Patience(saber) zururi hey forex trading may kia..?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1591 Collapse

    Dear friend forex trading aik aisa online business hai jis mein humein sabar aur tahamul say kaam kerna chahiye kiyunke agar hum aisanahin karengay tou humein ziyada loss hosakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1592 Collapse

      Kisi bhi kamyab trader ki kamyabi ki sab se important reason patience hi hoti hai, patience na ho to market mein survive karna bahut mushkil hai.
      • #1593 Collapse

        Assalaam o alaikum g haan forex trading mein patiens zururi hai sissliye traders koc hiayte k trade jab b kare dhiyaa se kare aur damaag se kare aur sunko ko chahiye yani k traders ko k jab b treading kare damaag se kaer aur sabar k daman thaame or un ko cahiye k lalach na kare warna koi faida nei uska .
        • #1594 Collapse

          Assalam walikom aap bilkul sahi hi keh rahai hai kai forex trading mai to sabar sai kaam laina bohat hi zarori hai q k agar sabar nahi to kuch nahi aur kuch nahi to profit nahi aur profit nahi to paisai nahi
          • #1595 Collapse

            Forex trading me hamin saber ki bohot zaroorat hoti he bhai aap ko nahi Pata Kai dafa hamin Los hi sabar na karne ki waja se hi hota he sabar zaroori he forex ke liay.
            • #1596 Collapse

              bilkul bohat zaroori hay agar ap forex main earning karna chahtay hain aur acha profit gain karna chahtay hain to zay bohat zaroori hay kay ap forex ko achi tarhan say learn karain aur sabar karain aur greed na karain
              • #1597 Collapse

                han bhai jb hum trading kr rahy hoy hain to tb hum ko is baat ka boht khyal rakhna parta hai k hum koi jald bazi na kry hum patience k sath kaam ly or is business main successful ho jay kiu k agr hum koi jald bazi kry gy to hum ko boht nuqsaan ho jay ga
                • #1598 Collapse

                  forex trading main kabhi kabhi market main tezi ka bohut zada roojhaan hota hain jis ki waja say hum log jaldi jaldi hi market ko analysis kertay hain is timw pay tu hamin jaldi say hi kaam lena chahiyea mager ager hum sirf profits ko mad e nazar rakh kay tezi kertay hain kay hum jaldi jaldi profits bana lain tu yeah hamray piyea bohut hi nuksaandeh hota hain
                  • #1599 Collapse

                    G han bilkul.trading main patience ki boohat importance hai.wo traders he iss business main kamyaab hoty hain,jo kay study karty hain or hardwork kar kay apni strategies ko improve karty hain.learning kay begair hum huge earning nahin kar sakty.
                    • #1600 Collapse

                      Yes patience is too much necessary in forex and I think a trader who have good control on his patience he never lose the money because he never run with chart and candles, he always trade according to the situation. Impatiance always forward a trader to place wrong entry at the wrong point and always suffer with loss.
                      • #1601 Collapse

                        G han sabr bot zrori hy forex may mery sat aksar aisa hua hy ky exact trade open ke phr jb market mery haq may nai gy to may ny trade close kr de loss may lekn thori dair bad ya kch hour ky bad market osi traf chali gy aor mera profit miss ho gea es ley ab may sbr sy kam krta hon aor acha profit earn krta hon.
                        • #1602 Collapse

                          It must be mastered really in trading it, do not fit a direct loss calculated our technique ugly and tried a new technique that feels could give profit continue. Indeed, there are techniques that never loss, but i am not know where the trading ... i was the clay already runs seven months without even loss of trading .
                           
                          • #1603 Collapse

                            Dear All pakistan forex forume members Asslamu allikum wa rehmatullahi wa barakatihi janntt halalahu wa dozkh haramahu dear all forex ka kam main agar to ap patience se kam lo gay to ap earning kr sko gay agar na kia to ap ko loss ho jaye ga kiun kay gusay aur immotion main a kr trade kro gay to ap ko loss ka samna krna pr skta hai....
                            • #1604 Collapse

                              patience sir is main bohat he zaruri hota hai so hamain is main sabar se kaam lana chaye koi bhe jald bazi nai karni chaye and na he hamain is main market ko and us k trend ko achys e soch samjh k he karain...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1605 Collapse

                                trading ko aik bouncing market kehty hain aur is ka trend ups and kabhi down main move karta hay so aik bar agr market down ho jaye to then be patience rehna chaye and wait karna chaye jub market ap kay suitable trend main aye tub trade open ya close karna chaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X