trading ma excitement
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    trading em hume achi tarha say he her cheez ko dekhna hota hai aur sath me he her cheez ko samjhna hota hai jiss say hum kam kar sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      jee mere bhai jab hum trading ka iraada kartay hain to pehle apna mind set kartay hain phir aik trading plan banatay hain phir apni trading shoro kartay hain din raat hard work kartay hain investment kartay hain aur har waqt hamari nazar aur soch usi kaam ki taraf hoti hai taa k hum jo itni mehnat kar rahay hain woh zaya naa ho jaye aur humain acha profit milay.
      • #798 Collapse

        dear trading me excitment tab hoti hay jab acha experince ho aur trader ko apne uper trust ho k wo achi earning ker saqta hy to excitment badh jati hay k us ko profit k chances bhy nazar ati hay to ecitment bhy hoti hay aur honi chaye akhr us ki menhat ka result usy milna hota hay
        • #799 Collapse

          dear ap kissi bhe kaam ko khud par heavy mat karo,,,,ap relax and full concentration se trading karo,,,lakin yeh nai k har waqt ap issi k bare main sochty raho and yahi karty raho is se ap ke heath par asar ho sakta hai..........
          • #800 Collapse

            g dost forex may bohat excitement hai jub ap daily earn ker rahy ho tub agar ap ko loss ho jaey to ap ka dil bohat mayoosss hota hai forex say kiun k loss hum bardasht naeh ker sakty is liye hum hamaisah profit ko he prefer kerty hain. agar profit he acha lagta hai hamay to hamay forex ko seekhna chehey
            • #801 Collapse

              ha yar es mai excitment tu hota he hai na jab ap ka sara balance dao pe laga ho aur khatra ho k profit ho ga ay loss ho ga aur es ko ap easy nahe letya hai pher serious se kama kartay hai bas profit hi main hy
              • #802 Collapse

                seriously karni chaiye baaki time chill karna chaiye forex trading world ka sab se best online business hay hum mehnat kar kay acha earn kar saktay hain knowledge aur plan must excitement kay bagair relax
                • #803 Collapse

                  mere bhai jaan mein tou yeh samjhata hoon k humein tarding ko kerttey waqat ziyada excite nahi hona chahiye tah k hum ziyada se ziyada acha earn ker sakein.
                  • #804 Collapse

                    g han bhai bilkul exitmnt to hogi hi na hm jab b koi acha kam krty h to hmy excitmnt hoti h q k hmy hr wqt intezr rehta h k kab hm is me kmyab hongy or dil me ek ajeeb c khushi hoti h sona khana pina uthna bethna haram ho jata h hr wqt trad ka hi khayal ata h mere sath b yahi hota h
                    • #805 Collapse

                      mara question ya ha ka ap na forex ma Robot use kia ha ya nei or kia huma forex trading ma Robot use karna chaia
                      • #806 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Choclate
                        G han trading mein bht excitement hoti hai mgar mujh aisa lagta hai k tradning mein jab excitement hoti hai tab hum ghalti karty hain aur phir nuqsan hota hai.
                        trading me bohat he excitment hoti hai aur log trading me barda mazey sey krtey hai aur trading me log bohat enjoy krtey hai aur mujhey to trading bohat he pasand hai aur acha result bhe mil raha hai ..
                        • #807 Collapse

                          meray liya to trading eik game ke trah hay jiss ko mein achi traah khayl ta houn iss mein bhot excitment hote hay eik trading kay liya kay wo kitna aca kama ta hay or uss ko profit kitna avha hota hay iss chezz ke uss ko kitna faida hota hay
                          • #808 Collapse

                            Trade ke dooran jub hum new order place kerte hain to aisa samajhte hain ke sub kuch hamari planning aur expectation ke mutabiq he hoga.jis ki wajah se hamari excitment ka level badh jata hai.is me profit hota hai to bohat khushi hoti hai.aur loss hojae to dil bohat dukhta hai.new traders ko aisi situation ka samna kerna padta hai.baad me ye excitment khud he remove ho jati hai.
                            • #809 Collapse

                              yes i agree with u that learni ng is too much important in forex if u donot learn then u will not remain long time in forex so learn forex first and then invest it will be good for u forex is the real buisniss from which u can earn thousand of the dollers. we never earn profit from trading and if you have no knowledge and experience about trading then you may get many loss from trading. If you have knowledge and skills then you earn huge profit from forex trading and make your dreams in real.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: SANA ULLAH717
                                dear forex ke market me agar hum ne ekj trade lagaya to hum baar baar apne trade ke taraf dekte hay ke ye kaha jayega earning karega ya lss karega . hame ye nahy karna chahye balke hame trades keliye stop lss aur take profit dena chahey aur aram ke sath ose chorhna chahye .
                                Forex ka kaam bohat acha kaam hai is kaam may achi trading hoti hai is leye ko trading laga tay hoay hum ko excitment hoti hai is leye hum ko apnay emotions pay control rakhan chahiyeh lalach may nhe ana chahiyeh agar lalach may aye gaye to hum ko nuqsan ho sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X