Sirf advice na kren balky amal bhe kren?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sirf advice na kren balky amal bhe kren?

    Assolmaliku dear friend ya bat correct hy k hum ko kise ko advice ni ker ni chiy hum apna experience se kuch gain ker na k bad kise ko advice day ni chiy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sirf advice na kren balky amal bhe kren?

      G blkol thk kaha ap na ham aam taor pa daikhty hain log ik dosry ko bari advices dty hain k hami os trah kaam krna ho ga is trah phr hami bht achy sa kaam krna lakin khod vo kis baat pa amal ni krty dosro ko imandari ka khty hain khod in ki dealings dosro k sath achi ni hti so ham chaye k hr kaam pa khod amal kry jo Ham dosro ko na sihat kr rahy hn ta hmk hamara apna bi faida ho
      • #18 Collapse

        Re: Sirf advice na kren balky amal bhe kren?

        bilkul hmain sirf advice nahi karni chahiye hmain is mein mehant se kaam bhi karna hai aur amal bhi karna hai tab hi ham is mein kameyab hote hain kyon ke agar ham sirf batain hi karain ge to hmain is ka koi faeda nahi ho ga auur agar ham en is mein acha time de diya aur emotional discipline ko follow kiya risk to reward pe kaam kiya to ham acha earn karain ge
        • #19 Collapse

          Re: Sirf advice na kren balky amal bhe kren?

          Ham Kisi Ko Bhi Agar advise Dete Hain To Hamen chahie Ham Khud bhi use advice per Amal Karen Ham Agar acchi Tarah Se Amal Karenge To Hamen Achcha fayda aasani se Hasil hoga isliye Khoob koshish Se Achcha kam Karen Achcha time de tu hi aapko kamyabi aasani Se Achcha experience ko use Karke Hasil Hogi Achcha time dene wala Hamesha acchi kamyabi aasani se Hasil karta hai jo Achcha time nahin deta bahut se kamyabi Hasil nahin kar sakta Aur Is Tarah Achcha bonus usko Pasand Nahin hoga
          • #20 Collapse

            Re: Sirf advice na kren balky amal bhe kren?

            Ji han bahot achi bat ki ap nay agar ham log forex mambers ko advise detay rahain aur khud un par bilkul amal na karain to ya bahot buri bat ho gee ham aksar aisa hi krtay hain jb ham logon ko khtay hain k bhai ap log useless topics ki threads create na karain lakin ham kar bhi khud ray hotay hain aur ham bar bar khty hain ka ek doosray ko thnx dain lakin ham thnx bilkul ni detay humin aisa ni karna chayea humin ek doosray ka khiyal rakhna chayea
            • #21 Collapse

              Re: Sirf advice na kren balky amal bhe kren?

              As-salamu alaykum main karta Hun ki aap sab log thik thak honge aapane bahut acchi baat ki hai sirf advise na Karen pal ke use per Amal bhi Karen Jo log aise hi advise karte hain aur khuda Amal nahin karte wo bhi kabhi kamyab nahin hote aap log dusron ko nasihat dete Hain ki aap log ek dusre ko thanks den lekin aap log ek dusre ko thanks bilkul bhi nahin dete Hain aap logon ko nasiyat to karte hain lekin aap khud use per Amal nahin karte ab aap dusri baat yah kahate Hain ki demo account per practice karni chahie jab ke aap khud practis bilkul bhi nahin karte hamen aisa nahin karna chahie
              • #22 Collapse

                Re: Sirf advice na kren balky amal bhe kren?

                g han dear apke bat belkul thk hyn forex form men humen chaia keh hum just advice nai karen balekh humen chaia keh hum forex men mehnt sy kam karen gy or humen chaia keh hum amal be karen gy tab he hum bahot he achi kamyabi hasil kar skaen gy forex men zeadavsy zeada mehnt sy kam krnaay wala member bhe bahot he achi kamyabi hasiln kar sakta hy es ley humen chaia keh hum zeada sy zeada mehnt sy kam karen
                • #23 Collapse

                  Re: Sirf advice na kren balky amal bhe kren?

                  yess your right bahot ziada log hai jo pak forex forum main thread post karty hoy dosry memebr ko bahot ziada advice dety hain but wo khud apni hi batoo par amal nahi karty hain jin ki wajah sey un ko khud loss ka smana karna parta hai un ko chahi hai k apni stratgy par phily khud amaal kary or os k bad degr friends ko baty
                  information for Beginners
                  Complete Forex Knowledge
                  • #24 Collapse

                    Re: Sirf advice na kren balky amal bhe kren?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanam07 پيغام ديکھيے
                    Dosto ya aik haqeeqat hai k aksar pak forex forum members sirf forum py jab posting krty hain ya threads creat krty hain tu bahut ziada advice krty hain yani emotion control kren lot size py control rakhen demo practice ziada sy ziada kren trend mn trade kren anaylsis achi trah kr k trade kren discipline trade kren ya proper planing sy trade kren lakin real mn aor real trading mn ham sab opposite hain as k aa liay hamry aksar account wash hoty hain as liay bachen kbi bhe sirf advice py n eahen balky khud phly practical banaen
                    Ji Janab aapki baat bilkul theek hai bahut se log Aisi baten karte hain lekin unko chahie ki vah log jo jo advise Forex form per Dete Hain vah Khud bhi use per Amal Kiya Karen aur Apna Achcha experience on Knowledge new members ke sath share Kiya Karen aur koi bhi trader faltu ki Threads create na Kiya Karen Shukriya
                    • #25 Collapse

                      Re: Sirf advice na kren balky amal bhe kren?

                      ji han bilkul advice type karni chahie jab aap use per Amal Karen hamen advice tab Deni chahie jab Ham apne kam ko khud kah Rahe Hoon taab dusron ko kahana chahie hamen chahie ki Ham jyada mehnat Karen tabhi Ham kamyabi hasil kar sakte hain hamen iske liye knowledge or experience ka hona bahut jaruri hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Sirf advice na kren balky amal bhe kren?

                        Ji han bhai aapane theek kaha hai hi log ismein badi badi advise to Dete Hain lekin use per Amal koi nahin karta Agar is Samay ham rule ke mutabik kam Karenge To Ham aasani Se Achcha bonus Hasil kar sakte hain there is Mein Achcha bonus karne ke liye Hamen Jyada Se Jyada mehnat ki jarurat hoti hai jo Insan mehnat karta hai Vahi Kamyab Hota Hai
                        :1f60d: hard work :1f60d:

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X