Is your signal always right?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Is your signal always right?
    Dear friend we must use indicators which suits our strategy,we must use both leading and lagging type of indicators.To make profits we must trade in direction of trend.No indicator or trading strategy is 100% perfect as I also face loss sometimes.We must learn to minimize loss by using risk and money management.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear brother signal us time right hotay hai jub ap ko kuch ata ho brother agar kuch ata nahi hai tu kesay ap success ho gay brother agar success hona hai tu must learning karni ho gi our market ki information must honi hai ap k pass agar market ki information ap k pass nahi ho gi tu kesay ap kisi our ki signal follow karo gay our kesay trade open karo gay
    • #3 Collapse

      maintrade ko jab b inter karti ho saber say bohatsoch samjh kar he inter karti hon ta k meri chuti see mistake loss na kar day mera
      • #4 Collapse

        nai jnab signals kbhi be right nai hoti kbhi kbhi weak main akk do baar lakin uss k alwa yah humsha he hume galt btate hain aur na he in ka hume koi faida hota hai in k according kaam kerna bus apna time waste kerna hai :)
        • #5 Collapse

          meray khayal se to 90% sahi signals hootay hai jo k sahi point pe ja k band hootay hain aur mostly sahi hootay hain kehnay ka matlab ye hay k humain in se faida uthana chahye hay laazmi
          • #6 Collapse

            bhai jaan mare daily k signals hoty ek dan sai hain lkain wo hoty 80 percent he hain means k jo main take profit btata hoin market jati ussi side par he hai lakin just 80 percent move karti hai us side main and main issi se he achi earning kar lata hoin.
            • #7 Collapse

              ji haan bhai jaan signals hamaisha right nahin batatay ye jo indicators hotay hain ye sir makhsoos waqt k liye hi trading ki information detay hain may be jaisay hi hum profit magan dekh kr trade kertay hain aglay lamhay wo loss ki taraf chala jata hai
              • #8 Collapse

                Well i think no because forex aik risky business he, aur 100% perfect trade karna possible nahi he, but agar ham hard work kare to zeyda se zeyda achi trade kar ke munafa earn kar sakhte he, because har chez possible hoti he mehnat karne se, agar trader ki planing aur strategy good he to woh kamyab earner he...
                • #9 Collapse

                  yes dear ap ki baat sahi hai indecators risk management mein ahm kirdar ada krte hain but 100% correct nahi hote is liye trading krte hoye indecators k sath technical chart ko dekhein or fundamental analysis b krein
                  • #10 Collapse

                    signal hamisha teak ni ho sakte q k market par news ka bht gehra asar hota aur zayada tar news par hi focus krti hai market .islia hamain chai k pahly news dakain tb indicater use
                    • #11 Collapse

                      dear ye zarori nahi k ap ka single 100% sahe ho dear hame Forex me trad open kerne k leyia bahot soh samj k sath kam kerna ho ga or hame Forex me aik acha profit earn kerne k leyia acha knowledge or experince hasal kerna ho ga or ye hame demo account pe practice kerne se hasal ker sakty hane
                      • #12 Collapse

                        dear chahay aap indicator ko use karo ya phir robot ko dono sortoon may kabi bi analyzing 100% nahi hoti or iss ko 100% banana parta hay or iss ko 100% aap ka backup banata hay agar aap ka backup acha hay to aap iss say profit lay saktay ho.
                        • #13 Collapse

                          Signal hur time right nahi hote hen, or ma signals pe zeda trust nahi krta ma price action pe kam krta hu or ye tariqa bht zbrdst hy, bht c strategies hen Forex ma kamyab hone ki but signals pe 100% depended ho k kam nahi kr skte.
                          • #14 Collapse

                            mujhy indicators kee nai smjh or na he main ny kbi indicators sy trade kee hy. . .main news trade ko preffer krta hoon orr krta b isee way main hoon trade. . .mujhy indicators kee smjh nai aati. . . .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Indicator kam us waqat krty hyn jb ap ko in ki samaj ho jb kt ap ko kam ni ata to ap ki help indicator b ni kr sakty is kiye pahly kaam seek lo phy indicator b use kr lyna.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X