Damoo account

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Demo account aik sb se best account ha demo account se hm is business ki achi learning b asani se kr skaty hain or demo accoun t se hm is business ka experince b hasil kr skaty hain is iliye demo account aik sb se best or aik acha account ha is business ko krny k liye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      New comers key leye demo account aik blessing hy aur is main practice sey aap ki trading perfect ho jati hy aur aap ka trading main control ho jata hy. Demo account main aap different strategies ko seekh saktey hain aur apni trading ko risk free bana saktey hain. Real account sey pehlay agar demo account main practice kr li jaye to aap ki trading kafi perfect ho sakti hy.
      • #33 Collapse

        jee bilkul me aap 100% agree hun new traders ko demo se hi start krna chahiay isi me un ke liay faida he is se woh na sirf trading ka tajroba hasil ker paen ge balkih sath sath loss se bhi bach jaen ge matlab kih unhen is bat andaza ho jaey ga kih loss kis wajah se hota he
        External website link not allowed - Deleted By Rizwan Trader
        • #34 Collapse

          G han bilkul demo pe ache tarah practice karna chayhe ta k trading skills gain kar saken..demo pe us tarah practice kar sakte ha jis tarah ap real trading ma karna chahte hai..without demo practice real trading nai karne chayhe loss hosakta hai
          • #35 Collapse

            demo trading mai waki kafi fiydha ho ta ha jis sy hum ko samjh mai ata ha k kam kesa karna ha or sat mai pratice bhi ho ti ha aik new treders k liye ye aik achi training ha or jub ap k samjh mai ajataha to phir ap real trading kar sktye ho
            • #36 Collapse

              Forex trading mein demo account forex trading ki achi learning hoti hy aur demo account par practice se forex trading business mein experience hasil hota hy is liye new trader ko demo account par lazmi practice karni cahaiye takee forex trading mein experience aur learning hasil ho
              • #37 Collapse

                han dear demo bh bahut must ha lekn new trader is ko zaror use kry aur pehly is pr ach trah practce kry phr success ho ga ye akk real kaamhai is mein bahut ziyada loss bhi ho sakt hai
                • #38 Collapse

                  Forex trading business ko Karne k liye new trader k liye demo account par practice karna zaroori hy wo is liye k demo account par practice kar k forex trading ki learning hasil kar saktay han aur forex trading ka experience hasil kar saktay han aur demo account par practice se apni planning set kar saktay han aur forex trading ki market ko samjh saktay han is liye demo account par practice zaroori hy new trader k liye
                  • #39 Collapse

                    ji aap n sub ko sahi mashwara dia aur hume iss mashwara k according hi hume iss per amal krna chahiye jo k hum sub k liey buaht zarori hai aur yeh hum sub k liye sahi hai aur hume action lena chhaey k yeh kis tahr..
                    • #40 Collapse

                      demo account me agar proper learning ki jey to MT 4 terminal me hamy acha expernice ho jata hay or ham terminal key tools ko achi tarha se samaj jaty hey es se hamari trading bahot hi achi ho jati hay.
                      • #41 Collapse

                        sir baat ya ha kay forex ma demo account hamry liye lazmi ha tab hi ham forex ma earning bhi kr sakty ha lakin apko forex ma time dena chahiye or apko demo account sahi sahi tariqa krna chahiye takay ap forex ma real account ma tarde kr saky islay bs apko ziada mehnat krni chahiye takay apko forex ma loss nai ho
                        • #42 Collapse

                          yes ap ka mashwara bilkul sahi hai new traders ko pehle demo account pe hi kaam karna chaye taa k experience hasil ho aor real account main kaam karne man ko porblem naa ho balk acha profit hasil ho
                          • #43 Collapse

                            demo account main trader ko trade karna experience kay liay best place hai trader ko demo account create kar kay trading kay practice krna chye trader ko forex trading main knowledge sy trading main profit hota hai trader ko market ky complete understanding hoti hai phr trader ko trading main profit hota hai
                            • #44 Collapse

                              han bhai ma abhi new member hn or ma na trade ma demo account sa ya din madad la rah hn or bhtr help karta ha tradig k bara ma sahi sa jana k lia ma ap sa agree karta hn.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                bohat acha sawal ha ager hum ko real account pa earning karni ha to per hum ko demo account ma particies karni ho ge es leya demo account pa particies kar ka hum ko experience ho jaya ga per us ka baad hum ko real account pa trade karni chahey to per hum ko achi earning ho sakte ha .............

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X