Traders Ko Kamyabi K Leye Forex Seekhnay ki Zaroat Hai. Ideas or Luck Kisi Kam K Nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    ji han bhai jani i think ke trader banny ke lye forex ko learn karna is ki ziada se ziada practice karna he aik shakhs ko is business me kamyab bana sakta hai is ke ilawa koi rasta nahi hai hamare kamyab hone ka .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      In forex trading business market every trader for need trading skills and experience, because luck can't give us continue profit from forex market. So success for own trading skills and experience build up is very important.
       
      • #303 Collapse

        gee mre bhai forex trading me luck kabi kbaar chalty hy hmy luck pe depend nae krnaa chahye blky hmy knowledge aur experience hasil kr ke apny skils mazboot krny chahye aur phr trading krny chahye
        • #304 Collapse

          ji haan meray khayal mein humein aik successful forex trader bananay k liaye skill aur knowledge ki zaroorat hoti hai jiss k begheir hum achi trading nahi ker saktey hain aur luck aur ideas humein loss de saktay hain.
           
          • #305 Collapse

            trading karne k liye apko proper knowledge or proper skill ki need hoti he otherwise ap trading me kabhi bhi successfull nahi ho sakte agar apko trading ki achi knowlegde ho or acha experience ho to ap bohat achi earning kar sakte hen but trading me kabhi bhi luck per depand naa rahen warna apko hamesha hi loss hoga so knowledge se trading karen
            • #306 Collapse

              luck bhi ahmiyat ki hamil hay.lakin wos se ziada aap ka forex main experience aur knowledge kaam ata hay.jo trade aap apne experience se lage gain wo profit hi de ge.baaz aukat hosakta hay market aap ki hilaf jai par har bar aisa nahi hoi ga
              • #307 Collapse

                Jee apki baat theak hay forex trading main luck he hamesha sath nahi daii humay chahey keh forex trading ko achi trha seekh kar run karen bins sekhay run kary gay aur apni luck par inhesar karn gay to loss b ho sakta hay.
                 
                • #308 Collapse

                  forex men luck bhi thora depend kerti hai but is men zyada ter hamain expericne or skills ki zarorat hoti hai jis se hamain market men achi trading kerny men help milti hai or ham achy traders ban jaty hain.
                     
                  • #309 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                    I experienced many times and many trader also discussed me that they are failed and i always suggest them they don't need ideas and luck for success.Trader basically need skills and experience for success.Many trader believes in luck and ideas and they ignore learning and practice of Forex in result trader are failed and loss their account.We need to accpet that only skills and learning of Forex avoid us from loss.Ideas and luck has no value in Forex
                    Share you comments to solve this issue that we are often face in daily trading.
                    :):):cool:
                    Jee apki baat sahi hay forex trading main luck hamesha sath nahi daiti agar hum chahty hay keh forex trading main sueccess hasil karen to humay practice kar kay apna skill level barhana chahiey.
                     
                    • #310 Collapse

                      ji haan forex trading business mein success ko hasil kerney k liaye skill aur knowledge ki zaroorat hoti hai na k luck aur ideas ki iss mein ager aap ko knowledge hai tou aap achi tarah se trading ko ker k profit hasil ker saketey ho.
                       
                      • #311 Collapse

                        ham every time trading luck per nahi kker sekty han kion k forex market buhat hi risky hai jis se hamain kisi bhi time men loss khan per jata hai is ley hamain achi skills or knowledge gain kerna chahye jis se hamain loss na ho.
                           
                        • #312 Collapse

                          G bilkuk agar yeh sab cheezain trader kay pas aa jayn to on kay loss ki ratio bohat kam ho jaye. Luck hona GOD gifted hota hay jab kay knowledge hum apni hardworking say hasil kartay hain. jitna zayada hamra knowledge hoga otna hi win karnay kay chances bhi zayada hon gay.
                          Proud To Be a Pakistani ..
                          • #313 Collapse

                            yes dear jo trader forex mai aty hai aor kehty hai luck achi hai faida ho ga to ye aun ki ghalt fehmi hai ais mai aun ko skill level chaye trading karny kay liay
                            • #314 Collapse

                              han sahi bola hai aap ne traders ko skills ki need hoti hai and forex me hum tab hi kamyabi hasil kar sakty hain ke jab hum ko is business ki knowledge and experience hasil ho yeh business aik perfect business hai and is me bohat paisa hai is me hum ko hamari skills he kamyabi dila sakti hain .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                Forex Trading ek bohat acha business hai lekin ye poora aap ki mehnaat aur tawajjah se taalluq rakhta hai. Forex Trading me luck waghera kuch nahi hota its a very negotiable part hai ye saara aap ki skills pe depend karta hai and experience pe. Jitni achi skills aap use karein gey utna profit gain karengay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X