USDCHF filhal 0.88260 par trade kar raha hai, jo Fibonacci levels 100 (0.88463) aur 50 (0.88245) ke darmiyan hai. Main samajhta hoon ke yeh Fibonacci grid Daily high 0.88463 (100 level) aur pichle din ke Daily low 0.88027 (0 level) ko use kar ke...
Gold (XAU/USD) abhi 1D timeframe par strong uptrend mein hai, aur wo apne recent high of $3102.02 ke aas paas trade kar raha hai. Price consistently upar ja rahi hai, jo ke strong bullish momentum ko indicate karta hai. Lekin, jaise hi price upper...
Forex market mein hypothecation ka matlab hai jab trader apni investment ya assets ko broker ke pass security ke tor par rakhta hai.Ye zyadatar margin trading mein hota hai, jahan broker trader ko leverage provide karta hai.Agar trader loss karta...
Silver abhi bullish triangle pattern mein move kar raha hai, jo market mein buyer dominance ko dikhata hai aur ek strong upward trend ka indication hai. Agar yeh pattern upside ki taraf break hota hai, toh hum buying momentum mein izafa dekh sakte...
GBP/USD is filhal downtrend mein hai aur 1.29011 par trade kar raha hai, jo dheere dheere key support level 1.28700 ki taraf ja raha hai. Market mein selling pressure hai aur price action bearish zone mein hai. Market sentiment cautious hai, jahan...