Forex Market Watching

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: maan401 پيغام ديکھيے
    dost meray khyal main market watching buhaat ahdaat ha iss tara kuch ursay main app market ko kafi haad tak samaj laytay hain but iss kay saat saat app experts kay analisis ko bi must read karain aur phir sab cheeson ko dakh kar trading karain tu best result ahay ga
    forex trades me important tools market watching hai.. market watching sa decision me kafi help ho jate hai.,forex trading me kamyab hona ke liya market ko samjh na hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      jee bilkul sahi kaha app nay market ko watch karnay kay saath app ko market kay trends ko bhi samajhna chahiye market kay trends ko samajh kay app jab trade open kartay ho to us say app aik acha profit earn kar saktay ho.
      • #273 Collapse

        Friends! Forex Market ko watch kerna or samajhna Easy nahi , is ko properly samjhney ke liye aap ko Demo Accounts pe sufficient experience hasil kerna chahye or agar sath meyn Local Stock exchange ka bhi experience hoto sub kuch bohat samooth ho jata hey.
        • #274 Collapse

          yes market ko watch karnay se acha experience bharrta hay trend ki samaj jald ajati hay cause experience increase hojata hay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
          • #275 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
            Bhout sary trader aisay hain jo Forex ki market ko watch karty rehty hain or phir apni prediction k mutabiq woh Forex mai trade open kar daity hain or woh samajty hian k woh analysis kar rahy hain tu mai yeh kehna chaho ga k es tarha karny se woh apny account mai risk ko involve karty hain or es waja se woh loss kar lety hian.Market ko watch karny se kafi b market ka trend acha nahi milta.Behtar hai k ap analysis karian jis se ap ko upcoming market k trend ki achi samaj a jaey gi.
            Happy Trading
            :cool::(:):cool:
            Jee han bilkul humain market kay trend ko maloom karny kay liye market ka analysis karna chahiy aur sirf aik dafa chart ko dekh kar trade ko nahi laga deni chahiye balky market ko achi tarah analyze karny kay baad apni buy ya sell ki trade lagani chahiye.
            • #276 Collapse

              yes forex trading main jab ap her waqat market ko watch kerte rehte hai tu us waqat ap ko apny pasand ky mutabic tarde lagte hai pridiction ker ky but ap ko loss hota hai ista is lie news tarding ko be samj ker aur trend ky way main tarding kiye kare
              • #277 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                Bhout sary trader aisay hain jo Forex ki market ko watch karty rehty hain or phir apni prediction k mutabiq woh Forex mai trade open kar daity hain or woh samajty hian k woh analysis kar rahy hain tu mai yeh kehna chaho ga k es tarha karny se woh apny account mai risk ko involve karty hain or es waja se woh loss kar lety hian.Market ko watch karny se kafi b market ka trend acha nahi milta.Behtar hai k ap analysis karian jis se ap ko upcoming market k trend ki achi samaj a jaey gi.
                Happy Trading
                :cool::(:):cool:
                I think,forex trading ma asal kamyabi hi market ko samajna hy.jo market ko samaj gya wo mala maal ho gya jo bus esy hi trading ma laga raha wo to kabi b loss ma ja sakta hy.
                 
                • #278 Collapse

                  forex market k watch ko dekh kar b hum kafi had tak market ka andaza laga saktay hain aur hum yaha pay agar high aur low value b add kar den to us ka b hame faida hai.
                  • #279 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                    Bhout sary trader aisay hain jo Forex ki market ko watch karty rehty hain or phir apni prediction k mutabiq woh Forex mai trade open kar daity hain or woh samajty hian k woh analysis kar rahy hain tu mai yeh kehna chaho ga k es tarha karny se woh apny account mai risk ko involve karty hain or es waja se woh loss kar lety hian.Market ko watch karny se kafi b market ka trend acha nahi milta.Behtar hai k ap analysis karian jis se ap ko upcoming market k trend ki achi samaj a jaey gi.
                    Happy Trading
                    :cool::(:):cool:
                    Agar hame forex market ko samjhna chahtay hain to humain market ko watch to karna he paray gay warna hum is market ko kaise samajh payein gay.
                     
                    • #280 Collapse

                      forex kji marketing may hume Apni Stretegy khod banani chahiyee Aap charts ko dekhain price ka Flow dekhain... orr jo Sab Say zyada active Currency pair ho us Main apni knowledge k hisaab say Trading karni chahheeyee ta ke hume loss or profit dono ka pata hon chaheye ...
                      • #281 Collapse

                        forex market watch krna ek achi habit hai is sey ap forex market per nazar rakh kr acha result ley saktey hai ..lakin is key leye ap ko daily aur hr active rehna pardey ga phir he acha profit hasal kr saktey hai ...
                        • #282 Collapse

                          forex market ko watch karna bhot zorori h es say ap ko market ki situatuin ka pata chata h, ap ko market moves ka samjh aa jata h ab market is taraf move kara ge or ap ko kon se trade lagane ho ge jis sy ap ki trade profit may jaya
                           
                          • #283 Collapse

                            Thank you sir for the nice information. I think we need a lot of market watching and analysis for every trade for make a good profit.
                            • #284 Collapse

                              Bhout sary trader aisay hain jo Forex ki market ko watch karty rehty hain or phir apni prediction k mutabiq woh Forex mai trade open kar daity hain or woh samajty hian k woh analysis kar rahy hain tu mai yeh kehna chaho ga k es tarha karny se woh apny account mai risk ko involve karty hain or es waja se woh loss kar lety hia
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                dear ye achii bat hy agar ap forex market ko watch karte ho tu wase agar ap watch na b karo aur sirf data aur news ko b follow karo...
                                tu mere khiyal mai ye b baat thek ho gii es se b ap ko pata chal jaye ga k market kidar aur kab move kartii hy aur ap es se profit gain kar kste ho,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X