Apne ap pe control keise?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    bhai sahab apnay aap pe control to karna hi hooga aur ye seekhna bhi hooga q k ye forex k market hay yahan up and down hoota hi hay per ager app ko thorra buhat experience hay to app ko andaza ho sakta hay k app lose mai jaao gay ya profit mai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      khud per control krne ke liye khud ko fresh rakho ur is baat ka paka iraada kr lo ke trading ke doran koi lalach nahi krni ur ziada profit ke chakar mien nahi perna. ager dialy boht kum profit b hoti he to uski per sabar shukar kr liya kro.
      • #78 Collapse

        hamin chaya k hosla rakhain aur aik acha capital lay kar ayan takay agr hamin loose hu b tou ham tense na hu aur secndly hamin chaya k hum forex main mehnut karain takay hamin apni mehnut par yaqeen hu
        • #79 Collapse

          my dear friend mare khyal main humain forex trading main greed ni kerna chahie aur emotion se be avoid kerna chahie ager hum apni past ki mistakes se avoid krain aur in se ak lesson hasil krain aur forex main loss ki option ko samne rekhain to i think k hum apne ap per control rekh sektay hain.
          • #80 Collapse

            forex ko khoiob sekhe ker krhnkeu k jub bh yaha epr ap tarde kerte hain apko yaha epr bhut faida beh hasiol huta haiiss leye apko chaey k yaha epr mehnt kerne aur skehen.,
            • #81 Collapse

              jab app ko es bat ka dar ho k app ki investment los main chali gyi to app ko kiya faida es bat ko soch kar or trade main saber say kam karain
              • #82 Collapse

                Assalaam o alaikum forex trading mein loss and profit hota hi rehat hai lekin apni galtiyon se seekhna sub se behtar hai aur apne galtiyon se seekhna aisa hai k aap demo par proper time den taake aap kamasaken forex trading se aur aapko kaamyaabi hasil hogi forex trading se ..........................
                • #83 Collapse

                  forex me khud per qaboo hona lazmi hota hai agar insaan apne aap per qaboo nahi rakhta hai to us ko forex me nahi ana chahiye kiun ke lalach ki waja se or kam patients ki waja se is business me loss he loss hota hai us ko .
                  • #84 Collapse

                    Aik acha trader baniny ky ley forex ky rule ky mutabik kam krna chaye apna sense use kr ky kud ko tension may kbi nai dalna chaye,hm forex ko apna career bna skty hyn aor es sy behtreen faida utha skty hyn lekn es ky ley es ko learn krna bot important hy.
                    • #85 Collapse

                      Forex trading bot risky business hy es may kamyab hny ky ley hmy risk ko manage kr ky aor forex ky btaye huy method py amal kr ky kam krny sy he faida hta hy wrna es may bot jald loss ho jata hy.cool mind sy rule ko follow kr ky kam krny sy kamyabi hti hy.
                      • #86 Collapse

                        bhai forex business main apny ap par control karna bhi hota ha or wo is trah sa hota ha k forex market main trade open karty waqt jald bazi sa kam nahi lena chahiyea bal k pori trah sa market ko watch karny k bad hi faisla lena chahiyea or agar loss ho bhi jay tu control ko zarori rakhna ha.
                        • #87 Collapse

                          I..think..is..that..part..of..business..so..faisal ..hum..kuch..b..kar..lain..agar..markeet..ko..oppo site..jna..hoga.tw.jaegi
                          • #88 Collapse

                            G bhai ap theek kh rhay hai agr trader apni gltiyo say lesson hasil kray ga to wo apni gltiyo ko doobaray honay say rok skta hai or unsay btch skta hai.Q k mostly traders trading ko isi liye leave kr detay hai Q k unhay apni kisi mistake ki wja say loss ho jata hai.jb k esa nhi krna chahiye or agr trader ko apni kisi mistake ki wja say loss ho jata hai to usay trading ko leave nhi krna chahiye blkay apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                            https://t.me/pump_upp
                            • #89 Collapse

                              G bro apne ap par cantrol karna chahiye q k ziada lalahc b hame loos karwa sakta hai es liy apni galtion se b hame serons chahiye es se ham apne ap par cantrol kar sakty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                galtiyon se sbq hasil krny se hum hmary trade ko behtar bna skty hn mgr trading k duraan khud k emotions py control krny k liye hmara interest or focus trading ki trf hona chahiye. agr totally dehan trading mein hoga to khud py control rhe ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X