spelling mistake ko durst krna zarori hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: spelling mistake ko durst krna zarori hain

    Jo log apni mistake ko ignore kar detay hain aur agy badhny k khwab dekhty hain wo kabhi kamyab nahi hoty jo log mehnat karty hain wo hamesha kamyab hoty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: spelling mistake ko durst krna zarori hain

      yes,bahut he zaruri hay wo is liye k ham sab members yahn pak forum main learning k liye isay join kiye huvay hain agar ham aisa kuch likhtay hain jiska matlab he kisi ko samjh main nai ata hay to na hamko kuch hasil hoga us say aur na kuch likhnay aur parhnay walay ko uski kuch smjh ayege is liye better yahi hay k ham jo bhi likhain araam say likhain aur thora likhin jis say sab k liye asaani ho aur samjh aasakty ho.
      • #18 Collapse

        Re: spelling mistake ko durst krna zarori hain

        G dost thk kha ap ny agr hmri mistk hogi h to dusron ki smjny main kfi prblm hoti h or Jo hmra maksd hoata h k dusry is sy learn kry wo pora Nahi hota q k unhy smj nhi Aya hmra likha hwoa so hmy apni post Jo eidit Kr k mistke ko thk ktna chahay.
        • #19 Collapse

          Re: spelling mistake ko durst krna zarori hain

          Ji han bilkul hamen apne spelling mistakes ko durust karna chahie tha abhi ham apna Kam achcha kar sakenge aur hamari post ki quality bhi achi honi chahie tabhi Ham achcha bonus Hasil kar sakenge agar Ham spelling mistake karenge To hamen loss hoga Forex ek aam business ki nisbat achcha business hai Ham is main acchi tarah kam karke prapt Hasil kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: spelling mistake ko durst krna zarori hain

            aap ki baat theek hay post karty huwy hamain spelling mistakes ka khiyaal karna chaheye kun kay spelling mistakes say post ki samajh nahi aati oar baaz ookaat to subject main bhi spelling mistakes hoti hain hamain apno post main spelling mistakes ko darust karna chaheye taaky sahi samajh aa saky kay aap kiya kehna chahty hain
            • #21 Collapse

              Re: spelling mistake ko durst krna zarori hain

              aksar bolate hue hamare munh se aise alfaaz nikal jaate Hain jinka koi matlab Verma phone nahin nikalta isliye aap ek dafa paragraph ko dekh le usmein Koi galti to nahin hai agar koi galti hai to use dost kar le Taki dusre logon ko is post ko padhakar knowledge hasil ho sake kyunki vah sikhenge to achcha bonus milega aur acchi post kar payenge kyunki post ya form ek aisi jagah hai Jahan per log aate Hain apni maloomat share karte hain aur apni baton ka jawab unhen milta hai aur nai aane wale logon ko yahan se knowledge aur strategy mil paati hai aur is tarah se a VA achcha trade kar sakte hain ya kamyab ho jata hai
              • #22 Collapse

                Re: spelling mistake ko durst krna zarori hain

                Dear friends forex business mai posts kartay howay aik bat ka khayal rakhna zarori hai agar is main hamay apnay spelling mistake ko durst karna zarori hain agar hum is mai knowledge share kartay hain to hamay sb say pahlay spelling cheak karnay chahiya pher karni chahiya bar bar practice say he hamari spelling mistake theak ho sakti hai agar hum mahnat say kam karay gain to hum inshallah kamyab ho jai gai.
                • #23 Collapse

                  Re: spelling mistake ko durst krna zarori hain

                  Assalam o alaikum dosto meray sab sathio umeed ha sab kheriyat hongay kyu ak duniya ka koi kaam asa nhi ha jis ma isnan ko likna na parhe or mehnat kja bagahair he wo akam hojaye toh yeh mumkin nhi is liye dsoto amesha jab be forex trading maposting karain toh apni spelling mistakes ka bohut saar khayal rakhain kyu ka agr apkay spelling ghalt malt hongy toh koi apki post ko nhi parh sakay ga or wo zaya hojaye gi. Thanks
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: spelling mistake ko durst krna zarori hain

                    Don’t panic if you think what you just read is confusing. It is. You will
                    find one option strategy that will work for you and then become good at it.
                    Each strategy is designed for a very specific situation. This is why you need
                    to concentrate on one strategy first. Learn that strategy, and then you can
                    use it when the time is right.
                    If you find the option strategies easy to understand, then you may want
                    to spend more time trading options rather than currency pairs. Just like the
                    stock market, traders can become professionals at trading only options. The
                    choice is yours.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X