trading say na daren ....
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading say na daren ....
    Assalam o Alaikum g han dear members humaen pak forex main trading karty hoa kabhi bhi darna nnahi chaiya ... darne say humaen kuch bhi hasil nahi hota ha .. surf humara time hi zaya hota ha ..soo no tension /.. :1f609:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading say na daren ....

    hamy darna nahi cahey hamy learning gan kar kya ik time table bana kar kam kkarna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke nsibat acha business hain hum is mai apne marze sy time tablke bana kar kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum iss mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga
    • #3 Collapse

      Re: trading say na daren ....

      jiya re bhaiya aapki baat bilkul bharosa Ham logon ko trading se bilkul bhi nahin darna chahie trading Seva log darte Hain Jo apna nallis acche nahin karte aur khud par confidence nahin hota vahi log trading se darte Hain
      • #4 Collapse

        Re: trading say na daren ....

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
        Assalam o Alaikum g han dear members humaen pak forex main trading karty hoa kabhi bhi darna nnahi chaiya ... darne say humaen kuch bhi hasil nahi hota ha .. surf humara time hi zaya hota ha ..soo no tension /.. :1f609:
        ji han dear aapane bilkul sahi kaha hai dekhiae agar aap Forex trading karni hai to aapko Himmat ke sath kam karna hota hai trading se Darna Nahin chahie Kyunki trading Ek Aisa business hai jismein aapko Kisi bhi waqt profit bhi ho sakta hai aur loss bhi ho sakte hain aapko ismein bahut Soch samajhkar kam karna hota hai aur kisi bhi unexpected moment ke liye taiyar Rahana Hote Hain.
        • #5 Collapse

          Re: trading say na daren ....

          G haaan apki bat bilkul sahi h trading sy darna nhe chey trafing jb hum krty h tu pory confidence ky sath krni chey na ky asy dar dar ky es sy phir hmye loss hota h ya hum asy dar dar ky galt tradr open kar lwty h darty h ky kahi loss na ho jye loss sy darna nhe chey risk tu har chez mn hota h jahn profit hota h eahn loss bhe hota h
          • #6 Collapse

            Re: trading say na daren ....

            Jii haan dear friend bilkul achii baat boli haii apny humain forex forum.p kaam krty huwe kabhii bhe forex trading sy nh drna chahiyee balky ik achy hosly ik achii humat ky sath hii apna kaam ko jarii rkhna chahiyee jiss sy humain bhot hii acha qamyab hony ka ik rasta mill sky gaa aur hum qamyaabii bhe hasill kr sakain gyy
            • #7 Collapse

              Re: trading say na daren ....

              yes dear, hmain market ki moment k mutabik trades set karnay ki koshish karni chaiay, double minded na hon aur confidence k sath trade karain ta k thek decisions liay jaen jin ma mistake na ho, apni learning ko use kar k himmat k sath trade karain aur achay chance sa faida hasil karain
              • #8 Collapse

                Re: trading say na daren ....

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
                Assalam o Alaikum g han dear members humaen pak forex main trading karty hoa kabhi bhi darna nnahi chaiya ... darne say humaen kuch bhi hasil nahi hota ha .. surf humara time hi zaya hota ha ..soo no tension /.. :1f609:
                Wa Alykum U Salaam trading forex-pak mein nahi hoti yahan sirf forex trading ka bonus milta hai jis se hum instaforex par trading kar sakty hein. Baqi nuqsan se preshan waqai nahi hona chahiye bilkul bhi kyon k forex mein nuqsan lazmi juz hai
                • #9 Collapse

                  Re: trading say na daren ....

                  bina khof kay trading tab he mumkin hay jan experience kafi zeada ho kyn kay trader ko malom hota hay wo kam karna janta hay to wo bina khof kay trade kar lenta hay aor agar usay loss ho bhi jata hay to jaldi he recover kar leta hay to hamen chaye kay apnay experience ko increase karne aor trading men kamyab ho aor achay traders ki ye he pehchan hay kay wo trade tab he karta hay jab usay apni trade kay profit men nikal janay kay mximum chane nazar aa rahay hoty hen
                  • #10 Collapse

                    Re: trading say na daren ....

                    dear member trading k liye confidance or exprience chahiye hota ha trad krty hoye kudatmadi zarori ha jo trader dar dar k trad krty hain wo exprience k bwajod b nkam ho jaty hain is liye focus kr k confidance k sath trad krain ta k loss sy bacha ja saky
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: trading say na daren ....

                      Forex trading market hai aur ismein trading Se Hi hi profit aur earning hoti hai agar Ham trading se dar ayenge to Fir Ham Forex Mein Kabhi Kamyab Nahin Ho Payenge isliye Hamen trading se Darna Nahin balki isko sikhana chahie jitni jaldi Hamara trading Ka Dar khatm Hoga itni jaldi hi Ham is business ko Sikh Sakenge

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X