Forex trading me jald bazi ka nuqsan...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading me jald bazi ka nuqsan...

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
    Forex trading me agar planning k sath trading ki jai to kamyabi hoti ha. agar jald bazi me trading ki jai to us me profit k bahut kam chances hotay hain aur loss ka chances bahut ziada hotay hain. jald bazi me market ki information gain keye baghair trade lagaya jata ha. ye tukka trading hoti ha aur es me market ka view clear nahi hota. hamain chaheye k jald bazi me trading na ki jai balkay proper planning kar k trading karni chaheye.
    Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business hai is mein agar aap jaldbaazi se kam Karte Hain To Kabhi Bhi aapko acchi earning Aise Nahin ho sakti agar aap Chahte Hain ki aap is business Mein success ful trader Ban Jaaye to aap ko Apne account ko manage karna hoga aur bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hoga market ko proper tarike Se Dekhne ke bad kam Karenge to acchi earning ho sakti hai

    اب آن لائن

    Working...
    X