Forex Me Loss Me Bhi Faida Hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Me Loss Me Bhi Faida Hay.
    Forex trading me dear member ager dekha jaye tou loss ka bhi faida hay hum loss hone ki waja se learn karte hain feeling atti hain lot size ka sai use ata hay emotions per control jald bazi or sabar or lalach inka sai use ata hay humey. lekin loss ka mtalba ye nai ke karte jaein loss ka means learn karein or bad loss per control kerna qabu kerna seekh jaein.
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Me Loss Me Bhi Faida Hay.

    loss business ka aik hisa hain hamy loss hony par tense nahi hona chahey hamy is sy learning hasil karni chahey hamy apny emotion or lalach ko qaboo man rakh kar is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha bonus hasil kar sakyy ha ham is main bager pasio ky account bana kar be kam kr sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex Me Loss Me Bhi Faida Hay.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHAMMAD FAROOQUE پيغام ديکھيے
      Forex trading me dear member ager dekha jaye tou loss ka bhi faida hay hum loss hone ki waja se learn karte hain feeling atti hain lot size ka sai use ata hay emotions per control jald bazi or sabar or lalach inka sai use ata hay humey. lekin loss ka mtalba ye nai ke karte jaein loss ka means learn karein or bad loss per control kerna qabu kerna seekh jaein.
      Dear brother forex main Hamen Jab loss hota hai To isase Ham bahut jyada Sabak Hasil kar sakte hain learning kar sakte hain Agar Hamen loss Ho Jata Hai To Hamen blouse ki Piche vajah ko dhundh Dena chahie aur aur uske related learning Karni chahie Taki Hamen apni mistakes Ka Pata Chale aur Hamen loss ke bare mein pata Chale ki kis mistake ki vajah se Hamen laswa hai aur dobara use per control Kiya Ja sake.
      • #4 Collapse

        Re: Forex Me Loss Me Bhi Faida Hay.

        Ham taur per yah baat dekhte hain ki jab ek shaks road per aur vah achanak ek gadi aati hai aur usko takkar lag jati aur use chot lag jati hai chor Koi jyada badi nahin hai lekin vah jab se chot lagti hai to fir vah kahta hai ki Ahmedabad itihaas se chalega road is jyada site pata rahega traffic a Rahi hogi toh road cross nahin karega to har chij ko jab dekh bhal keva chalega to fir uske chot lagne ke chance kam hai to hamen nuksan se sikhana chahie to yah to nahin hai ki agar ek tarfa chot lag Gai hai FIR dobara aap gadi ke samne khade ho jaaye Taki dobara chot Lage to hamen apne paison ki tatti bhi ISI Surat haal se banani chahie
        • #5 Collapse

          Re: Forex Me Loss Me Bhi Faida Hay.

          forum main hum kisi bi waqt trade kar sakty hain aur hamain market main b trade ka rk hi hum loss say bach tky hain uar hamain market main bi trade karni ho gi aur hamain forum main bi trade kar k h hum real main kam kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main trader banany say pahly is forum main bi trade karni ho g tab hi hum run karien gay
          • #6 Collapse

            Re: Forex Me Loss Me Bhi Faida Hay.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHAMMAD FAROOQUE پيغام ديکھيے
            Forex trading me dear member ager dekha jaye tou loss ka bhi faida hay hum loss hone ki waja se learn karte hain feeling atti hain lot size ka sai use ata hay emotions per control jald bazi or sabar or lalach inka sai use ata hay humey. lekin loss ka mtalba ye nai ke karte jaein loss ka means learn karein or bad loss per control kerna qabu kerna seekh jaein.
            Agar Ham forex market Mein bonus accounts A trade kar rahe ho to kabhi kabhi Los karna bhi Jaruri ho jata hai Kyunki Agar Hamen Kuchh trades may continue profit hi mil raha ho to Ham account is vajah se main bhi ho jata hai Kyunki form account to chalta rahata hai lekin Hamara Forex trading account band ho jata hai ki Ham cheating strategies use kar rahe hain isliye Hamen Kuchh trades mein by force loss bhi karna padta hai jo Hamare liye faydemand hota hai lekin Hamen Jab Bhi loss ho to usse Hamen learning Karni chahie ki Dobara Ham Is Tarah Ki trade na Karen Jo loss ka sabab bane
            • #7 Collapse

              Re: Forex Me Loss Me Bhi Faida Hay.

              Ham apni mistake se sikhe hi hai Hamen chahie ke Ham loss hone Ki Har Ek vajah Ko Sahi Karen market ko acche se Samajh Kar Iske rules ko follow karte hue kam karna chahie aur ek Achcha business hai Ham Ghar baithkar ismein kam karte hain yah job ki bahut acchi job hai ismein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein Jaane Ki Need Nahin Hoti yai aik online karobar hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex Me Loss Me Bhi Faida Hay.

                Intra-day charts are the 5-, 10-, 30-, and 60-minute charts that are compiled from
                intra-day tick data. To trade intra-day charts, you must give almost your full
                attention to the markets during the day.
                It is virtually impossible to have a full-time job and trade intra-day charts well. As
                a percentage of traders, relatively few traders are able to trade during the day. I
                think it is for this reason that there is significant money to be made trading intraday.
                The relative lack of competition has to be in your favor trading intra-day.
                Chart 13 is an example of a 30-minute S&P futures chart placed on top of a daily
                chart.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Me Loss Me Bhi Faida Hay.

                  g han dear forex member apki bat bilkul theak ha forex trAding aik asa business ha jis main humaen losss bhi hota ahor profit bhi ..or itna zada hum apne profit say kuch nahi sekhty han jitna zada hum apne loss say sekhty han ..is lia agr hum loss bhi hota ha to os main hmara hi faida hota ha ..
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Me Loss Me Bhi Faida Hay.

                    Bro har ek loss mein lesson hota hai ager dekha jaye tu aur loss ki wajah se he hamare knowledge aur experience mein mein ezafa hota hai kyn ke har ek loss mein kuch na kuch knowledge hota hai hame har loss se kuch learn krna hoga aur apne emotions per control krna bhe hoga aur lalach ko avoid bhe krna hoga ye kuch important points hai forex mein jis per qabu pana boht he zaroori hai tbhi hum future mein achi trading kr paye gye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Me Loss Me Bhi Faida Hay.

                      Apni ghalti yoon sy seekhna he asal kamyabi ke taraf sab sy eham pehloo hy or zyada tar traders issy qasir hain. Koi bhi karobar loss ya profit ky bagair nahi chalta kyoky loss hona dikhata hy ky agla kitni mehnat krra hy or experience bhi ici tarha barta hy. Jaise duniya mein bohat insaan hain ici tarha hr bandy ke soch hoti, loss ko bhi doo tareekon sy liya jata. Jo trader loss ko tarakki ka rasta samajhte wo hamesha issy sy faida uthaty or apni mistakes sy seekhty taky dobara naho or zyada tar trader khas tor py new comers loss ko ignore krty or market sy revenge lena chahte joky mumkin he nahi dobara trade krty mager result same he rehty. Isliye hr trader ko chahiye loss ko face krna seekhain jiske baad trader is tahra strong hojata ky us ka hr kiya gya faisla usko profit he dyga or peechli mistakes dobara nahi hongi.
                      Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Me Loss Me Bhi Faida Hay.

                        Forex trading main nakami ke bad hi kamyabi hai agar Forex trading mein ham hard work ke sath apni mehnat jari rakhte hain lekin Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah ye hai k Forex mein ham loss ko dekhkar himmat har jaate hain aur Forex mein profit aur loss business ka hissa hai aur Forex main profit ki tarah loss ko bhi accept karna padta hai aur Forex trading mein hamen loss se learn karna chahie aur Forex trading mein ham kamyab ho sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex trading main loss se bachne ke liye jitna ho sake hamen apni learning ko increase karna chahie aur Forex mein hamen trading ache confidence ke sath karni chahie jisse Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Me Loss Me Bhi Faida Hay.

                          Ji han aapane bilkul theek kaha hai Forex main bhi loss ka fayda hai agar aap loss karte hain to aapko uska Sabak Milta hai aur aap Dobara loss Nahin uthate likhate kam mein aap Hamesha loss ko Madhya Najar rakhte Hue dwara trade lagata hai aur apne dost ko recover karne ki koshish karta hai isliye hamen bhi Apne dost ko recover karne ki koshish Karni chahie aur loss ko Apne fayde ke liye use karna chahie bahut Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Me Loss Me Bhi Faida Hay.

                            ji han dost apne sahi kaha forex business main loss ke bhi bhot zyada faide hote hain our hamain loss se bhot kuch seekhne ko milta hai our hamari achi learning hoti hai our hamain next time ke lye achi trading par pate hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Me Loss Me Bhi Faida Hay.

                              Members ko jab loss ho jata hai to uske bad unko apne loss ho jaane ki vajah khud se search karna chahie aur uske bad jab vah yah vajah search kar lete hain to unko use vajah se achcha experience mil jata hai aur vah lesson hasil kar lete hain aur uske bad hi hua uske upar jab acche se control kar lete hain to fir next time unko loss nahin hota ya fir agar unko loss ho bhi jaaye to jyada nahin hota isliye members ko yah sab could manage karna hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X