1440 minutes ka error kab khatam ho ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    1440 minutes ka error kab khatam ho ga
    Pleas mughay guide kren menay kal 50 posts complete ki then magar jab abhi ki hay to 1440 error aa gay hay ab kia karo ye kab khatam ho agar kisi bhai ko achi tara pata hay to kindly mujhay mukamal guide karen aur ye error kab aata hay menay to kal 50 posts complete ki then jab kay aj to date change ho chuki hay phir bhi error kyn hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 1440 minutes ka error kab khatam ho ga

    1440 mints ka error ye indication deta hay key daily posts ki limit khatam ho chuki hay agar ye error 40 ya 50 posts key bad ata hay to ye normal si cheez hay ye posting rule ki waja se a sakta hay, agar ye error koch hi posts send karny key bawajood be ata hay to members ko koch din tak threads create nahi karny chaye, ye error zeyada threads ki waja se be a sakta hay aur zeyada posts karny ki waja se be, members ko daily etny posts hi allow key jaty hey jetny posts send karny ka forum me rule hay.
    • #3 Collapse

      Re: 1440 minutes ka error kab khatam ho ga

      Bhai aapki yah Baat bilkul theek hai lekin ismein problem yah hai ki vah last wale 24 hours count kar rahe Hote Hain Misal ke Taur per abhi 4 Baj ke 45 minute hui hai vah aapka kal is time se lekar abhi tak Agar aapki 50 se post jyada ho gai hai to Aapka yah wala error a jaega aur yah wala error ho sakta hai aapka yah Sham Tak Rahe Ya Raat Tak Rahe Ya Din mein kis time per khatm Ho Jaaye aap Is Tarah koshish Kiya Karen ke har 24 Ghanta ko Dhyan Mein Rakha Karen Misal ke Taur per aap Agar Din Ko 10 baje post kar rahe hain tu zhn ma Rakha Karen ki kal 10 baje tak Se Lekar Aaj 10 baje tak main 50 post Se Jyada to nahin karti aur jab yah wala error a raha ho to koshish karen ki usmein Jyada post karne ki trainer Karen 5 ghante ke bad Ek Dafa try karke dekh liya Karenge
      • #4 Collapse

        Re: 1440 minutes ka error kab khatam ho ga

        Dear brother forum pe agar ap ki 50 posts poori ho jaen tu 1440 minutes ka error aa jata hey jo next morning 6 bajay khatm ho jata hey iss liay limit ko cross nah karen aur 4 se ziyada threads nah karen aur posts karnay men jaldi nah karen balkay tu 1440 minutes ka error nhi aata
        • #5 Collapse

          Re: 1440 minutes ka error kab khatam ho ga

          Hamen chahiye ke hum aapmi limit ko poori Karen han forex main kuch aesy log bhi hai jo learning kiay bgair trading karty hai un ko experience nahi hota aur wo loss kar lety hai isi trha loss kar kay wo experience hasil kar lety hai aur aik successful trader ban jaty hain.
          • #6 Collapse

            Re: 1440 minutes ka error kab khatam ho ga

            1440 Mint wala error automatically Finished ho ga aapko bilkul Nahin banana chahie aapko chahie Mera Jari rakhen Jo Bhi Main Jari Rakhta Hai error a Jaaye to automatically open khatm ho jata hai isliye acchi koshish se aap Is Tarah ka muqabla Karen acchi competition se kam karen to yah aapko acchi kamyabi Hogi Jo Hamesha competition Se Kam Nahin Karta unhen loss hota hai
            • #7 Collapse

              Re: 1440 minutes ka error kab khatam ho ga

              Aap Pakistan Forex forum aged 5o thtead post karte hain to use Waqt aapko 1440 minut ka error aata hai ji use Waqt khatam hoga Jab aapke 24 ghante pure Ho Jaenge 24 ghante ke bad aap fir se trade post kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: 1440 minutes ka error kab khatam ho ga

                Dear apne bhut achi bat ke hay agar apko 1440 ment ka ye error hota hay tb khatam hota hay jb humre posting 50 compting hoti hay phir yehi 1440 likh ka ata hay phir ye 24 ganto bad ye option ata hay
                • #9 Collapse

                  Re: 1440 minutes ka error kab khatam ho ga

                  forex k time k motabik subha 5 bje se sham 5 bje tk ye time h kam krne ka is mein agr ham 50 postis mokamal kr leete hain to agle sdin hamare pas 5 bje k bad time ho ga postis krne ka subha 5 bje k bad phr se postis hoin ge is se pehle nai ho skein ge ab to time bhra dya gya h is mein bat phr bhe subha 5 bje ki h s se pehele postis nai ho skein ge
                  • #10 Collapse

                    Re: 1440 minutes ka error kab khatam ho ga

                    Bhai yeh koi error nhe yeh Forex ju daily ki ju daily limit hy 50posts ki jub woh pori hoti hy ty tab yeh 1440ka error hy.qyeh esle bhi ata q k kuch log Forex par 50se ziada ek din me post krdete the magr ab ek din me sirf 50posts hy kars skte hy.agr yeh apko 40 ya, 50, post's , k bad ata tu yeh normal hy es me koi masla nhe hy
                    • #11 Collapse

                      Re: 1440 minutes ka error kab khatam ho ga

                      Dear mujhe b kal ye error arha tha pta ni kun pr mere khyal se over posts krny ki wajha se ye error ata hai humien apni post's aur threads count kr k krni chahyie aksr hum zayda post's aur threads kr jaty hain jo rules k against hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: 1440 minutes ka error kab khatam ho ga

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadsiftain پيغام ديکھيے
                        Pleas mughay guide kren menay kal 50 posts complete ki then magar jab abhi ki hay to 1440 error aa gay hay ab kia karo ye kab khatam ho agar kisi bhai ko achi tara pata hay to kindly mujhay mukamal guide karen aur ye error kab aata hay menay to kal 50 posts complete ki then jab kay aj to date change ho chuki hay phir bhi error kyn hay.
                        Bhaijaan 1440 ka error tab Aata Hai Jab Hamara daily ka 50 posting ka target pura ho jata hai instaforex form walon ki 50 posting ki daily ki limit hai aur ham daily sirf 50 posten hi share kar sakte hain isliye 1440 ka error Kabhi khatam Nahin hoga isliye Hamen isase ghabrana Nahin chahie aur Apna daily ka 50 posting ka target pura Karte Rahana chahie

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X