Must Read..Jin doston ko news ke time ka pata nahin hota...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Must Read..Jin doston ko news ke time ka pata nahin hota...
    IS forum par bohot sarey aisey dost hain jo mery trha new hain aur unko yeh pata nahin hota keh news kab ati hain aur kis time ati hain aur unko kese pata chalega iske barey main to ab yeh problem hal hogai hey sab doston ki...
    iskeliye aap daily
    www.************.com ka visit karen aur yahan par pakistan ke mutabiq time ki setting karen to apko pakistani time ke mutabiq news ki updating milegi...

    Thankx
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jaan mai b yaha per new member he hu and mai samjta hu apne bhot he ache post ki hai mai samjta hu mje and meari tarha yaha per or loago ko jo yaha per new hai unhe yaha per help mile ge
    • #3 Collapse

      ji bilkul dear mai bi is hi site ko follow karta ho kun ke is site par kafi achi news ati hai daikhe forex par kam karne ke liye ap ko news ko follow karna bohat zarori hai jab tak ap news ko follow nahi kare ge ap ko market ki samjh nahi ae gi .......
      • #4 Collapse

        good you have done it very well. new traders ko is ay zaroor study kerna chiyeh tak pta chal saky k news kiya hoti hain and isay kaisay raed kiya jsa kata hai.
        • #5 Collapse

          Thankyou for this information..aap ka mien intehaii mashkoor hun mere bhai aapne buht achi knowledge share ki ha humaray sath aur senior members yahan buht zada help karte hian yeh is forum ki sbse achi baaat hai
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: imadkhalid پيغام ديکھيے
            Thankyou for this information..aap ka mien intehaii mashkoor hun mere bhai aapne buht achi knowledge share ki ha humaray sath aur senior members yahan buht zada help karte hian yeh is forum ki sbse achi baaat hai
            Yes.. I also think It is helpful for our trading. Because we get experience and knowledge from this forum. I think forex trading is impossible without knowledge and experience.
            • #7 Collapse

              g han aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se kia jaye iss liye aap ko iss baat ka khyaal rakhna ha ke iss kaam ko pori mehnat se kia jaye iss se hi aap ko fayda ha iss kaam main aap ko bht zyada information haasil krney ki zaroorat ha nai to aap ko loss ho sakta ha
              • #8 Collapse

                bhi jan ap ka sala bohete acha hey hey muje ap ka sawal bohete acha lg ahey foex ek busns hey or as me kam kr sakty hen or as me dosto ko sath ly kr kam kr sakty hen kyeo ky ye ek online busns hey
                • #9 Collapse

                  thyanks dear apny yeh to bta diya k is website per hemein news ki information milay gee lakin jab hamein news read he na kerni aye to phr hum kya kerian akhir kaise pta chaly ga k news achi aai hai ya buri
                  • #10 Collapse

                    ap ny achio information share ki ha lkn maray khiyal ma news py hamay nahe depend karna chae ha kiu k news ma sirf aur sirf tajzeyada pesh kiya jata ha aur hamay apny experiance ko use kar k tradinng karni chae ha isi ma hamara faida ha
                    • #11 Collapse

                      Assalam-O-Alaikum han ji bhai jii ap ney sehi analysis kia hey key yahan per is pakistan forex forum per kam karney waley akser friends ko nahi pata hey key forex news ko kahan sey dekha jata hey to in key liye ************ best hey.
                      • #12 Collapse

                        news ke time per kabhi bhi aap ko trading nhi karni chahiye kiun ke news ki timings per kaam karne se acha hai ke aap us time ya to trading na karo ya karo to news ko dekh karo or stop loss ka use karte hue trading karo takey aap zyada better earn kar pao .
                        • #13 Collapse

                          G janab forex mai ap ko news tyming ka pata hona chahyay agar ap ky pas news ki timing ho tu ap ko kafi kcuh pata chalta or forex mai ap ko knwoeldge or experience bahtreen hona chahyay.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: taimurkhan پيغام ديکھيے
                            IS forum par bohot sarey aisey dost hain jo mery trha new hain aur unko yeh pata nahin hota keh news kab ati hain aur kis time ati hain aur unko kese pata chalega iske barey main to ab yeh problem hal hogai hey sab doston ki...
                            iskeliye aap daily
                            www.************.com ka visit karen aur yahan par pakistan ke mutabiq time ki setting karen to apko pakistani time ke mutabiq news ki updating milegi...

                            Thankx
                            thank u so much bhai g ye ik buht he achi information hai muhy news ki timing ka nhi pata hota tha pr aap na ye masla bhi hal kr diya
                            dear thanku very much
                            ye iss liye important hai k iss business ma news ko ignore kr ka aap kabhi bhi kamyab nhi ho sakty hain
                            fundamental analysis iss business ki jan hai mery khyal sa
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han app ki bat sahi hay forex news k ley or trading ideas k ley sab se best ************ ki website hi hay jes me pak time k mutabeq hamy news mil sakti hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X