtar ho sakta hai forex mai learning kabi khatam nahe hoti chahay aap new hai ya chahay aap seniors har kesi ko kich na kich new learn karna he parta hai esi keye tu kahan jata hai kay forex ik broad kisam ka business hai jesmai learning ki koi limit nahe hoti lehaza learning par khas tawaja daina hogi
              Zuhaib9988 Trading journal
              https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
              • #8 Collapse

                Re: Bigining ma trading se zyada learning pe focus krian.

                Assam Alaikum Kaise Kya Udhar Mein Humne Jana chahie balki learning per Jyada Pongal Dena chahie jisse Ham jaise ki ismein kya ho raha hai aur kis Ram kam kar sakte hain Jo log ismein Chhatri Kaise kam karte hain Vahi Samachar tarike se Kamyab ho sakte hain Jo log Jyada Karte Hain agar aap Chahte kya messenger se prakat karne mein sabse pahle karna hoga ki yah Kis Tarah kam karta hai jo log ismein Nahin karte hain vahi is tarike Se Kabhi aap ho sakte hain Jo log Itna kam karte hain vah Jarur kamyabi ke liye Hamen
                • #9 Collapse

                  Re: Bigining ma trading se zyada learning pe focus krian.

                  Start start mein ho sakta hai ki Ham Logon Ko market ke andar Kafi loss Ho is vajah se Ham logon ko apni learning skills ko improve karna chahie Jaise Jaise Hamari learning skills improve Honge Ham Logon Ko market ke bare mein Idea Hona start ho jaega Ajab market ka idea Hoga To Ham Logon Ko automatically Achcha profit Hoga aur ham market Se Acha Prophet Hasil kar lenge
                  When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                  :)
                  (AbdulWahab33)
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Bigining ma trading se zyada learning pe focus krian.

                    g hna ap ki baat bilkul theek hae hamn jub bhe forex mn trading ko start kerna hae to sub say pehlay hamn kafi loss bhe ho sakta hae mager hamn is mn bhe sabur k sath work kerna hoga kun k ager hum mehnut bhe kryn ur apni la perwahi say loss ker bethyn to iska to koe faida ni hae forex mn trading kernay ka to hamn sub say pehlay choti choti lot k sath work kerna chaea ur achi say learn kerna chahea

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X