anger
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear boht he acha sawal kia hai ap ne mere khayal se hme trade k doran patience se kam krna chahiye na k loss ho anger hojana chahiye q k anger se koi faida nai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Anger to the pakistan forex forum trading agar ap paksitan forex forum trading my agar ap work karty ho to
      • #33 Collapse

        Assalam-O-Alaikum loss kay bad bhai gee log angry nahi hotey hen bal kay sad hotey hen aur tense hotay hen lakin jo koi forex trading ka business karta hay wo kabhi be loss kay bad be mayoos nahi hota hay q kay us ko pata hota hay kay apney loss ko aik din profit me bdal sakta hay.
        • #34 Collapse

          yeh bht achi baat hy jo ap ny ki k anger bht ziada ako khrab krta hy gr ap money lose kr jaty ho tu phir mehnat kro or apna mony phir bna lo yehtu koi baat naihoi ky ap loss pr agngery ho jao apko tu apni mehnat brha deni chahy k ap uskami ko pura kr sako jo ap ny loosss kr li hy . acha socho tu acha he ho ga.
          • #35 Collapse

            aik trader ko jab loss hota hay to wo bohat angry hojata hay or apny angry attitude say trading pay bad asar dalta hay trader ko chahiy kay apny emotions ko control may rakh kar daky kay is nay kay mistakes ke hay jin say loss hova hay or next profit hasil kary .
            • #36 Collapse

              Jee jab trade main bohat ziyada loss ho jata hay tu phir ghusa ana fitri baat hay ise ko waqti tor par lena tu theek ha lakin dil bardashata nahin hona chayie. Himat karna chayie aur apni mistakes sey learn kar na chayie. Emotional honay ki bajai hardwork karain.
              • #37 Collapse

                Emotions ka forex main ko kam nahi hy aur agar aap emotional ho kar trading karain gey to aap ko loss ho jaye ga. Anger is the main reason of loss. Jab aap angry hon to trading stop kar dain ya phir hedging kar lain to behtar ho ga. Because anger main hum saheeh decision nahi ley saktey aur apna loss kar detay hain.
                • #38 Collapse

                  Bhai mere dost wese ek bat bataon agar aap ka loss ho raha ho to aap ko gusa nahi karna chahiye forex trading loss profit ye to busness ka hisa ha
                  • #39 Collapse

                    Yes dear you are right.Lakin mere khyal say esa nhi krna chahiye or agr trading mai loss ho jata hai to market k sath fight bilkul nhi krni chahiye or na hi angry ho kr trading krni chahiye Q k in situations mai b trader ko loss ho skta hai or bohat c difficulties ko face krna pr skta hai trend is your friend in the market or market k sath fight nhi market ko ride krtay huway trading krni chahiye.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #40 Collapse

                      bohat sy log jo forex trading kar rahy hoty hain un ko agar loss ho jaey to wo bohat zayada anger show karty hain aur completely disappoint ho jaty hain. but aisy logo ko meri ye advice hai k wo aisa na karen balky sabar aur bardasht karen. aisy logo ko apni us mistake ko correct karna chahiye jiski waja sy unko loss hua ho. forex mai ham ko apny emotions py qabu rakh k trading karni chahiye taky hamari sari investment loss mai na chali jaey.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #41 Collapse

                        Bhai dunya ka kamyab yareen insan woh hay jo apnay ghussay ko control kar sakta hay or forex trading mein to apnay asaab pr qbo hona bahut zarori hay kiun trading mein bahut gehrahi k sath her cheez ki market value ko daikh kr trade karna hota hay jis mein ghussay sy ap kabhi bhi earn nai kr sakty

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X