Proft ke time trad buht jald close krty hain jb k ham los buht face krty hain aisa Q?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Proft ke time trad buht jald close krty hain jb k ham los buht face krty hain aisa Q?
    Jab aap koi trade open karte ho aur jab aapko loss Ho Jata Hai To fir aap definitely bahut hi tired aur guilty feel karte ho aur aap ka Jo balance hai uska 50% se 80% bhi aapko loss Ho Jata Hai To fir aapka Jo reaction Hai vah positive hi hota hai matlab aap stressed Hote Ho matlab lekin Sabar karte ho lekin Jab market aapke favour mein aane lagta hai aur aapko 5 yaa 4 ka profit Hota Hai To fir aapse bahut apne trade ko close kar dete Ho Aisa Kyon Hota Hai Is Tarah Ke reaction use Waqt hi Kyon pesh Hote Hain Jab Hamen loss hota hai To Ham to bahut pair karte hain lekin Jab account recover Ho Jata Hai To Ham bahut jaldi se Apna Jo trade hai usko close kar dete Hain .....
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Proft ke time trad buht jald close krty hain jb k ham los buht face krty hain ais

    Jab Kabhi Hamari trade laws ki taraf Jaati Hai To Ham ISI koshish Mein time-delay Karte Rahte Hain Ki Shayad yah profit ki taraf se return Ho Jaaye aur Hamen loss Faisla karna Pade to isliye Ham uske liye bahut jyada vate karte hain lekin yah vate Ek Hafte Tak Hona chahie Kyunki aapko Ek stop-loss ki limit set Karni chahie Agar usse Aage aapki ja raha hai to aapko vah trade close kar dena chahie Kyunki bad Mein FIR Agar aapka bahut jyada ho gaya to aapko recover karna bahut Mushkil ho jaega
    • #3 Collapse

      Re: Proft ke time trad buht jald close krty hain jb k ham los buht face krty hain ais

      Ji dear ye be hay, jab hum trade lagaty hain to loss main trade jaye to hum iski wapsi ka wait karty rehty hain, chahay wo trade jis point pe bhi chali jaye, but when trade recover ho jati hy to thory say profit per he trade close kar daity haun, hamain profit ka bhi aik target rakhna chahiye ager hum TP and SL kay baghair trade karty han yo phir hamain chahiye keh profit bhi maximum earn karny tak trade close na karain.
      Last edited by ; 07-05-2020, 08:18 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Proft ke time trad buht jald close krty hain jb k ham los buht face krty hain ais

        dear friend Hamza trade open kar lete hain to Uske bad Hamen Ek plane banana chahie aur use plan ke mahtab trade Karni chahie Hamen bilkul bhi jaldi Mein trade close Nahin Karni chahie Chahe vah last mein ho ya Chahe vah profit Mein Ho Kyunki Is Tarah karne se Ham jaldbaji Mein ja kar apna profit kam kar dete hain aur yah FIR Las Hasil kar lete hain
        • #5 Collapse

          Re: Proft ke time trad buht jald close krty hain jb k ham los buht face krty hain ais

          g han asa he hain hamy jald bze ko katem kar ky market maai kam karna ho ga hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik legal business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar mistake kaar ky kam katyt hain to hamara account bned hi jy ga yai aik best business hain
          • #6 Collapse

            Re: Proft ke time trad buht jald close krty hain jb k ham los buht face krty hain ais

            forex main hamy loss or profit ka samana karna parta hain jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hain to hamy loss ho jata hain hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey pher he hum agy bar sakty hai hum is main jitna be pasia invest karty hai yai hamy ise ky hesab sy profit dyta hai hum is main aik din main aik account mai 24 ganty he kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Proft ke time trad buht jald close krty hain jb k ham los buht face krty hain ais

              Dear friend forex trading men kuch log profit men ziyada khush hotay hen aur loss men bahut ziyada preshan ho jatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir kam profit pe compromise karen kiun k ziyada profit k lalach men kam profit se bhi haath dho bethtay hen iss liay agr kisi trde men 10 dollars men bhi profit milay tu trade close kar len
              • #8 Collapse

                Re: Proft ke time trad buht jald close krty hain jb k ham los buht face krty hain ais

                Je han, dear ham apny acct k lae bhot concious hoty hain, loss na b ho to hamy dar laga rehta hai k hamara acct kahe wash na ho jae, but jb hamy running loss ho rha hota hai to ham optimistic ho jaty hain, sochty hain k ye trade apna loss b recover kary gi or hamy profit b dey gi, asi sorat ma aksar ham jaldi ma galat decision le kar acct or b risk ma dal dety hain, hamary har waqat professional approach rakhni chahe,
                • #9 Collapse

                  Re: Proft ke time trad buht jald close krty hain jb k ham los buht face krty hain ais

                  han g aisa hi hy dear and respected member aisa hi hy loss mein to ham sabe ker jaty hein lekin hm minum profit mein trade ko close ker dety hein dear and respected member hamin iss mein postive ho ker work kerna chahiy aour hamin yhan per loss and profit donu ko bar kerna chahiy aour business ko sath ley ker chlna chahiy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Proft ke time trad buht jald close krty hain jb k ham los buht face krty hain ais

                    Ji Haaaan aaaaap Ki Baaaat Sahi Hai FoRex Main HumAaari Trade Jab ProFit Main Ho To Hum Jaldi Hi Close Kar Detay Hain k Dobaaara Loss Main Naaa Chali Jaaaey Jab k Agar Trade Loss main Ho To Hum Trade Ko closw Nahi KaRtay K ProFit Main aaati Hai To Close KaR Len Gy Jis Se HumEn kaaafi Baraaa nuqsaan Ho Jaata Hai Or Kayi Dafaaa To Humaaara AccoUnt Bhi Wash Jo Jaata Hai....
                    • #11 Collapse

                      Re: Proft ke time trad buht jald close krty hain jb k ham los buht face krty hain ais

                      Is traha is leye hota hai Kay hum ko forex ki learning knewledge aur experience Kam hota hai aur hum market ka analysis achy tareeke se nahin kar saktay hum market ko samjh nahin saktay is jab trade kartay han tu hum apna entry point use nahin kar saktay han js se trade ziada waqt loss mein rehti hai aur jab trade profit mein hoti hai tu us ko jaldi mein close kartay han agr hum analysis achy karain tu trade mein hum ko profit jaldi mil sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Proft ke time trad buht jald close krty hain jb k ham los buht face krty hain ais

                        Dear ap ne bahut hi acah point thraed kia hay yeah aik human psychology hay k ham jab loss main hoty hain to koshish karty hain k abhi faida ho ga aur sabr karyn shyed kuch aur intazar karny se faida ho aur jab ham ko milna shuru hota hay to ham sabr nhn kar paty hain dar jaty hain k yaeh profit kahin ham se chala na jay .Halank us time jo profit ho raha hota hay tab bhi ham ko thora sabar se kam lay kar wait karna chahiy ho sakta hay k profit bhi acha gain ho saky.......
                        • #13 Collapse

                          Re: Proft ke time trad buht jald close krty hain jb k ham los buht face krty hain ais

                          Aisa isliye hota hai ki members apne trade ko sahi se mange nahin kar sakte rahe hote hain aur iski vajah yah hai ki member ke pass trading se related itna jyada experience bhi nahin hota hai aur yahi vajah hai ki member so trading karne mein kafi jyada pareshani hoti hai aur jab unko koi thoda sa bhi process a raha hota hai to vah apne Trade ko close kar dete hain aur jab unko loss ho raha hota hai to vah apne khet ko jaldi close nahin karte kya ho sakta hai ki yah recover ho jaaye
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Proft ke time trad buht jald close krty hain jb k ham los buht face krty hain ais

                            asal mein ham log lalach kar rahe hote Hain jab Ham dekhte hain ki hamen $4 profit Mil Gaya to Ham close karne per shuru ho jaate hain lekin jab Ham den hamen loss hota hai aur vah loss takriban 15 Dollar Tak bhi pahunch chuka hai to hota Hai to Ham band karne ko dil nahin karta kyunki hamen ummid hoti Hai yaar yah niche aaega aur ISI tarah ke ham log palash kar jaate Hain Main takriban cal ISI vajah se 20 ko lock kiya abhi tak bhi vah 20 colospa Hai Allah khair Karen jab munde wale din market khulegi mujhe yakin Hai ki vah niche aaega aur inshallah mein kamyab Ho jaunga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X