Aap ka best idea loss ko minimize kernay kay lye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aap ka best idea loss ko minimize kernay kay lye
    Dear members forum per kafi senior members bhi kaam ker rahay hain aur junior members bhi tou aap sub sae mein pouchna chabta hoon kay aap ka koi best idea hai loss ko minimize kernay ka tou uss ko yahan forum per share kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aap ka best idea loss ko minimize kernay kay lye

    Mere according Agar Ham lost actor ko minimise karna chahte hain to uska sabse best idea hai ki aap apna lot size Apne capital ke according use Karen aur jo isase bhi important factor Seva hi stop loss half stop loss aur take profit ko apni Har position Mein use Kijiye aur agar aap long term trading Karenge to vah aapke liye sabse best option hair loss ko reduce karne ka
    • #3 Collapse

      Re: Aap ka best idea loss ko minimize kernay kay lye

      dear g han ap nay acha swal kia hay ham ko chye k agar ham nay kaybi ko gain karna hay to is main ham ko sl ko set kr k he kam ko karna ho g agar ham is main aisa karein gye to ham kabhi bhi fail nahi ho saktay hein is main ham ko chye k ham achay say acha kam ko kertay rahna y ki try karein agar ham is main aisa karein gye to bad main ja ker k he ha kamyb ho saktay hein is main .
      • #4 Collapse

        Re: Aap ka best idea loss ko minimize kernay kay lye

        Woh log achi trha loss ko minimize Kar jatty Hein jink pas kafi sary ideas hotty Hein Apny loss ko cover karny k lye to hmain b chahye KH hm log bht sary ideas bna k rakhein yh hmary liay zarori h kh hm usko ziada s ziada tawaja Dy skein or achy ideas bna skein yh zarori h hmary liay
        • #5 Collapse

          Re: Aap ka best idea loss ko minimize kernay kay lye

          hamy apny loss ko cover karna chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy gurbat ko kathem kar sakty hain yai aik asa business hain jis main ham hamara koi boss nahi hota ham is main apny boss ap hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: Aap ka best idea loss ko minimize kernay kay lye

            Los ko minimize krny k lia hmi srf r srf ik kaam krn ho ga k lot size kam s kam use kry ta k ziada loss bi na ho r hamara account bi save rahy agr ham llch ki pry r ziada profit k soch k lot ziada use kry gy to kmayab ki bjy nakami ki traf jin gy r ham phr forex mi apni bunyady weak kry gy
            • #7 Collapse

              Re: Aap ka best idea loss ko minimize kernay kay lye

              kafi acha sawal hai k ap apne nuqsaan ko kese kaam kar saktey hain to eske ly chaand baten main apko btata hun k ap log apne loss ko kaam kese kar saktey hain pehle to market main jab bhi trade karen to market trend ko daikhen jo market trend ho usi k mutabiq apni trade open karen market trend k against na jaen apke ly acha hoga second yeh k jab bhi trade ko aopen kren lot size ka use small lot size main kren jo k apko safe side per rakhati hai es ly lot size ko kabhi bhi bara na kren akhari bat yeh hai k agr apka account balnce kam hai to 100$ per sirf ek he trade ko open karen ziada trade open na kren
              • #8 Collapse

                Re: Aap ka best idea loss ko minimize kernay kay lye

                Pakistan forex business mein unfortunately agar aapko lo so jata hai to aapko chahie pahle usko acchi tarah se aap usko phone recover Karen aur jab Los cover Ho jata hai to fir acchi Si again training karen to aapka achcha achcha Sa fayda aapko yahan se hoga Khoob mehnat Say say hi Kaam karein
                • #9 Collapse

                  Re: Aap ka best idea loss ko minimize kernay kay lye

                  forex main ager ap nay apne loss ko kam karna hai tu es ka best idea yehi ky ky forex mai jitny bhi rules hain un ko apply karain sab sy pehly forex main achi tarah say learn krain aur phir forex main money mangement say kam karain aur proper rules aur regulation say forex main kam karain tu ap ka loss hona kam ho jay ga aik dafa asa kam karain gay tu ap ko khud he loss hona band ho jay ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Aap ka best idea loss ko minimize kernay kay lye

                    agar hum es main kam ko tuky lga kar hum es main kam ko karain gain to humain es main boht nuqsan be ho skta hain iuyr humain es main boht sa loss be ho skta hain our humain es main kamjab hony kay ley humain es main boht mahnat say humain es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main kam kar kay hum boht sa pisa kma skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Aap ka best idea loss ko minimize kernay kay lye

                      Forex ma mera idea loss ko minimize karny ka liye yahi ha ka markeet trend ko hamin analysis kar lena chahiye ta ka market trend ka pata chal saky aur jab candle suro ma upr ki tarf ja rahi ho to usi waqt hamin market trend ko dekhtay huwe trade karni chahye ta ka hamin profit ho ya loss ko kafi hed tak kam kar deta ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Aap ka best idea loss ko minimize kernay kay lye

                        G men app ko bata hon keh loss ko kis tarah say km karna hay as lia hamen bahut himat kay sath kam karna chaheay takeh hum kamyab ho saken as lia hamen bahut mahnat kay sath forex men kam karna chahey tkaeh hamen bonus bahut acha milay ur hum kamyab ho saken as lia hamen apni himat nahin harna chaheay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Aap ka best idea loss ko minimize kernay kay lye

                          Dear sir ji hane aap apnay loss ko kam say kam rakh kar kaam kar saktay ho iss kay liya aap ko us din ka intizar kar na hota hay jiss may koi news na ho us pear par jiss par aap treading kartay ho laykin aap ya socho gay kay aysa kaysay ho sakta hay news to lazmi hoti hane to iss kay liya bi aik kaam ya ho sakta hay kay aap news walay time may treading hi na karo.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X