Why market goes down before making a fresh and big up-move?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why market goes down before making a fresh and big up-move?
    I noticed that market usually goes down to some extent before a fresh move start. I felt this during my gold trades or while i was watching market. Why do you think it does so?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bro dont worry business m aisa hota hy its all parts of business. agr ye sb na ho to business business ni ho ga..
    • #3 Collapse

      dear ye market ki corectional move kehlaati haia ru apko hamesha isko dekhna chahiye,bohat se log is mein trap hojate hain aur against order laga lete hain jiski wajah se unko is mein loss hojata hai aur wo apni money lose kar jate hain.
      • #4 Collapse

        nhi mujhay is kay baray main nhi pata kay market neechay q jati hai lakin mai itna janta hon jb bhi koi move ati hai to mujhay us ki waja sai Forex mai loss hota hai mujhay bohot zyada loss hota hai.
        • #5 Collapse

          ji es kam mein esa hi hota hai lekin app ko wait krna chahay wo move krta hai up lekin aram sy .........................!
          • #6 Collapse

            ye baat mere dost ap k notice mein hi aai hae mujhe to is k bare mein kuch khas pata nahi hae k market up jane k liay pehle down move karti hae kiunk maene to abhi tak real trading start hi nahi ki hae......
            • #7 Collapse

              brother bohet acha swall kiya ha aap nay ky market kaisy move or down hoti ha. market per aik to ap ke puri nazer honi chaiyae. q ky iss ky bagiar ap trading ni ker skty or hn g iss ky bagiar ap profit ni kmaa ksty. or market aik dum down hoti ha lykin aik dum upper cchelli jati ha.
              • #8 Collapse

                gee bhai forexc trading mein market ne movement to rozana krne hote aur market ke movement hote he to hm apne trading se profit hasil krte hein es lie hmein apne trading mein market ke movement ko smjh kr apne trading krne hote he aur apne market ke trend ke sath chl kr apne trading krne hote he
                 
                • #9 Collapse

                  gee bhai hmein apne forex trading market ke up down ko smjhna hota he aur hm apne forex trading mein gold pair mien bhe trading krte hein aur hmein apne market ke sahih trend ka pta ho phr hmein apne trading mein ache trading ka moqa milta he
                   
                  • #10 Collapse

                    Mery bhae us ki reason ye hoti hai jo bhe market main barey money bnanay walay groups hoty hain wo jab market main price k0 high level pay ja k sell kerty hain to pher market sell hona start ho jati hai
                    • #11 Collapse

                      ji forex trading main jo market main money banay waly groups hoty hian in main market ko high aor low level ko smjh kr trade krty hian aor market kay high level py ja k sell kerty hain aor to phr market main sell main a jata ha aor trader ko boht acha profit ho skta ha
                      • #12 Collapse

                        Assalamu Alaikum friends my new user who are main apne senior member se puchna Chahta Hoon k
                        Why market goes down before making a fresh and big up-move Koi senior member hai jo Mujhe Uske baare mein Bata sake jaldi se
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          ye to dost us ki move k oper depend kerta hai ager us main us pair maen jo currencies hai bid or ask wali un main say news effect ho sagta hai ya technical analysis seller ki tadad main izafa ker rahy hoty hain to her pair ka apna andaaz hota hai move kernay ka

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X