Trader Kabhi Be Apni Sari Investment Forex pay Invest Na Karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    g mary bhai mary khyal say insan ko apni sari invest forex par kabi bhi nai lagani cheyay.kiu kay is ka koi pata nai hay kay markeet kab or kis wakat kahan say kahan chali jay.insan ko apna sab kuch dao par nahi lagana caheyay.kuch na kuch insan ko apnay pass bhi rakhna caheyay.apni sari invest forex par nai karni caheyay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      g han bohat achi bat ki haaay ap nay kuinkay forex is waqt sub say
      zyada risky business hay aur is main looser ki tadad 80% hay soo is
      main apni sari money invest nai krna chaye kuinkay agr loss ho gea
      to ap dis heart ho skty hain so be care fully work with forex trade
      • #468 Collapse

        G ha brother ap nay ye baat bilkul thek kahi hy hume apna sari invest forex pay invest na kare kiyu kay ye aik risky business hy is may kabi bi loss ho sakta hy and ap ko poor bna sakta hy is liye trade kay liye ziyada knowledge ki zarorat hoti hy ta kay trade may loss kay chances bohat km hu.
        • #469 Collapse

          yes dear apne sahi kaha mai apse agree karta ho trader ko chahiye k pehle market ko analysi kare phir invest kare magar apni sari saving invest na kare q k easa karne se usy profit to ziyada ho ga magare sath hi loss ka dar bhi rahy ga is liya humesha save trading karni chahiye
          • #470 Collapse

            asslam o alikum dear friends mere kahyal se mujhe jo lagta he ager ham apne sare pese investment me laga de to agre hame nuqsan ho gya to sare pese dohb jay ge is liye hame sirf utne pese lagne chiye jitna ham nuqsan bardsaht kar
            • #471 Collapse

              G han bilkul sahe bat ha,quon k trading men kabe loss bhe hosagta ha,to hamen trading men aik he waqt mens sare investement nhn krne chaie,phaly thore krna chaie,on ka profit mil jai phr dosry investement kry,aisay aisay slowly investement krta jai,and is men profit gain krta jai.
              • #472 Collapse

                mera bee yahi man'na hai ke hame qadre zaroorat forex me invist karna chahiye . kio ke agar hum ne apna poora paisa forex me invist kia to agar hum ne lost kia to hame ose recover karne ke liye paise nahi honge . aur hamare paas aur bee paise nahi honge ghar ka guzara karne ke liye ..
                • #473 Collapse

                  dear i am new trader in forrex trade an i thin that this sithe ebst eanring way for all and we all will agin more an dmore incoem from forex trade and i think that thiss i the ebst for all and i think that there is not any bsuienss that is better than forex trade and i think that we lal shoudl joinforex trade so that we all can earn more and more incoem from forex trade and
                  • #474 Collapse

                    yes dear aik acha trader aik experience holder kabhi bhi apni saaari bonius per trading nahi karta aur ye soch kare trading karta hia ke agar us ko losss ho jae to use kayea karna hoga aur agar profit hoga to use kayaa karna hoga
                    • #475 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: roomat پيغام ديکھيے
                      dear ye to aik common sense ki baat hai . aksar log ye bewakoofi kar dety hain. ya to wo poori tarha sy sirf forex py dependant ho jatay hain or koi kaam nahiin kartay. ya phr aisa kartay hain k apna sb kuch daao py laga detay hain or phr aik wqt ata hai k sab kuch lutaa detay hain. iss lye aisi cheez sy bachna chahye.
                      Jee bhai sahi baat hai kafi log ese hain jo sirf forex par hi depand ho jaate hain aur apna profit ko save nahi karte aur apni sari earn ki hoyi amount ko forex me hi invest kar dete hain aur phir usi profit ko loss kar dete hain hume apne profit ko save karna chayye....
                         
                      • #476 Collapse

                        Yes of course right we should never invest our all the investment in the forex trading business we just need to invest low if we want to success, and also need to control the greed during investment if we want to get the success, and need to do the trade with great knowledge and experience.
                           
                        • #477 Collapse

                          Jee haan aap saab log wesay bhi achi tarah jantay haain aap ko kabhi bhi kisi bhi business me apni saari amount ko invest nahi karna chaiye aur khaas tor se forex me kyunkey ye ek risky business hai aur aap ko baray nuksaan ka samna bhi ho sakta hai,
                          • #478 Collapse

                            yes dear humina apni sari investment forex per nai karni chyea ku ye ik risky online business hy aur is man ager hum eal way man learn aur earn karna chaty ha to phir is field man hum skills k sath work karn hoga.
                            • #479 Collapse

                              mera mashwara ye hai kay ap kabhi bhi apni puri investment ispe na lagaye qk ye market kabhi bhi against bhi chalijati hai aur seconds ma apke paise doob sakte hai isme to wo paisa lagaye jo apka loss bhi hoto apko dukh na ho.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                yes dear ap ne sahih likha he keh trader ko forex pr sari money invest nhi krni chahay is trah usko kafi mushklat jo ap ne batai hain ho sakti hain aur woh apni trading jari nhi rakh sakta.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X