apne profit say mazeed risk lainy ki bjay us ko wihtdraw karwa laina chahye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apne profit say mazeed risk lainy ki bjay us ko wihtdraw karwa laina chahye.
    dear members main aj ap ko btaon ga ky ham kesy apna earn kia hoa profit is market ko again day daity hain aur main bhi yeh galti bar bar karta raha houn jab bhi ham ko profit milta ha tu ham us ko witdraw krwany ki bjay us pay mazeed risk laity hain aur ham yeh sochty hain ky is say ham aur ziada earning kar lain gay mager asa hota kam he hai aksar ju profit hota hai wo loss ho jata hai aur phir ham emotions main aa kar phir say double lot say tarde karty hain jiss waja say ziada nuksan ho jata hai is lea ham apna profit bhi zaya kar laity hain aur apna capital bhi zaya kar laity hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: apne profit say mazeed risk lainy ki bjay us ko wihtdraw karwa laina chahye.

    forex jasa ko ior bsiness nahi hain hum is mai bager balance account bana kar be km kar sakty hain hum is ma part time be kam karr sakty hain hum is mai full t ime be kam kar sakty hain hum maret mai kam kar ky munafa kama sakty hain hamy learning gan kar ky ak time table bana kar kam kara ho ga hum is mai agar lalach ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
    • #3 Collapse

      Re: apne profit say mazeed risk lainy ki bjay us ko wihtdraw karwa laina chahye.

      is forum main profit ko mange kar k hi hum achi trade karni ho gi aur apni money ko withdraw karw askayt hain so hamai is k bary main kam ka rk hi hum apni har zrorat ko pora karny main i asani ho saky gi aur hamain knowldge ho ga tba hi hum achi earing ho saky gi aur hamain apny expeience k mutabiq hi trade karni ho gi tab h ihum run karein gay
      • #4 Collapse

        Re: apne profit say mazeed risk lainy ki bjay us ko wihtdraw karwa laina chahye.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairafzal456 پيغام ديکھيے
        dear members main aj ap ko btaon ga ky ham kesy apna earn kia hoa profit is market ko again day daity hain aur main bhi yeh galti bar bar karta raha houn jab bhi ham ko profit milta ha tu ham us ko witdraw krwany ki bjay us pay mazeed risk laity hain aur ham yeh sochty hain ky is say ham aur ziada earning kar lain gay mager asa hota kam he hai aksar ju profit hota hai wo loss ho jata hai aur phir ham emotions main aa kar phir say double lot say tarde karty hain jiss waja say ziada nuksan ho jata hai is lea ham apna profit bhi zaya kar laity hain aur apna capital bhi zaya kar laity hain.
        Aapane bahut acchi advice de hai Forex trading main aapko kam karne ke liye ismein Apna profit withdrawal karna hoga Forex form per Jab aap bonus account per kam kar rahe hote hain to aapko ismein risk Nahin Lena chahie jo bhi profit ho aapko ismein foreign se withdraw Karva Lena chahie Kyunki Agar aapki trade koi bhi awaaz mein Hogi to aap ismein bhi nahin Le Sakte aapko withdraw lene ke liye market Mein Tamam trades close karni hai unki aur ismein profit polytrade ko Apne close Karke Apna profit withdrawal Lena Hoga aapko ismein risk Nahin Lena chahie risk Lenge to aapko loss ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: apne profit say mazeed risk lainy ki bjay us ko wihtdraw karwa laina chahye.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairafzal456 پيغام ديکھيے
          dear members main aj ap ko btaon ga ky ham kesy apna earn kia hoa profit is market ko again day daity hain aur main bhi yeh galti bar bar karta raha houn jab bhi ham ko profit milta ha tu ham us ko witdraw krwany ki bjay us pay mazeed risk laity hain aur ham yeh sochty hain ky is say ham aur ziada earning kar lain gay mager asa hota kam he hai aksar ju profit hota hai wo loss ho jata hai aur phir ham emotions main aa kar phir say double lot say tarde karty hain jiss waja say ziada nuksan ho jata hai is lea ham apna profit bhi zaya kar laity hain aur apna capital bhi zaya kar laity hain.
          Ager chahtay h k jitna profit apko hu raha hai wo ap k lie enough hai to ap apnay earn kara howa profit directly withdraw karale but ager ap chahtay hai k apki income mazeed increase hoto apko chaheye k apnay profit sy mazeed investment ki taraf jai or apna account equity ko grow kare jisse apko her next month ziada profit huga or apka profit barhay gga likena ger ap her dafa apna profit withdraw karalengay to apko hamesha same profit huga mtlb ap k profit mai increase nahi huga jisse apki life style same rahaygi liken ager ap apnay profit sy equity ko increase karengay to apka profit her pechly moth sy ziada increase huga jisse apka profit her month berhta rahayga.
          Last edited by ; 06-06-2020, 09:08 PM.
          • #6 Collapse

            Re: apne profit say mazeed risk lainy ki bjay us ko wihtdraw karwa laina chahye.

            Yes hamy yahan per profit se Mazeed risk Nahin Lena chahie balke usko zyada profit Hasil karne ke liye lalach na Karen aur apne profit ko sath sath wothdraq lena chahie agar aap apna profit withdrawal Karte Rahte Hain To Yahan per aapka account bhi sev rahata hai aur aap yahan se acchi learning bhi kar lete hain main bhi Yahin per Apna profit serial account Banakar account was Karva chuki hun tu bata rahi hai ki Apna profit Sath Sath lete Rahana chahie Agar year investment karna chahte hain to Fir aapko copper trading Karni chahie vahan per aapke account ki set ki currency hoti hai aur profit bikhar month aapko Mil Jata Ha
            • #7 Collapse

              Re: apne profit say mazeed risk lainy ki bjay us ko wihtdraw karwa laina chahye.

              mere pyare bhai aapane bilkul sahi baat ki hai Ham Jo apna profit save kar lete hain to hamen chahie ki Ham use profit per masjid risk lene ke baje use prapt covid-19 chahie kyunki jab tak vah hamara pura fit broker ke andar rahega tab tak Ham trade karte rahenge ho sakta hai vah hamara se hota hai iska matlab yah hai ki vah bhi ho sakta hai agar Ham chahte Hain ki Ham Majid loss na Karen to hamen apna perfect shakal mein save karna chahie broker se Ham apna profile beda kar lena chahie jab apna pura Federer kar lete hain to vah hamara pura ho jata hai isliye har member ko chahie ki vah bonus account per apna profit na rakhen sirf aur sirf utna hi rakhe jitna hamen bonus milta hai bonus ke upar jitna bhi Ham promise karte hain use hamen foreign bindra kar lena chahie jab tak Ham apna profile veg ya nahin kar lete tab tak Ham apna progressive nahin kar sakte apna pura save karna Koi aasan kam nahin hai apna parivar Seva karta hai jo member lalach nahin karta lalchi mama apna prapt kabhi bhi sev nahin kar sakta
              • #8 Collapse

                Re: apne profit say mazeed risk lainy ki bjay us ko wihtdraw karwa laina chahye.

                dear apki baat kisi had tak theek bhi hay agar hamaray pass is makreet ki achis kills hain to hamko aur ziada risk lainay main koi harj nai hay q k ho sakta hay k ahamray aik bahut barray risk say ham aik haftay ki eanring kar jain jo phir ham baad main ho sakta hay k aik month tak bhi na kar saktay hon laikin in sab k liye yeh bhi must hay k hamaray pass markeet ka experience hona lazmi hay.
                • #9 Collapse

                  Re: apne profit say mazeed risk lainy ki bjay us ko wihtdraw karwa laina chahye.

                  ji bilkul mere Bhai aapane bahut acchi baat kahi hai humko yahan per forex trading business mein Jo bhi profit hoti hai hamen apni is profit se Majid risk lene ki Vijay hamen apne UN profit ko withdrawal kar lena chahie ya Jo forex form hai Instagram galti hai ismein agar aap log koi bhi profit karte Hain to aap hamen bhi Dua Kar Le uske bad aap apni agali trade ko start kar sakte
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: apne profit say mazeed risk lainy ki bjay us ko wihtdraw karwa laina chahye.

                    Brother mara idea ap say diffrent ha , profit withdraw naheen kerwana chahiya balkey apnay capital kay size ko mazeed bara kerna chaiya takey ap trading main loss ko kaam ker sakien aor profit ziada earn ker sakien kionkey es tarah ap multiple trade place ker saktay hain aor agar market ap kay open trade kay agianst jati ha to big capital ap ko help keray ga kay market ko resist kia ja sakey.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X