Assalamu Alaikum Dosto! US Dollar Mein Relief Bounce, Lekin Yen Dobara Strong Ho Raha Hai Last week USD/JPY ne prediction ke mutabiq 1.3% ka corrective rebound stage kiya aur 28 March ko ek intraday high 151.21 par pohancha, jo hamari analysis...
USDCHF Analysis Daily chart par USDCHF pair ka lagataar aur mustahkam downtrend dekhne ko mil raha hai, jo 1.0170 ke high par pohanchne ke baad say shuru hua hai. Yeh trend price action par hawi hai. Is high ke baad, price lower highs aur lower lows...
Pehle hafte tak pair ne 1.1275 tak bounce dekha, jo March ke end mein ek strong resistance sabit hua tha. Wahan se reversal ke baad price ne tezi se niche girte hue 1.1130 aur phir 1.1075 tak support test kiya. In moves mein candlestick...
Aaj New Zealand ka Consumer Price Index (CPI) ka rate behtareen nateeje ke sath aaya hai, jo market mein kuch positive harkat ka sabab bana hai. Yeh development yeh darust karti hai ke New Zealand ki inflationary pressures control mein hain, aur...
Assalamu Alaikum Dosto! Forex Trading Hedging Forex Hedging trading techniques aik simple aur sab se ziyada faida-mand trading strategy ya technique hai, jis mein risk management technique ka tareeqay kar apnate howe traders apni open positions ki...