Forex trading Mein Jab ap learner hain to small profit pic Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading Mein Jab ap learner hain to small profit pic Karen

    ji han bilkul main is baat se aapki bilkul every karti Hun ki Jab aap forex business ko join karte hain to aapko ismein kisi kism ki galat nahin karni chahie aur hamesha small profit ko hi accept karna chahie kyunki Jo log lalach karte Hain vah log kabhi bhi ismein kamyab nahin ho paate aur hamesha apna loss karte Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading Mein Jab ap learner hain to small profit pic Karen

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Abrar4321 پيغام ديکھيے
      Forex trading Mein Hamen chahie ke Ham risky trade na len Agar Ham Forex trading Mein Lana Hai To Hamen chahie ki Ham pahle trading ke bare mein Achcha knowledge experience asel karne ki koshish karen start Mein Hamen small profit per karna chahie Agar Ham Forex trading mein jyada profit asel karne Ke Chakkar Mein padenge To apna nuksan karenge Hamen chahie ke money management se kam Karenge to Achcha fayda hoga.
      Yes dear ais market mai jab tak learning ho tab tak hum ko real account par kaam hi nai karna chaye tab hum ko demo par kaam kar k experience hasil karna chaye aus k baad hum agar real account par kaam kar rahy hai to hum ko aus par thora sa profit le k sie par ho jana chaye hum jitna kam profit le k side par ho gy hum atni hi zayda trades ais market mai lagye gay jis se humry knowledge mai izafa ho jaye ga aor hum ko ais mai kafi zayda faida ho jaye ga ais market mai hum ko mehnat karni hoti hai.
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading Mein Jab ap learner hain to small profit pic Karen

        Ji aap theek kah rahe hain main small prapatra Forex start Karni chahie aur mehnat se marketing Karni chahie aur Kamyab hone ke liye Sabar setting Karni chahie isliye Hamen trading Mein jaldbaji Nahin Karni chahie aur trading sakte hain lifetime success ke liye forest ko sikhana bahut jaruri hai aur is Mein trading Mein patients bahut Jaruri hota hai without patient Ham Kamyab Nahin ho sakte aur isliye Hamen chahie ki Ham trading Main jaldbaji Na Karen aur trading co rules and regulation kitabe Karen kabhi bhi jaldi Mein Ham Kamyab Nahin ho sakte aur Hamesha Aise karte hain Sabar Karke Amar trading profit banaa sakte hain aur apne Lifestyle ko Patra banaa sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading Mein Jab ap learner hain to small profit pic Karen

          Bilkul Forex trading Mein Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada learning Karen aur small profit per karne ki koshish karen Agar Ham learning karna chahte hain To Hamen chahie kya Ham Apne profit ki deshon ko bhi minimum rakhen aur Usi Se Jyada Se Jyada fayda Hasil karne ki koshish karen Agar Ham Jyada Se Jyada mehnat karte hain aur Dil lagakar kam karte hain aur aur trading mein jyada Se Jyada mehnat Karte Hain To Hamen Jarur kamyabi milati hai aur ham small ratio Se Hi Achcha profit Hasil kar lete hain
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading Mein Jab ap learner hain to small profit pic Karen

            humein stop loss ka use krna chahyie kun k ye humein big loss se save se reh sakty hain stop loss aik asa tool hai jo hmry account ko b save rakhta hai l;ekin humeinstop loss thora down lagana chahyie humein iss bary ma ilam rakhna hoga aur seekhna hoga k humein stop loss ka use kis waqt aur kesa krna chahyie
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading Mein Jab ap learner hain to small profit pic Karen

              Small profit get karna chahiye beginners ko lazman hamain market main part tiem main bi aur full time main bi job ka rk hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main profit hasil kar k hi hum real main bi sucess hon gay
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading Mein Jab ap learner hain to small profit pic Karen

                Forex trading main learner trader kay liye zarori hay kay wo trading kertay wakat choti choti lots say trading karen aur jesay hi chand pip profit ho us ko close ker den. aur trading kay liye chota time fram use karen. jesay kay M15 chart trader kay liye boht acha hay jo short term trading kartay hain. is say new trader main boht acha experience peda ho jaye ga.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading Mein Jab ap learner hain to small profit pic Karen

                  yes dear forex main kam karty hoay hmain ziada lalch kr ky big profit ky chaker main nahi ana chahye kyon ky lalch main ham aksar apna loss he karty hain aur sath main apni income bhi waste karty hain jiss say ap ko bohut nuksan uthaana parta hai is lea ap ko thora thora kar ky profit karna chahye aur aik target pora hony ky bad trade nahi karni chahye.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading Mein Jab ap learner hain to small profit pic Karen

                    AOA friends kaisy hai bht hi relevant hai jb ap forex trading main new Hain to apko risky trading nhe krni chahye bkl small lot use kr k trading kren agr ap shuruaat main big lot use kren gy to apko loss ho jy ga q k ap k pass experience or knowledge ki kmi hoti hai is wja sy apko loss ka samna krty Hain agr ap money management k sath Kam kren gy to ap forex main success ho sky gy
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading Mein Jab ap learner hain to small profit pic Karen

                      G bhai main ap sy agree krta hon forex ma agar hum beginners hen aur hamary pas capital kam hy to hamen kam lot size lagana chahiye ta k hamara loss bhi kam ho saky aur profit bhi gain kr saken. Is trah waqtan fawaqtan ham trade sekhty jaen gy aur profit ki ratio barhti jay gi aur loss ki ratio kam hoti jay gi. Is lye begimners ko chahiye k wo lalach na kren aur kam profit sy guzara chalaen aur loss sy bach saken. Is trah jitna mehnat hogi utna ziada profit hoga aur exert ban jaen gy.
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trading Mein Jab ap learner hain to small profit pic Karen

                        forex mn kamyabi hamisha unko milti hae jo forex mn himut houslay ur sabur k sath work kertay hn hum forex ki jub bhe join kertay hn to hamra yeh period learning ka hota ahe ur learning ager achi ho gi to hum ahista ahista kamyabi ki traf jana start kr datay hn kamyabi bhe unko milti hae jo sabur k sath step by step agay chultay hn ur laluch ni kertay hn laluchi insam=nn hamisha nakam hota ahe ur hum abhe new learner honay k sath hamn ziyada ni bulkay thora small profit k sath he start hona chahea
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex trading Mein Jab ap learner hain to small profit pic Karen

                          Forex ma new members ho ya old profit thora ho pic karna chaheye keun ke thora thora profit mil ke bohut ho jata ha bajaye aik barra loss se

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X