Forex trding me nakami ki wja
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Forex trding me nakami ki wja

    Forex main bohat sarey members is laiy kamyab nhi hotey Hain k wo apney Kam ko mukammal planing k mutabik nhi kartey Hain jis say bad main unko loss hota ha agar hum mukammal planing k sat working karain to zaroor kamyab ho Saktey Hain is laiy hum ko phaley demo account par preactice Karni chahiay or forum par ziyada say ziyada time invest Kar j experience or knowledge hasil karna chahiay us k bad hi trading karni chahiay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Forex trding me nakami ki wja

      yes dear forex men nkami ki kai wjhen hen jin men ap ka esko mehnat sy na krna aur rozana ka post ko bhe na krna es men mehmat na krna esky rules ko na smjhna aur es men hardwork na krna ye wjhen nkami ki hoskti hen aur esi trh apko es men ziydah hasil krny ki lalch krna ye apky laiy nkami ky sbab bn skty hen
       
      • #33 Collapse

        Re: Forex trding me nakami ki wja

        Forex trading Mein Hamari na Kami Ki Sabse Badi vajah yah hai ki Ham Himmat Har Jaate Hain Sahi baat hai koi bhi business Ho usmein loss to hota hai lekin Ham samajhte Hain Ki Forex Hamen start Sy hi profit Dena shuro Kar De lekin Aisa Kabhi possible Nahin Hota Forex Ek business hai aur Business mein profit aur loss hota rahata hai agar Ham loss hone par Himmat Har Jaate Hain Tu Forex trading Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin Ho Sakenge
        • #34 Collapse

          Re: Forex trding me nakami ki wja

          Dear member aapane theek kaha hai hi forex trading mein main Na kami ki vajah laalach aur aur jald bazi ho sakti hai ek insan Jo paise ki lalach mein aakar market ko samjhe Bina trade open karta hai to uske nuksan hone ke chances jyada ho jaate Hain to hamen chahie ke lalach ko chhod de aur market ko proper time dein Taki hamari skills improve Ho saken aur hamare knowledge mein izafa ho sake yahi ek tarika hai jisse Ham trading co continue rakh sakte hain aur future mein achcha profit earn kar sakte hain
          • #35 Collapse

            Re: Forex trding me nakami ki wja

            Assalamu Alaikum
            Well 90 percent log forex ko chor dete hain jaise WO aty hain ulta nuksan kar Kay jaty hain aur jis ki waja jldi paisa bana aur na seekhna baghair seekhay kam kar Kay paisa bana jazbat pay control na karnay ki nisani hai .
            Thanks
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #36 Collapse

              Re: Forex trding me nakami ki wja

              Assalamu Alaikum Forex trade Mein Nikamma ki vajah Humko mehnat Karte Nahin Hai To fir Kahate Hain Na kam hoga Is Tarah Thodi Hota Hai aap ismein mehnat karo aur na kam ho jao to Fir Mujhe Kahana ismein mehnat ki jarurat hai mehnat Karte Nahin Hai FIR Ham Kahate Hain Apna Kaam Ho Gaya ismein wali baat hi nahin hai ismein mehnat mehnat Karoge kam Yahan Hoga Na kam Hoga ya nahin ismein wali baat hi Nahin Hai Forex Ek Achcha business hai

              اب آن لائن

              Working...
              X