Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    ji bilkul aur agar ham experience hasil kerne ke baad bhi loss karte hain to matlab aur experience ki zarurat hai balke ab to tak tak demo account mein trading karni hai jab tak ap dummy trading se lakh pati nahi ho jate.
       
    FOREX PAK FORUM FOREVER
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      jee haan Main samajhtaa hon K Aap ko eek target Set kar k earning Karni chahiyee,insan Ki life bina Target k bi kuch nahin.... Ahista Ahistaa ap apnaay experience k Mutabik Aap Ko Apnaa Target level barhatay Rehnaa Chahiye
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #63 Collapse

        yes dear i am agree with you..hamein apne experience k mutabiq hi apne targets rakhne chahiye kyun k agr hum zyada targets set kr lein ge to unhein achieve kana k chakron mein ulta loss bohat zyada ho jata haii..:)
        • #64 Collapse

          yes ap ney jo posts kiya hain bikul sahi kaha ahin aur humein experince ka hna zaruri hain aur dimgh k sath trading karni zaruri hain islye experic=nce k liye demo account bar bar use karna chayeh
          • #65 Collapse

            hota bhe esy he ha har ak ko us ky experience ky mutaqabiq he profit hasal hota ha agar koie zayada profit ly ly to us ka loss ho jata ha q ky us ky pass trading kay leay koie perfict chez ni ha is waja sy
             
            • #66 Collapse

              Ji haan bilkul theek kaha ap nay traders ko apnay experience k mutabiq hi earning karni chaheay agar trader abhi forex main new ho to usay chaheay kay phly thori se earning kary or experience barha'ay or after some experience,forex main ziada earning start kar dy.
              • #67 Collapse

                agreee!! traders ko apne experience k mutaabik he trade karni chaye... qk ager woh apne experience se work karega to usse pata hoga k woh kese handle karega... or kis tarha manage karega....
                • #68 Collapse

                  haaan bilkul traders kw apny experience k mutabiq earning karni chahiya humy tora tora earn karna chahiya or tory tory se darya banana chahiya apny sat zyada se zyada capital rakhni chahiya k zyada se zyada profit ly skay hum :)
                  • #69 Collapse

                    ji bilkul bhai aap ne bikul sahi information di hai hamein apney experience ko improve karte rehna chahie apni knowledge ke sath take ham apni trading mien bhi improve kerte jaein aur profit kamate jaein.
                       
                    FOREX PAK FORUM FOREVER
                    • #70 Collapse

                      sahi kaha dear kay insan nature wise lalchi honay ki wajah say apnay liye bohat baray targets rakh leta hai jab woh achieve nahi ho patay to ham under presure aa kay inexperience ki wajah say bari mistakes kar detay hain jis say bhari muqsan uthana parta hai hemen.
                      • #71 Collapse

                        sab traders knowledge aur experience se kaam karte hain to hi unhein profit hota hai lekin agar kisi ke pas ye dono nahi hoti to woh loss mein hote hain aur uper se forex pe ilzam lagate hain.
                         
                        FOREX PAK FORUM FOREVER
                        • #72 Collapse

                          humian humesha apni chdar dekh k paoun ko phelna chehay hai aur aisa he trdaing k leay main boloun ge k agar humray pass bonus kam ho aur hum lalach main aa kar jump krnay ki kohsihs karay gay to zhair c baat hai loss he hasil kary gay so best yeh he rahay ga hum trdaing humesha knolwdge base pe aur lalch k bina karay to zida behtar rahay g ahumray leay
                           
                          • #73 Collapse

                            Her trader apnay experience kay mutabik hi trade karta hai.Our os ko apna experience kay mutabik hi loss ya profit hota hai.Target set kar kay trade karna kay sab say big problem yehi hai kay na acheive honay per greed karty hai our jis say loss kar lety hai..
                             
                            • #74 Collapse

                              experience plays the most important role in forex trading because trader jitna zyada experienced hoga use utna hi forex market ka zyada pata hoga or wo isme trading bhi ache se kar sakega so it's right to set target according to experience...
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                ji haan ya bilkul theak baat hain aksar log iss hi lalach ki waja say apna acha khasa profit bhi loss kardaay tay hain aur phir baad main rotay hain kay ya kia hogaya.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X