Live and demo trading are same.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2311 Collapse

    agar ap demo accoutt pe trade kar rahay hai tu is me bi is tarahs ay hi ratte chal rahay hotay hai kay jsi tarahs ay live account pe rate chal rahay hotay hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2312 Collapse

      jee han live trading aur demo account par trading same hay bs humay chahiey keh demo account par pehlay achy say trading karnay kay baad he real account par trading karen
      • #2313 Collapse

        live trading humay demo account par achy say practice karnay kay baad he karni chahiey tabhi hum forex trading main theak say earning kar sakty hay forex trading aik bohat acha business hay
        • #2314 Collapse

          G haan live trading main insaan dar jata hai ,jab k demo account main loss honay ka dar nahi hota,trader ko chayea k shuru main low investment se start karay , aur dar k trading na karein is se loss honay k chances hotay hain demo pa practice jari rakhay ta k experience ho.
           
          • #2315 Collapse

            yes demo and live trading main koi farq nahee hai demo account main new traders capital bohat ziada choose karte hain jis ki waja se wo bari bari lot se kaam kar k bohat ziada profit bana lete hain aro jab k real account main capital itna ziada naehe hota hai to wo pareshan ho jaate hain k profit kaise earn kare
            • #2316 Collapse

              Is mein ko be paraq nahi hai bus ap ne apne knowledge ko behtar karne ke zarorat hai take ap apne wale waqat mein apne ap ko kamyab kar sako aur dheeko ke kia hone jaa raha hai
              • #2317 Collapse

                Asslam-o-Alakum my dear friend demo aur live trading bilcul same hain but demo is lie easy legti hay k aik to is main capita big mil jata hay aur second ye k is main loss ka fear aur profit ka greed ni hota jeb k real main jo trader profit k lie greed kertay hain un ko trading main loss ho jata hay ager hum demo main real he ki trah kam Krain to is main koi fraq ni hay.
                • #2318 Collapse

                  han dear hain to same hi lekin demo practice k liye use kiajta hai is ko bahut sy loog use kr rahy hain khas taor pr new trader is ko must use krein a k wo is mein success ho saky aur real mein loss sy bach jain
                   
                  • #2319 Collapse

                    Live and demo trading is not same thing.Live and demo account me little difference hota hai.Or wo money ka hota hai.Is kay ilawa same features hotay hai.Hum demo account ko as a practice use karty hai.
                       
                    • #2320 Collapse

                      forex trading main agar hum demo account par practince karen gay to eska humay bohat faida ho ga aur hum trading main kaisy profit earn karna hay wo sab seekh sakty hay kaisy kama sakty ye sab bhi
                      • #2321 Collapse

                        Bhai g demo accou t or live account same he hoty hy same he market hoti hy lakin farq sirf itna hota hy k demo mai apko free her cheez milti hy lakin real mai apko khdud invest kerna perta hy
                        • #2322 Collapse

                          Bhai demo aor live py jo trading ho rahi hoti hai wo same aor real he hoti hai is ma farq yeh hai ky demo ma hamen fake money milti hai jis sy usy kr ky hum practice krty hen apna experince aor confidence brhaty hen jub ky live ma hum real trading kr rahy hoty hen is ma loss aor orofit real hota hai
                          • #2323 Collapse

                            quite contraversiol questions because daikhny m to aik jaise hain mgr farq ye hain k demk account m ap ghalti p ghalti kr skty hain aur loss ni hta mgr real accoung m aisa possible ni
                            • #2324 Collapse

                              Live and demo trading same hoti hai.Agar ap sirf trading ki baat kar rahay hai tu ye same hai.But agar ap investment or money ki baat kar rahay hai tu ye same nhi hoti.Traders ko demo me real loss nhi hota.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2325 Collapse

                                Real account or Demo account aik hi cheez hain farq itna hota hai k demo account min account holder ki apni invest ni hoti or ager us ki trade loss min chali bhi jai to use farq ni parta lekin jab wo real account min atta hai to dar jata hai k loss ho gia to account wash ho jai ga or is dar ki waja se wo apne skills ko sahi istamal ni kr pata

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X