Kamyab trading k liye greed k saath fight karo
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyab trading k liye greed k saath fight karo
    greed trader mei ati hay hamesha har trader ko lalach se bachna chahiye aur learning achi karni chhaiye forex mein apko market ke hisab se hi trade karni hoti hai to apko market ko ziyada se ziyada watch karna hota hai jis se apko experience gain hota hai market ki movement ka lalach ko hamesha apni trading se out rakho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kamyab trading k liye greed k saath fight karo

    Forex Trading me lalach k sath waqaye fight karna parta hai agar hum ne kamyabi hasil karni hai. Greed aik keera hai jo andar hi andar tabah karta hai. Lalach aik aisi bala hai jo hamen aksar awqat acha munafa loss me convert kar deta hai. Forex trading bohut risk bari karobar hai. Is me market ka koi pata nahi chalta k wo kab kis time karwat badal deti hai. Baaz awqat acha khasa profit loss me chala jata hai. Hamen trading k dowran jo maqsad select keya ho hal haal me zarori nahi k wo target pora ho jaye. Q k aksar awqat profit hamare target k qareeb se wapis ana shoro kar deta hai aur ulta hum bohut nuqsan uthate hen. Lalach k chakar me aksar hum jaldi me bhi trade kar jate hen jo nuqsan deh amal hai. Is waja se jo munafa mele us pe shukar hona chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Kamyab trading k liye greed k saath fight karo

      Girish basically disease have Forex trading me Kahate Hain Ki prevention is better than cure so Ham Logon Ko greed ko pahle hi Apne training plan se cake out kar dena chahie Baja Iske ke bad Mein Hamen yah pachtava Ho ki Ham greed na Karte to Aaj Hamara account was Na Hota Sujit Ne Hi professional aur successful trader hi Lal unke trading plan ka hissa Nahin Hoti lalchi Insan bahut jyada loss ko face karta hai use maximum loss hi Hota Hai To Ham Logon Ko gridco kick out karna chahie aur patient ko Apne jo hai trading plan ka ek important part banana chahie aur Hamari 6s ISI mein hai ki Ham Reet ko kick out Karen
      • #4 Collapse

        Re: Kamyab trading k liye greed k saath fight karo

        Han g ap sahi kah rahy hain k hamain forex trading main kamyab trader banna hy to hamain forex trading Mao greed sy fight krny ho gi hamain forex trading main lalach ko chor k trading krny chahay hamain forex trading main sabr sy kam Ken chahay q k sabr ka phal metha hota hy hamain achibtrading krny chahay
        • #5 Collapse

          Re: Kamyab trading k liye greed k saath fight karo

          hamy forex ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham success gain kr sajkty hain agr ham is main greedy ban kar kam kry gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain ham is main apni amrzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be be kam kr sakjty hain
          • #6 Collapse

            Re: Kamyab trading k liye greed k saath fight karo

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sheroz پيغام ديکھيے
            greed trader mei ati hay hamesha har trader ko lalach se bachna chahiye aur learning achi karni chhaiye forex mein apko market ke hisab se hi trade karni hoti hai to apko market ko ziyada se ziyada watch karna hota hai jis se apko experience gain hota hai market ki movement ka lalach ko hamesha apni trading se out rakho
            bilkul sahi kaha aapane lalch aapko is business mein nuksan milati hai aur jo log lalichi hote Hain vah kabhi bhi ismein fayda Hasil nahin kar sakte isliye hamen grid se apne aapko bajana chahie aur hamen koshish karni chahie k sabar aur ihatayat ke sath ismein kam Karen Taki Ham ismein achcha fayda Hasil Karen aur iska achcha fayda yahi hai kya aapko ismein achha profit ho jaaye.
            • #7 Collapse

              Re: Kamyab trading k liye greed k saath fight karo

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sheroz پيغام ديکھيے
              greed trader mei ati hay hamesha har trader ko lalach se bachna chahiye aur learning achi karni chhaiye forex mein apko market ke hisab se hi trade karni hoti hai to apko market ko ziyada se ziyada watch karna hota hai jis se apko experience gain hota hai market ki movement ka lalach ko hamesha apni trading se out rakho
              Agar aap log apni trading Mein successful Banna Chahte Hain To aap Logon Ko greed factor Se Dur Rahana Padega Logon Ko trading Mein Jab Bhi Samne aati hai to isase aap log bacche Jaenge lalach Kabhi Bhi Na Karen aur lalach se bachte Hue apni Jo profit target se vah pure Karte jaen aur aage badhate Jaaye Jyada profit Kisi lalaj Jab Bhi aap log Karenge aap Logon Ko nuksan ho sakte hain isliye Kahate Hain Ki Kamyab Insan yah Kavya trader vahi hai jo ki grid se bache Hue aur bread ke sath fight karte hue aage badhate hain aur apne Jo target se unko achieve karta hai aur Kamyab Ho Jaate Hain.
              • #8 Collapse

                Re: Kamyab trading k liye greed k saath fight karo

                Forex trading mein achi kamyabi hasil karne ke liye lalach se bachna hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex trading mein jitna ho sake hamen lalach se bachna chahie kyunki forex trading mein lalach ki wajah se hamara bonus account wash ho jata hai jiski wajah se hamari Puri mehnat waste ho jati hai isliye Forex trading mein agar ap kamyab hona chahte hain aur ek ache trader banna chahte hain to uske liye Forex trading mein hamen imandari ke sath work karna chahie aur Forex trading Sabar ke sath karni chahie aur forex mein hamen trading fresh our active mind ke sath karna chahie jisse Forex mein ham kamyab sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Kamyab trading k liye greed k saath fight karo

                  Pak forex trading ma larch ka sath fight karna parhtaa hay pak forex forum ma kamyab hona hay too hume ek hardworking ka sath kam karnaa chlye aur soch samjh kar posting karny chlye phir hum kamyab hu sakty hya bhut zadya mehant say kam karnaa chlye aur soch samjh kar posting karny chlye phir hum kamyab hu sakty hya knowledge aur experience ka sath emotions control ka achaa forift hasil kar sakty hay aur acha profit hasil kar sakty hay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X