Forex Main Learning ki madad se trader knowledge,experience & skills hasil karta hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    Good question dear I agree with you forex business se hammen bohat faida hota hai balkai hammare skills be bareti hain jin se hamm dunya kai ziyada tar kam kar sakta hai kunkai ismein confidence se ham Forex mein kamayab rehtay hain or bahir kai kamon mein bhi yeh cheez bohat bohat zarori hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      Seekhnay ka amul kabhi bhe khatam nahee hota hay or na he isay khatam kerna chhaye, kyn kay yeh woh safar hay jo aap ko kamyabion ki taraf lay jata hay, ager aap aik acha or mustakil profit nikalnay wala tarder bnana chatay hen tou kabhi bhee apni learning kahatm na kren.
      • #363 Collapse

        Gi han dosto forex trading mey hum learning ki madad se hum apni trading skil ko bhot improve kar saktey hy or kafi profit gain kar saktey hy.
        • #364 Collapse

          forex main learning ki madad se knowledge skill and experience main to mere khyal bilkul izafa hosakta hai learning karne se knowledge main bht izafa hojaata hai aur experience main bhi ziada izafa hota hai aur learning ki madad se jo hai forex main har cheez strong aur izafaa hota hai .
             
          • #365 Collapse

            rizwan bhai aapki baat theek hai kiun kay knowledge, experience and best skills ki help se hi planning hoti hai or mery kahayl se new traders ko market ko join karny kay baad earning ka nahi sochna chahiay pehly isko learn karna chahiay.
            • #366 Collapse

              jee han main ap se itfaq kerta hon ke forex trading main aik insan learning or expoerience ki madad se achi earning hasil ker lete hi ap bi agar apni greed kko control ker ke kam kero to asani se achi earning ker loo gye
               
              • #367 Collapse

                No doubt kar sakta he, agar ko learning khud karta he ya apny kisi frend ya college se help leay k trading ko learn karta he to wo apni skills or knowledge or experience ko increase karta he, or learning to zrori hoti he, agar kisi ki help nai milti to khud try karin.
                 
                • #368 Collapse

                  ji han bilkul durust farmaya bhai jan aap ne forex me experience or paisa tab hi hasil hota hai jab aap ko is business ki knowledge ho or aap is business ko samajhty hon yeh business jo learn kar ke join karta hai profit bhi just us ko he mil sakta hai .
                  • #369 Collapse

                    yes,i agree with you,forex trading main learning,experience or zayada knowledge ki waja say skills hasil karta ha.ager ap forex trading per mehnat ker k sath kam karen gay tu ap ka experience bary ga,jes ka agy ja ker bhut faida ho ga or hum ak kamyab forex trader ban jaen gay.skills hasil kernay ka sub best method ye ha k ap zayada say zayada practice karen.
                    • #370 Collapse

                      g han is bat me koe shaq nahe he k ager ap learn nahe kro ge to ap experince gain ker skte he so work hard and earn more will be good for youand more thi
                      • #371 Collapse

                        yes . forex trading ko agar app chaty ho tu app is main learing ke madad si app forex trading main ek acha expericne hasil kar sakty ho or is main apni skill ko be improve kar sakty ho . or app logo ko chayee k app demo account par be ziyada si ziyda mehnat karo .tu app is main ek bohat he acha profit eanr kar sakty ho
                        • #372 Collapse

                          hmare yahan Forex trading business ki regular education nahen hai isliy hum logon ko ek dosre se hi learn karna partra hai aor jab tak hum apne poori dilchaspi aor mehnat se forex trading ke bare main jan-ne ki koshash nahen karen gay tab tak would hum kamyab nahen ho sakty
                          • #373 Collapse

                            yes dear ap ne achai baate kahe ha bohat se log forex ko join karny k bad yeh sochty ha k wo forex trading se jaldi ameer ho jae gay aur wo learning par deyan nahi detay un ka mind sirf earning ki taraf hota ha is liye wo forex trading ma successful nahi ho sakty agr ham forex ma apni learning ki taraf tawajo de tu ham ko automatically earning ho gi
                            • #374 Collapse

                              friend mai ap ki bat sy agree krti hu,hamain forex mai kbhe b learning ko neglect nhe krna chaheay,or na he lalach krna chaheay
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                forex sirf mehnut hy our is ke sath lgao hona chahiye internet per is ki bohetziyada study karne ko mil jati hy our hum bus jub bi koi position submit karty hy to is main in bato ka khiyal rakhna hota hy ke hum jis cheez ki tread ker rahy hy kiya hume pata hy our humari study kehti hy ke hum ise bay kare ya sell
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X