New trader hr pair ko analyse krty hain aur phr confuse ho jaty hain....!!!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New trader hr pair ko analyse krty hain aur phr confuse ho jaty hain....!!!
    Assalam walekum doston friends new traders ke bare mein yah method create kar raha hun ki Hamen kabhi bhi jo new trailer the unko Har pairs ko watch karne se aur analyse karne se rokana chahie Kyunki Agar ham har piorko watch aur analyse karna start kar denge to isase hamare Andar a confusion Paida Hogi Kyunki abhi Hamara Itna Iske level Nahin Hota achha aur ham Kafi confuse ho Jaate Hain aur Hamen Koi Bhi Ek Achcha entry. Find out nahin kar sakte isiliye koshish karen ki ek hi pair ko select Karen aur uske bad spare per acche analyses Karke Apna entry Talash Karen aur Usi inter se aapko profit Hoga aur Har trip mein ghus kar usko analyse karna isase nuksan hoga aur aapki confusion Se Jyada badh Jayegi aur confusion Mein Aakar aap koi bhi galat Faisla kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New trader hr pair ko analyse krty hain aur phr confuse ho jaty hain....!!!

    forex aik best business hain hum is mai agar analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga hum is mai baegr balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agr lalacho ban ky kam kary g to hamara account band ho jy ga yai ak amm business jasa na hain hum is mai part tme be kam kr sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: New trader hr pair ko analyse krty hain aur phr confuse ho jaty hain....!!!

      market main anlsye kar k hi trade karni ho gi aur hamain confusion ko dor karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main kam ka rk hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain knowldge k mutabiq hi trade karni ho gi aur hamain market main kam kar k hi hum achy say trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain is say earn ho saky gi
      • #4 Collapse

        Re: New trader hr pair ko analyse krty hain aur phr confuse ho jaty hain....!!!

        dear new trader is lea is market main confuse ho jaty hain kyon ky wo pair ziada select kar laity hain aur forex main un ka har signal miss ho jata hai aur koi signal stop loss hit karta hai is lea wo samjhty hain ky un ky analysis he galt hoty hain ager wo kam say kam pair main kam karain gay tu wo kabhi bhi success nahi hon gay is lea is market main kam karna asan kam nahi ha jab tak ap ko proper experience na ho jay.
        • #5 Collapse

          Re: New trader hr pair ko analyse krty hain aur phr confuse ho jaty hain....!!!

          Ji bilkul theek kaha hai ap ne new trader chon ke itna ziyada experience nahi rakhte market ka tu unhaen chahyea ke wo her pair ko analyse na karaen. Bel ke kuch pairs Jo major haen un ko analyse karaen aur phir us pe trade kare. Her pair ko analyse kerne se traders confuse ho jate haen.
          • #6 Collapse

            Re: New trader hr pair ko analyse krty hain aur phr confuse ho jaty hain....!!!

            dear g han ap ki bt correct hay agar ham nay is main kamybi ko gain karna chatay hein to is main ham ko chye k ham is main jis time main bhi trade ko kia karein last tak apny kam ko acahy say acha karaty raha ki karein is main ham ko hrmayt nai harna ho is main ham ko last tak best say best kammkokartray rahan ho g is main any k bvad mai is main ham ko kabhi bhi apnay kma hemat nahi harna ho g is main ham ko last tak axchay say acha kam ko agagy ki janib janay k lye apnay kam ko best kartay rahn ho g .
            • #7 Collapse

              Re: New trader hr pair ko analyse krty hain aur phr confuse ho jaty hain....!!!

              Ji han new traders ko chahiye keh wo starting main sirf USDZAR per analysis karain or is currency pair main demo per practice karain, ye bahut zabardast and profitable pair hay is main analysis karna bahut easy hain or is main ager achy and successful analysis kiye jayain to bahut acha profit mil jata hay, starting main ziada pairs main analysis confusion ki taraf lay jaty hain.
              • #8 Collapse

                Re: New trader hr pair ko analyse krty hain aur phr confuse ho jaty hain....!!!

                New pair ko analyse krna thora mushkil hota hai .lakin agr apka forex ma time kaffi ho chukka hai tou apko phir pair analyse krna easily hoga .new trader ko analization k doran problem iis liye atti hai q k usky pass forex k mutaliq knowledge ki kami hoti hai
                ​BELIEVE IN YOURSELF!
                (Ahsan999)
                • #9 Collapse

                  Re: New trader hr pair ko analyse krty hain aur phr confuse ho jaty hain....!!!

                  humain es main achay say market ko analse kur kaay es main kam kurna ho gaa or es kay bad hum es main acha sa kam kur pay gay or es main kamyab bhi ho pay gaay or humain es main apni confusion ko dor kur kay apna kam kurna ho gaa takeh hum es main confuse na hon or apna kamachay say kur sakay to humain apnay kam ko es trah say achay say jari rukhnaa chahiyay or es main kmayab honay kay liyay hur mumkin koshish kurni chahiyay or es main kamyab honaay kay liyaaay humaain es maain zyda say zyada mehnat bhi kurni chahiyay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: New trader hr pair ko analyse krty hain aur phr confuse ho jaty hain....!!!

                    new trading ko market mein sahi se analysis karna chahie Agar Ham market ko analyses Karke trading Karte Hain To Hamen isase bahut zyada fayda hota hai pair ki currency ko analysis karna zaruri hota karna chahie Kyunki Jab Ham confuse ho Jaate Hain To Hamen is loss hota hai koshish Karenge aap Hamesha experience Hasil Karen aur confidence ke sath trading Karen trading Mein confidence ki bahut zarurat Hoti Hai confusion ki bilkul bhi jarurat Nahin Hoti isliye Ham isv wajah se market Mein successful Hote Hain Jab hamare pass forex confidence hota hai trader ko chahie ki woh zyada experiencing Karke mehnat Karen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X