forex main nakmi ki waja
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex main nakmi ki waja

    forex mai nka mi ki sb se bhre waja learning k bagir trading krna ha jb ham learning k bgair trading krte ha tu ham apna account wash kr baithte ha or paisa zia kr baithte ha 2 bhre waja money managment k rule ko follow ni krte 3 waja ham market ko ananlyze ke bgair trading krte ha or bazoqat ham lalch krte ha jis ki waja se ham apna account wash kr baithte ha or phr
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex main nakmi ki waja

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Marium پيغام ديکھيے
      agr ham is main emotion ho kar is main lalch ky sath jald bazi sy kam kary gy to ham loss ho skata hain or hamara account wash ho sakta hain is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota hamy tense naha hona chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ha kamyab ho sakty ahin or acha pasia kama sakty hain
      Apki bat darust ha forex mn agr hmin nakami ka samna krna parta ha to uski vja na he broker ha aur na he marekt ic ki vja ap khud ho. Forex mn har koi kamyab hona chahta ha lekin jo kamyabi k sunehray qawaid hain unko koi follow nai krta.
      Meray khayal mn forex mn jo nakami ki sb say bri vja ha wo ha lalach aur jald bazi. Aksar hum ghor krain to aisay bahut say trader milain gay jo k lalach mn a k bri bri lots lgatay hain. Aur baghir sochay samjhay k ab market mn enter honay ka time ha ya nai. So agr hum in do major mistakes say avoid krain to mera nai khayal k hum forex mn nakam hon gay.
      • #18 Collapse

        Re: forex main nakmi ki waja

        less knowledge aur Forex trading mein kam karke jaldi ka kaam Forex trading mein Hamesha nuksan deta Hai koshish karen kay Forex trading mein maximum knowledge and analysis ke sath trade open Karen Taki aapko Forex trading mein kam karne ka behtarin fayda hasil ho aap Forex trading mein tab hi kamyab ho sakte hain Jab aapas mein lalach se bachkar analysis ke sath trading karte Hain
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #19 Collapse

          Re: forex main nakmi ki waja

          g hna ap nay ak acha sawal kiya ahe forex acha bussiness hae is mn members hamsiha kamyaab he hotay hn in mn say kum bahut kum aisay hotay hn jo nakam ho jatay hn forex mn nakami ki bahit si wajohat hn jaisa k forex ko proper time na dana forex k rules ko follow na kerna ur forex mn juldbazi and tuka system ur bhe bahut sari wajohat ap ko mil sakti hn
          • #20 Collapse

            Re: forex main nakmi ki waja

            Forex trading business Mein Na, Ki Sabse Badi vajah Hamari kam experience aur kam knowledge hai agar Ham Apne knowledge ko game karne ki koshish Nahin Karenge aur na hi experience game Karenge To Ham kabhi bhi Forex Kamyab Nahin ho sakte Ham Hamesha loss ka Samna karte hain Hamen koshish karni hai ki Ham apni reading skills ko improve Karen aur Market ka analysis karte hue trading Karen aur apni trading plan ko Jarur set Karen aur Hamen Hamesha Forex trading business Mein Soch Samajh Kar Hi Lagani chahie
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: forex main nakmi ki waja

              Forex mein ziada log is waja se nakaam ho jatay han Kay forex ki learning knewledge aur experience hasil nahin kartay aur trading kartay han learning knewledge aur experience nahin hota tu loss ho jata hai js se trader nakaam ho jata hai aur is Kay elwa greed jald bazi aur emotional trading kar kay bhi nakaam ho jatay han

              اب آن لائن

              Working...
              X