Earning krny me kabhi lalach na Karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Earning krny me kabhi lalach na Karen

    lalch buri bala hy agar ap trading k douran lalach krtay hain to ap ko nuqsan k siwa koi faida nhi ho ga. lalach bilkul bhi na krain. Thoray bahout jo bhi profit ajay us ko rakh lain. Wait zaroar krain lekin ziyada lalch ma akar ziayda deer tak trade ko open na rakihain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Earning krny me kabhi lalach na Karen

      Dear friend, agr hum forex trading sy achi earning gain krana cahty hain tu hum ko laluch nh krni hogi Kiun ky laluch bori bala hy aur jab hum laluch mn a kr koi Kam karty hain tu hamra wo kam kabhi bhi kamiyab nh ho pata hy hum ko apan kam realx ho kr aur fresh mind ky sath krana chahie forex market mn laluch allow hi nh hy hum ko es sy dour rahna cahiy otherwise hum kabhi bhi kamiyabi hasil nh kr sakty hain Laluch insan ko kamiyabi sy bahut dour ly jati hy hum ko apan Kam mehnat aur pori Iman dari ky sath krana chahie
      • #18 Collapse

        Re: Earning krny me kabhi lalach na Karen

        laalach bohat buri baala hy iss liye humain chahye ky kisi bhi karoobar main laalach hargiz naa karain. forex main laalach na karna bohat zaroori hota hy agar aap laalch karain gy to forex aik aisa buisness hay ky woh aap ko zeero kar day ga aur phr aap sir pakar kar bethay hon gy iss liye zaroori yeh hy ky laalach sy jis kadar door reh sakty hain rahain aur apny andar laalach ko bilkul bhi paida na hony dain. agar aap ny trading ky andar lallach kar li ky meri earning ziada ho jaye to earning ziada hony ky bajaye sifar ho jaye gi aur phr pachtany ky siwa aur ko chaara na ho gaa. phr yahi misdak aati hy ab pachtay kia hoat jab chirian chug gain khait.
        • #19 Collapse

          Re: Earning krny me kabhi lalach na Karen

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
          dear member Forex trading main aapko kabhi bhi lalach se Kam nahin karna chahie kyunki Forex trading main aapki tamam mehnat khatm ho sakti hai agar aap ismein lalach karte hain to kyunki Forex trading ek aisa business ise main aapko sabar se kaam Lena hota hai ki lalach karne wala trader kabhi kamyab nahin Hota
          Jab Ham Forex platform per running Karte Hain To Hamen chahie Ke Aana ke dauran Kabhi Bhi lalach Na Karen aur Lakshmi Lal karke hi Insan Maar Khata Hai Jab Bhi loss hota hai ya nuksan Hota Hai To Har Insan ko sirf Lal ji ki vajah se hi hota hai to Khammam Nimbus ko chahie ke Forex Mein Kabhi Bhi lalach ke sath kam na karen to behtar hai.
          • #20 Collapse

            Re: Earning krny me kabhi lalach na Karen

            Asslam o alakum friends
            Achi earning k lay humasha sabir k sath treading Karen kabi b laalach mai aa kar jaldbazi na Karen jaldbazi mai ya laalach as kar key gy treading nuskandy ho saykti ha layhayza lalalch sy door rhey.
            • #21 Collapse

              Re: Earning krny me kabhi lalach na Karen

              g haaan dear frnds hmain forex main earning k liay kbhi b lalach nhi krna chiay q klaalch hmary achy work or achy bonus ko kill kr skti hai .dear frnds pak forex ik bht best online buisness h hm is main zeyada se zeyada mehnt kr k achi income hasil kr skty hian forex ik trustable or profitalbr bbuise h hm is main acha kaam kr k acha experince or knowldge gain kr skty hiandear frnds hmian chiay hm zeyada meht se kaam krein taa k hmara acha experince gain ho skky .forex main hmain lalach sy kaam nhi krna chiay agr hm forex main laalch k liay kaam krein gy or laalch krein gy ot hmain earning kbhi b nih oh skti .hmain loss oh ga hmian zeyada zeyada mehnt krna chiy.
              • #22 Collapse

                Re: Earning krny me kabhi lalach na Karen

                Assalamu Alaikum
                Earning karnay main lalach na karain aur kosish karain slowly slowly earning karain aur shortcut say avoid karain daily trading ap ko benefit nhn deti is lia market ko achi taran check karnay Kay bad trade karain ta Kay ap ko fahida hi ho .
                Thanks
                • #23 Collapse

                  Re: Earning krny me kabhi lalach na Karen

                  Han g ap sahi kah rahy hain k hamain earning krnay main lalach nahi krny chahay bal k learning krnay main lalach krny chahay hamain achi learning krnay kley ziada sy ziada mahnat krny chahay p hlay hamain achi learning krny chahay phir earning age hum learning krain gy to achi earning ho gi
                  • #24 Collapse

                    Re: Earning krny me kabhi lalach na Karen

                    g bhai jnb Pakistan forex forum ka business ek acha online profitable business hay jiss main humain achi mehnat kar k acha knowledge or experience hasil kar sakty hain es main hamain laluch say kam ni karna chahiye balk hamesha achi mehnat kar k acha knowledge or experience hasil kar k forex main kamiyabi hasil kar sakty hain jo lalch karta ha os ko lose bi bohat hota ha ap janty ha ka lalch bori bla ha jo os ko apnata ha os ko wakta pa fadia lgta but bad ma ya bohat hi khtra bna data ha forex aik asa bussiness ha jis m hamy kabi bi lalch nai karna chahiya aik tarf ham janty bi han ka lalch bori bla ha to hamphr bi es ko agr apny to ya bohat hi galt bat ha hamysha sakon hosal sa kam karna chaiya hamy profit kam hu jay es ko mehnat sa or achy profit ki janb la jay but agr lalch thors sa bi kar liya to aik bary lose ki janib ja sakta ha es sa ap ka account bi nwash hu jata ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Earning krny me kabhi lalach na Karen

                      Assalamu alaikum my dear friend forex ma kabi be lalach c km nhi krna chaiya bilkal saber k sath kam karna chaiya tb he hum achi trading KR saka ga ap ne Jo be mehnat ke ho ge wo sb khutm ho jya ge jb lalach c km krya ga to sari mehnat zaya ho jya ge as liya kabi be lalach c km nhi krna chaiya bilkal saber k sath km krna chaiya tb he hum kamyab ho saka ga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X