Target achieve kerny ky liay koshish zaruri hai lekin loss ki limit tak

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Target achieve kerny ky liay koshish zaruri hai lekin loss ki limit tak
    Jab ham aik target set ker lety hain tou hamain her surat usko achieve kerny ki koshish kerni chahiay lekin loss agar aik limit sy increase ho raha ho tou loss main hi trade close kerny main hamara faida hota hai isliay target profit ka ho tou loss ki limit bhi hony chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Target achieve kerny ky liay koshish zaruri hai lekin loss ki limit tak

    dear agar hamko lose bh hota hay to hamain us say kabhi ghabrana nai chaye qk yeh har aik business ka aik important hissa hota hay laikn agar ham nay is lose k dar say achievmnt ko chorna start kar dia to hamko makreet ki bhi koi smajh nai anay wali hay aur ham markeet say bhi kuch earn nai kar sakaingay is liye hamko apnay target tak pounchnay k liye har aik mumkina koshish ko jari rakhna hmaray liye bahut ziada zaruri hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Target achieve kerny ky liay koshish zaruri hai lekin loss ki limit tak

      dear friend loss ko bhi apny aciount k motabiq lena cahye ta k hum as main apny acount kosafe rakh sky aur as sya bahteren earnin g hasel kar saken yeh ak bahteren busnes hy as main hamary mahnat hamen kafi kuch sdety hy as leye mahnat karty rahen
      • #4 Collapse

        Re: Target achieve kerny ky liay koshish zaruri hai lekin loss ki limit tak

        Hamen Apna target pura karne ki puri koshish Karni chahie Agar Ham Apna target pura kar dete Hain To isase Hamen bahut hi zyada fayda hota hai Hamen apni limit ko cross nahin karna chahie aur koi bhi Aisa Kam Nahin Karna chahie Jiski wajah se Hamen Zyada loss Ho Hamen market ki condition ko samajhte Hue kam karna chahie training Mein Bhi Jab Ham zyada market ki condition ko samajhte Hain tab Hamen bahut fayda hota hai aur successful trader Hamesha Jyada experience Hasil Karke mehnat karta hai apne target ki pura karne ki koshish karta hai apni performance ko Acha lagta hai to usse uska bahut fayda Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: Target achieve kerny ky liay koshish zaruri hai lekin loss ki limit tak

          yes dear 100%thek kaha hi apbe forex trading main agar aap apna target phrase kar a chahte hai tu apko forex main bhot hard work karma hoga target ko pura karne k liye apko big lot kabi b use nhe karni hai kitna aap bignlot use kare gy apko koi benefit mhe mil skta hai forex market kit condition ko check karna hota hai k today target ours ho skta hai k nhe
          ​Sadaf Khan
          • #6 Collapse

            Re: Target achieve kerny ky liay koshish zaruri hai lekin loss ki limit tak

            Ji Hamen daily basis per Apna target achieve karna chahie Jo log Apne bete ko acche tarike se kar lete hain vah log Jarur Kamyab hote hain aur posting Mein Hamara daily basis per 50 post ka target hota hai Anju log daily basis per 50 post Katar complete karte hain vah ismein Jyada Kamyab hote hain Kyunki Ek Aisa kaam mein jab tak Ham acche tarike se nahin Karenge tab tak Ham Kamyab Nahin ho sakte Jo log ismein se Gila Nahin karte hain 50 post daily karte hain to vah log ismein jo kamiyan hote hain aur kamyabi Hasil karne ke liye Hamen Kuchh Na Kuchh To karna Hi Padega na Jo log gussa kam Karte Hain vah Log ko kamyabi kamyabi Hasil karne ke liye Hamen Zyada Se Re Mera Dil Luteya Garam Jyada mehnat Karenge To Ham Jyada
            • #7 Collapse

              Re: Target achieve kerny ky liay koshish zaruri hai lekin loss ki limit tak

              Target gain krny k liay koshish bht zarori h zahr c bt h koi bh kam hard work k bghair nh hota h r hard work hi bh make an effort k impossible h lkn hmein is bt ka bh khyl rakhna chahy k loss ko bear krni ki hmri kitni capacity h ussi ko in front rakh k hi hmein trading krni chahe.
              • #8 Collapse

                Re: Target achieve kerny ky liay koshish zaruri hai lekin loss ki limit tak

                hamara focus hamari achievement sirf aur sirf hamari man aarti hoti hai agar Ham kisi bhi business ke andar acche rules ke follow karte hue hardworking karne mein kamyabi hasil kar lete hain to uske sath aap duniya ki tu mormo chijo kya aap intellectual bhaiya ke sath per aapane expert hun uske sath kar sakte hain to fir aap ke liye is forex business control successful kamyabi hasil karna vah bhi acche se profit ke sath experience knowledge jhuk agin karte hue possible ho sakti hai lekin iske liye jitna jyada aapko mehnat mashakkat ki jarurat hoti hai aapane use per spend kar liye acche se working ke sath acche se spend of time table ke sath kam karna aap ko acche se aur maximum level Tak progress de sakta hai isliye kamyabi use waqt aapke pass hi reach karti hai jab aap har baar karte Hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Target achieve kerny ky liay koshish zaruri hai lekin loss ki limit tak

                  Hamen Apna goal pura karne ki puri koshish Karni chahie Agar Ham Apna goal pura kar dete Hain To isase Hamen bahut hello zyada fayda hota hai Hamen apni restrict ko pass nahin karna chahie aur koi bhi Aisa Kam Nahin Karna chahie Jiski wajah se Hamen Zyada loss Ho Hamen market ki circumstance ko samajhte Hue kam karna chahie education Mein Bhi Jab Ham zyada market ki situation ko samajhte Hain tab Hamen bahut fayda hota hai aur profitable dealer Hamesha Jyada journey Hasil Karke mehnat karta hai apne goal ki pura karne ki koshish karta hai apni overall performance ko Acha lagta hai to usse uska bahut fayda Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Target achieve kerny ky liay koshish zaruri hai lekin loss ki limit tak

                    g ha ap nay bilkul thk kha hyhame apny target ko pora karny ki koshish kar ny chahey to hame is may kamiaab ho skty hy agr hame is may kamiaab ni ho gy to hame is may earning kasy kary gy so hame chahey is may mahnt kary aur ap ny target ko achieve kary to hame is may kamiaab ho gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Target achieve kerny ky liay koshish zaruri hai lekin loss ki limit tak

                      han g ap ny tk kaha h my ap ki baat sy agre karta ho hmy apna target ko achieve karna chahiy agar hm zada loss karay gy to hamara acount wash ho jay ga hmy soch smaj k kam karna chahiy target hm osi surat my completely kar sakty hy jb hm regular dil laga k kam kary gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Target achieve kerny ky liay koshish zaruri hai lekin loss ki limit tak

                        Pak forex business bahut achcha business hai Yaha Risk tab len len ap ka pas Market ki Good information ho acha business mn Hi Good advantage say Hi good Success kamyabi ap Ko acha sa Profite asaani se acchi kamyabi Pakistan Forex Mein Ham ko dainy Mn Hi Asaani ho Gi Khoob knowledge of day per day koshish karein aap agar aisa Karenge rules to follow Karenge aapko kamyabi Har Surat mein aap ko Hasil Hogi koshish Kiya Karen Inshallah kamyabi aapke Hamesha acchi Si aapko Forex ki taraf se Milegi koshish karen mehnat Karen hardworking say hi Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Target achieve kerny ky liay koshish zaruri hai lekin loss ki limit tak

                          G bilkul thek kha hai pyare dost ne kh AGR hum fourex trading men target set krty hn or isko achieve krny k liy follow kr rhy hn to hmen mahz isky loss tak krna chahei AGR him is men ziada achieve krny ki koshish kren gy to hmen loss to hogs mgr account wash hony ka khtara bht bht ziada hota hai isi liy hum pak fourex business men learning kr k hi trading set kry takh profit gain kia ja sky or loss sy bacha ja sky
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Target achieve kerny ky liay koshish zaruri hai lekin loss ki limit tak

                            Ji aapki baat bilkul theek hai Hamen Hamesha Apne target ko check karne ki koshish Karni chahie Kyunki Jab Ham Apne target ko achieve karne ki koshish Karenge tabhi Ham Apna target achieve kar Payenge Agar Ham Kabhi koshish hi nahin Karenge To Ham kabhi bhi apna target achieve nahin kar Payenge isiliye Hamesha apni takat ko Aise karne ki koshish karen Taki Ham vahan se kamyabi Hasil kar sake Aur Ek Din achha profit Hamara Muqaddar Ban saky

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X