Be positive and think postive during forex trading otherwise greed thinking comes
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Be positive and think postive during forex trading otherwise greed thinking comes
    ap trading karty wkt postive sochyn ,,,agr ap onchi uraan karna chahty ho to ... warna apk mind me greed thinking ay gi jo k loss ki traf le jay gi apko..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hamain hamesha positive sochna chahiye aur hamesha greedy ko avoid karen ta keh hum is market main successful ho sakien. Kabhi bhi greedy ho kar trading nahi karen ta keh is market main right direction main pips laga sakien.
    • #3 Collapse

      Yes you are say the right that I am agree with you.
      We can say the the positive thinking is the key to success in the Forex market. In this way we are control the many bad habits and improve the knowledge and skill.
      • #4 Collapse

        Assalam-O-Alaikum jii han janab me ap ki is bat sey itfaq karta hoon key hum ko hamesha positive reh kar trading karni chahye aur kabhi be hum ko is me laluch nahi karni chahye aur is ko kabhi be game nahi samjhna chahye.
        • #5 Collapse

          Greed is curse. Jo log yeh sochtey hain keh aik din main rich bana ja sakta hy woh wrong hain. Aik din main experience hasil nahi hota. Forex main regular basis par kamyabi lenay key leye work hard karna hota hy. Forex key rules aur is ki strategies ko follow karna hota hy. Agar hum ain main sara profit lena chahain gey to loss uthayen gey. Slow and steady wins the race.
          • #6 Collapse

            gee haan bhai hmein apne trading mein positive hona he aur apne trading mein greed kabhe nhe krna he aur apne trading mein ache planing se trading krne se kabhe loss na hota he aur jo trader greed krta he woh trading mein phr loss krta he is lie greed soch na rkhein
             
            • #7 Collapse

              g han forex trading ke business mien apko chahiye ke ap is mien hamesha hi positive sochen aur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon is mien ap bohat tareeqe se agar trading karenge to is mein ap zaroor kamiyab hokate hian.
              • #8 Collapse

                Trading key doran hamain apni thinking ko positive rakhna hy aur negatively nahi sochna. Hamain loss sey nahi ghabrana aur jo proper way hy usi par amal karna hy. Koi shortcut use nahi karna aur apni ghaltiyon ko dosron par nahi dalna. Yeh aik real business hy aur is main loss hamari apni mistakes ki waja sey hota hy.
                • #9 Collapse

                  gee haan bhai hmein apne forex trading mein postive soch se kam krna hota he aur hm apne trading mein greedy na hon aur apne trading mein experience se kam krein aur apne trading mein mhnt se kam krein phr hmein ahca faida milta he
                   
                  • #10 Collapse

                    zabarast kaha ap ney humay postive thinking ky saath chalna chaiye jab humay pta ho ky konsay ways nuksaan dey hain unko hum ne ignore krna ha aur apni string mehnt pe positive rehna ha warna greedy feeling aati hen
                    :p Yes You Can Do :p
                    Honesty + Sincerity = Prosperity
                    • #11 Collapse

                      haan ge ap ko hamesha kaam kertay wqt positive achi thinking ky saath sochna chaye ap ko mind mei hona chaye ky ap mehnat sey trade ki ap ko bharosa rakhna ha
                      • #12 Collapse

                        chahaiy forex trading business ho ya koi aur ap ka mind ka positive ap ki thinking ka positive hona behad zaroori hota hay agar ap kay paas achi strategy hogi ap positive he rahogay warna greedy hokar loss karogay
                        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                        PLEASE VISIT HERE
                        • #13 Collapse

                          Lalach ka emotion tu aik natural result hai jo keh har trader ke mind main asakta hai ke wo lalach main akar ziada se ziada earn karnay ke chakar main high loit size ki position open karay aur baghair kisi signal ke blindly koi position open kar day. Lekin kamyab trader siraf wohi hota hai jo apnay in emotions ko control main rakhta hai.
                          • #14 Collapse

                            off course dear jab tak forex main aik traders apni thinking ko positive nahe rakhy ga wo kabhe bhe professional trader nahe ban sagta hai ager app ki negative thinking hai to pher app us main kamyaab nahe ho sagty hian
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han trading business career me positive thinks key sath work karna chaye, yahi positive mind or positive thinks hamy greed se bacha sakta hay or hamara trading career future acha bana sakta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X