What you do to control your emotions during trade?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1141 Collapse

    ap ko emotion control karny chayie aur forex aik relax business hai aur is business mein mera acha experince hai is ka reason yeh hai ky mein old trader hon aur mujay is business ki samaj a gai hai ky kahan sy hum mistakes kartay hain studnets ky liye yeh business aik heaven ki tarah hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1142 Collapse

      forex trading business me trading karty wakt apny emotions ko control ma rakhna chahiye. trading karrty wakt emotions profit ke bohat barry dushman hoty he.ap ko buhat he ehtiyat se kaam karna parta hai. jis ne apne jazbaat pr qaboo pa liya wahi kamyab hota ha.
      • #1143 Collapse

        hammy apni emotionals parr dabuu rakhna chahey kew k ess business mein loss or profit k chancess 2noo braber howty hy ess leiy hammy ratoo ratt amirr bannany ka khawab nhe dekhna chahey woo be forex k business k start mein heee...
        • #1144 Collapse

          me emotion control kr leta hn and forex meri life mein bahot zarori ho giya hay kiyon kay mein forex say ab achi kamai kar leta hon aur daily achay pips make karnay mein kamiyab bhi ho jata hon mein forex ko bahot pasand karta hon beshak yeh aik risky business bhi hay .
          • #1145 Collapse

            confidence and have trust on my self so i due to these i can overcome and avoid from the emotions to play here in the forex while trading and analysis for trading
            • #1146 Collapse

              forex aik aisa business hai jis man aap ko apnay emotion ko control karna hota agar aap is man apnay emotion ko control karo gay or is main patience rakho gay ro aap ko i smain loss nai hoga
              • #1147 Collapse

                trading kay doran loss ka jo sub say major factor hota hay wo hay greedy and emotions kuinkay trading main ups and down hoty rehty hain aur market zayda down main bhe ja sakti hay so emotional nai hona chaye bilkay be patience ho kar trading karna chaye
                • #1148 Collapse

                  mery pyary dost there is no place of emotions in forex trading business, if we want to get success in forex trading business and also wants a perfect trader in very soon and iff i well done so we become good trader
                  • #1149 Collapse

                    Mere dost hume forex may apne emotions ko control karna chahiye kiyu kay agar hum apne emotions ko control nai kare gay to hume forex may ziyada loss kay chances hote hain isi liye hume forex trading may greedy and emotion ko control karna chahiye phir hi ap acha profit earn kar sako gay. is liye har trade cool mind k sat karni chyee hai.
                    • #1150 Collapse

                      Main new hun forex trading main aur mery seniors nay mujay btaya hay keh forex trading karty waqat humay apny emotions ko control main rakhna chahiey kyun keh emotions jab humari trading main involve hoty hay to hum profit earn karny ki bijaye loss he karty hay so humay aisay risk say bachna chahiey.
                      • #1151 Collapse

                        dear forex k business mein hamare liye ye ek bohat he zarori bat hai k ham apne emotions ko mukaml tor per control main rakhen aur jab ham emotions ko avoid karte huwe kam Karen gay toh phir hamen zaror ek acha trend mil sake ga
                        • #1152 Collapse

                          hello assalam u alikum bhai jaan kia haal hain ap ke?? bhai jaan ap is tarahan trader nai ban sakhtey balkey ap trading hi nai ker sakhtey han ye hai ke ap ko ager ap tarding ker rahey ho to ap ko pata ho na chaiye ke ke ap tarde sahi laga rahey ho ya ghalat laga rahey o..
                          • #1153 Collapse

                            This point is hard to explain and discuss between us because every on of us know lie about it and i attribute it civility from on to another one and that depend on the position every one reach himself on it equivalent.
                            • #1154 Collapse

                              Tradding kartee waqaat haam ko apne emotions ko control main karnaa ho ga jiss se ap losses se bach jayee aor ap ki trade profits able ho gii tou pihir hii maza aaye ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1155 Collapse

                                brother emotions ko control karne kay liye sabse acha tareeka ye hi hai kay ap achi khasi practice karen demo par or demo account ko is tarha samjhen jese apne real investment kari hai tou jab ap demo account par kaam karne laiq hojaengy its mean ap live account kay liye bhi tayar hein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X