kiya hum forex ko as a job samj sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    gee han dear ap forex ko job samajh kar bhi is me kaam kar sakte hen .forex kisi bhi job se best hai kyun k is me waqt ki koi pabandi nahi hai ap jis waqt chahen forex me kaam kar k earning kar sakte hen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han bhai jan ye forex 1 job to nhe balky 1 business h h is me hum acha profit earn karsakty hen ye bht he acha business h is me puri duniya se log business karty hen.
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: adnanahmed00666 پيغام ديکھيے
        kiya hum forex ko as a job samj kar working kar sakte hain or is sy itni earning kar sakte hain ky humhain kisi or job ki zaororat feel na ho?
        brother it is not a job it is your own business i think it is said to be wronged that it is job. there is no specific time for it you can do it according to your time schedule and you can earn lot of money from this business but you should learn before trading because if you want to get success in this business then you will have to learn about forex trading.
        • #19 Collapse

          yer i think ye tu ap pa ha ky forex trading business ko kiha shamj tay hoon koi business ya job but jo bi ho forex trading business booht hi best business ha mare dost is me koi shak ni ha yer.
          • #20 Collapse

            G han forex trading ko as job sirf samjh hi nahi sakty bal ky join bi kar sakty hen or as full time business bi join kar sakty hen .forex trading main hamen full time earning karny ky lye forex trading main sab sa pahly forex trading skills ko better karna chahye .
            • #21 Collapse

              is ko job k tor par samajh lena chahiye magar jo banda is ko achi tarah janta ho warna is main koe banda is ko job isliye nahi smajh sakta k is main regular earning nahi kar sakta hai wo.
              • #22 Collapse

                g my dear hum forex ko as a job samajh sakty ha or is ma job ki taraha kam kar sakty ha magar ya job ni ha ya ak business ha or is ma risk bohat zayada ha jb ky or is ky elwa jha tak ap ny pucha ha ky is ky satha 2 job ka hona zaruri ha to is ka jawab ya ha ky waqi ma is job ky sath 2 job ka hona zaruri ha .
                • #23 Collapse

                  Mere dosto ye tu apki hi marzi hai keh ap is ko jo samajh ke karna chahein karlein. Mere hisab se its a best home based business. Aur aik baat ye keh ap is challenge samajh ke himat se kar saktay hain. Its better for us .
                   
                  • #24 Collapse

                    mere bhai yeh koi job nai hai yeh ek business hai and is ko hum as a business he treat karain to he best hai and is main hum daily unlimited profit earn kar sakty hain is liye is main koi fixed salary nai hai.bus ye sub kuch ap ki knowledge p depand karta hai..
                     
                    • #25 Collapse

                      Nahi, mera khayal main to hamain forex ko as a part time work he lyna chahyea. Ica apna primary work nahi banana chahyea. Kyu ka ye to much risky bussiness ha. Ic c apko part time karna ka lia koi work b mill jaye ga or apka primary work b distrub nahi ho paye ga or ap easily apni family ko back up b karta raho ga.
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: adnanahmed00666 پيغام ديکھيے
                        kiya hum forex ko as a job samj kar working kar sakte hain or is sy itni earning kar sakte hain ky humhain kisi or job ki zaororat feel na ho?
                        G han Bhai ap forex ko aik job b samjh sakty hen or ap usy aik business b samjh sakty hen qk job main to ap ko aik fix time par kam karna parta ha job k business ap Kar apna hoga ha to ap is par apni marzi k time par b kam Kar sakty ho .or agar ap NY is k ley time fix kia Howa ha k tiny time ma forex Kar kam karna ha to ya b best ha ap k ley ........!
                        • #27 Collapse

                          g han bhai jan hum is se itni earning kr ksty hain k humain is main kisi or job ki zrorat na ho lakin is main aysa krna asaan kaam nahi he or main ye b kehna chahta houn k humain is main is per depend nahi krna chahiye q k is main profit k sath sath is main loss b he or aghr humain is main loss ho jata he or hum is main koi or kam b nahi krty to hum bht barri museebat main phans skty hain
                          • #28 Collapse

                            AOA. g han bilkul bhai shb hum esay as a job kar sakty hain ur mehnat sy trading kar k hum es sy achi raqam mahna kama sakty hain or apna bht acha earn kar sakty han apni skills ki madad sa.
                            • #29 Collapse

                              well my dear friend, pehli baat tou ye kay forex trading mein hum koi job nahi kartay hain kyun kay iss mein hum khud say invest kartay hain iss leay hum iss business kay khud owner bhi hotay hain aur employee bhi, hum iss kay through unlimited profit earn kar saktay hain apni learning, information aur knowledge ki base pey...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                g han dear kion nahi forex job hi hay log iss par isi waja se daily join ho rahay hain lkyun k ye acha rozgaar de raha hay so ye job hi hay apko b isay job smajh kar kaam karna chahiay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X