Loss ke dar se trading karna na chore q keh ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ke dar se trading karna na chore q keh ?
    Dear fellow Assalam O Alaikum .
    Dosto forex trading mushkill hai is me koi Shaq nahi trading me profit bhi hoo sakta hai aor loss bhi hame chahiey keh hamacha analysis Kar aor experience ke saath trading karo lekin loss ke dar se forex ko chorna nahi .
    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ke dar se trading karna na chore q keh ?

    Profit and loss a part of a business agar hamen trading mein loss Ho jata Hai to hamen panic nahin hona chahie balki apne loss ko recover karne ki koshish karni chahie jab tak Ham apne loss ko recover karne ki koshish nahin kar lete hain bande Ham successful nahin ho sakte hain to hamen try karna chahie kya agar hamen loss Ho Gaya Hai to hamen trading co leave nahin karna chahie balke trading ke related board knowledge and good experience game karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Loss ke dar se trading karna na chore q keh ?

      is kam ko vahi log chhod dete Hain Jo ismein mehnat nahin karna chahte hain lekin jo log ismein mehnat karna chahte hain vah log is kam ko nahin chhodate hain aur vah iske liye aur jyada mehnat karte hain hamen chahie ki Ham iske liye jyada se jyada mehnat Karen main Taki Ham is kam ko samajh sake aur iska humse achcha fayda utha sake
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: Loss ke dar se trading karna na chore q keh ?

        dear g han ap nay achi bat ko share kia hay agar ham ko loss gain ho raha hay to ha ko trade ko karna nahi leave karna ho g is main ham ko cye ho g k ham is main bar bar achay say acha experience ko apnay improve karty rahnay ki try kia karein agar ham is main aisa karty raha karein gye to ham zaroor kamyb ho saktay hein .
        • #5 Collapse

          Re: Loss ke dar se trading karna na chore q keh ?

          agr ham sy koi be galtio ho jaye to hamy loss ho sakta hain loss hony par hamy tense nahi hona chahey hamy apny galtio ko improve kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain is main hamara koi boss nahi hota ham is main apny boss ap hi hoty hain yai online ki dunya main aik king business hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss ke dar se trading karna na chore q keh ?

            Agar kisi business mein sirf profit ho aur loss na ho to use business Nahin kaha ja sakta business mein profit aur loss sath sath chalte Hain bus hamen jarurat hoti hai to use manage karne ki hoti hai aur apni efforts lagane ki jarurat hoti hai Taki loss ko profit mein convert Kiya ja sake Jahan per hamen bahut jyada profit hota hai to vahan per hamen kabhi kabhi thoda sa loss bhi ho sakta hai lekin hamen isase pareshan Nahin hona chahie aur give up nahin karna chahie balki hamen apni galti se sikhana chahie ki hamen loss kyon hua..
            • #7 Collapse

              Re: Loss ke dar se trading karna na chore q keh ?

              Koi bhi Aisa business Nahin Jo Hamen sirf profit deta ho ya loss na deta Ho Har business Hamen Shuru Mein nuksan pahuncha aata hai investment Ki Surat Mein ya FIR vaise nuksan pahunch jata hai agar Ham nuksan se marketing Chhod Denge to Fir Hamen kabhi bhi Jindagi Mein profit Nahin Hoga isliye Aisa bilkul nahin karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Loss ke dar se trading karna na chore q keh ?

                Loss or profit business ka hissa hote Hain Jo shaks loss ki vajah se apna business chhod deta hai vah duniya Ka bevkuf tareen insan hota hai ISI tarah agar Ham loss hone per Forex ko khair baad kah den to yakinan Ham bhi bahut badi galti kar rahe hain hamen aisa kabhi bhi nahin karna chahie balke agar hamen loss Ho Raha hai to hamen yah samajhna chahie ki iske baad Jo hamen profit hone wala hai vah is se kahin jyada hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ke dar se trading karna na chore q keh ?

                  loss ky dar sy forex ko chor daina to buzdil honay ki nishani hay allah nay 90 hissy rizk tijarat main rakha hy aur tijarat main loss bhi hota hy aur profit bhi. iss liye humain loss ky dar sy forex ko chorny ki ghalti nai karni chahye humain cahahye ky hum log apni experties ko barhain aur analysing power ko behtar karain taakeh hum market ko sahi sy analyze kar sakain. jub humari analyzing power behtar ho gi to hum log ziada behtar sy trades open kar sakain gy aur phr loss hony ky chances shayad 0 percent reh jain iss liye trading tricks aur experties ko behtar kiya jaye naa kye loss ky dar sy forex ko hi khair bad keh dia jaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ke dar se trading karna na chore q keh ?

                    aslamoalekum dear forex members bilkul humyn Pakistan forex forum pr mhnt sy apny kam ko jaribrkhna chy.aksar log na kami k dar sy ya loss k dar sy forex ko chor dety hn.dear ye bat bht ghalt h hum is mn mhnt kr k bht jald kamyab hho skty hn hr nakmi k bad barri kamyabi hoti h is liy work hard for success
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ke dar se trading karna na chore q keh ?

                      Dear friend, forex trading ek online business hy jis mn loss aur porfit dono hoty hain ab hum loss sy dar sy forex ko chor tu nh sakty na jab tak hum koi Risk nh lety tab tak hamra successful hona possible hi nh hy aur na hum acha porfit pick kr sakty hain loss ko hum completely khtam tu nh kr sakty but han mehnat kr ky loss ko Kam zarur kr sakty hain loss just forex trading mn nh hota Dunya ky har business mn hota hy tu Kiya hum loss ky dar sy Kam krana hi chor dain? Tu i think no try try and try again insah Allah kamiyabi hasil hogi
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ke dar se trading karna na chore q keh ?

                        g bhai ap ki bat thk ha k lose k daar sy trading krni na chodny q k soir forex trading hi asa business nahi jis ma lose hota ha har ak business ma lose ho jata ha lakin jab lose k bad hum dobara koshish karty ha tu forex trading jitna profit hamny kisi business ma bi nahi hota tu dosto lose k daar sy trading ko chody na balky dobara koshish krny inshallah kamyabi zror mily gi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ke dar se trading karna na chore q keh ?

                          profit aur loss business ka hissa hai aur Forex trading main ak acha trader hamesha profit ke sath loss ko bhi accept karta hai isliye Forex trading mein agar aap kamyab hona chahte hain aur ek ache trader banna chahte hain aur forex main achi kamyabi aur achi earning hasil karna chahte hain to uske liye Forex trading mein hamare liye zaruri hai ki Forex trading mein ham apne loss se learn Karen aur Forex trading main hamen himmat nahin harni chahie balki Forex trading mein loss Ko dekhkar himmat roshni ke sath work karna chahie aur Forex trading main loss se bachne ke liye jitna ho sake hamen apne experience our knowledge ko increased karke work our trading karni chahie aur Forex trading mein chahe hamen profit ho chahe hamen loss ho hamen apni himmat nahin harni chahie balki Forex mein hamen us waqt Tak apni mehnat jari rakhni chahie jab tak hum kamyab nahin ho jate forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye musalsal mehnat hamare liye bahut hi zaruri hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ke dar se trading karna na chore q keh ?

                            ji haan dear frnds forex trading bht mushkil hai hmain is main bhut zeyada mehnt mi zaroorat pethi hain mhain is main losos ho skta h or profit b bhut zeyada oh skta h frdns agr hm mehnt or exeprnce k sath trading krein vy ot hmain profit millly ga lekin hm agr exeprince or knowldge k bhgr kaam krein gy ot hmain loss ho ga.or mhian ciay k trading main loss k drr sy trading na chourrein .bilky hmmt sy kaam krein inshalh ik idn hmain zaroor kamyabi milly ig agr mh mehnt krien gyo r acgha ework krein gy ot hm ik achy trader bn skty hian .hmian mehnt krena ho hi ik din hmaibn zaroor kaamyabi milly gi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ke dar se trading karna na chore q keh ?

                              g han dear bilkul thek kaaha hy pak forex business mein loss hone se business ko chora nahi cheye balke mehnat se kam kerna cheye then achi success mile ge kuin ke ham jab lgatar mehnat kerty han knowledge or experience ko gain kerty han to zror achi success bhe hasil kerty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X