posting karna tau aasan lagta hai per trading karna mushkil hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    posting karna tau aasan lagta hai per trading karna mushkil hai
    dosto jub sy hum forex per posting karte hain tub sy he trading karne k mukable mein posting karna aasan hai jub k trading karna bohat mushkil hai kabi kabi hum sirf trading mein kamyab hote hain zeyda ter tau hum trading mein loss he karte hain hum is ka hal talash kar k he rahe ge dosto inshaAllah.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: posting karna tau aasan lagta hai per trading karna mushkil hai

    G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais forum par kaam karty hai to ais par posts karna asan hai ap agar ais forum par mehnat karty hai to ap ko ais forum par kaam karny ka bonus to mil jata hai agar ap ais market mai trade kary to ap ko ais mai trading par profit ho sakta hai agar ap ko kaam karny ka pata ho.
    • #3 Collapse

      Re: posting karna tau aasan lagta hai per trading karna mushkil hai

      friend achi posting aur trading dono mushkil hain, bht saray members posting to kar rahay hain mgr un ka kam itna mayari aur achi quality ka nhi hota jis ki waja sa unhain us ka result b acha nhi milta, trading ko behtar aur profitable bnanay k liay hmain demo par lazmi practice karni chaiay q k isi sa hamain trading k skills hasil hotay hain jo real trade ma helpful hotay hain
      • #4 Collapse

        Re: posting karna tau aasan lagta hai per trading karna mushkil hai

        Forex min dono kaam karna bahut mushkil hy hamin forex .min postin karty hoy ziyadasy ziyada 5 sy 6 gahnty lagty hain jis sy hum fifex min apny kaam ki limit ko poora kar sakty hain iis lia hamin forex min apni post ki limit ko asni ka sath poora akr skaty hain agr hjm forex min treading karty hain to os ka lia hamin forex min acha experince hasil karna cahye jis sy hum forex min acji trrading ka rskaty hain agr is min kou galti ho jay to humin loos hosa kta hu..
        • #5 Collapse

          Re: posting karna tau aasan lagta hai per trading karna mushkil hai

          dear yahen to maza hai is pe kaam krne ka keh hum apne ap ko yahan pe less strong bna skte hain trading ke lye r apki bt thk hai keh yahan pe kaam easy hai r trading pe mushkil r mere khyal men bht see log aise hon ge jo keh yahan pe kaam ko mushkil smjhte hon ge problem yeh hai keh just ke pass knowledge hota hai us ke lye kaam asan ho jata hai to trading ka knowledge r experience hasil kren to woh bhi easy ho jae ge
          • #6 Collapse

            Re: posting karna tau aasan lagta hai per trading karna mushkil hai

            hum positng kar ky ache eanring gain kar sakty hain hamy ache learnig gain kar ky forex mai kam karna ho ag pher he hum agy bar saky gy forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai raat mai be kam kari sakty hain hum is mai din mai be kama kari sakty hain hum is mai agar laalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga is mai hamara koi be boss nai hain
            • #7 Collapse

              Re: posting karna tau aasan lagta hai per trading karna mushkil hai

              G han dear ap ny sai kha hy is me post karna hamry liye mushkell nhi hy ham is me kam karty hy to hy to ham ko acha bounas milkta hy agar ham is me apny bounas sy treading karty hy to ham ko treading pbely to mushkel lagti hy agar os ko shek ly yo ham ko mushkell nhi lagti
              • #8 Collapse

                Re: posting karna tau aasan lagta hai per trading karna mushkil hai

                ham is main live kam karty hain hamy is main achi or alla qualities ki posts reply karni chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik world wide busiess hain
                • #9 Collapse

                  Re: posting karna tau aasan lagta hai per trading karna mushkil hai

                  koi kaam mushkil nahin Hota hai jab new traders aate Hain to unko posting bhi bahut jyada mushkil lagti hai lekin jab vo time spent karte hain aur acchi tarah se working karte rahte hain to posting bhi aasan Ho jaati hai ISI tarah se trading ka bhi hisab hai ki jab aap trading ko acchi tarah se time Doge aur acchi tarah se learning karoge to aapke liye trading bhi aasan ho jayegi
                  • #10 Collapse

                    Re: posting karna tau aasan lagta hai per trading karna mushkil hai

                    dear friend hum asani say bones to hasel kar let hain leken trading main aa kar hum asdayu wash bhi kaer dety hain qu k hum trading ko ziada nahi ganty as leye ap ko chahye ap trading ko zaror sekhen aur as main mahnat say kam karen aur kameyab ho gain
                    • #11 Collapse

                      Re: posting karna tau aasan lagta hai per trading karna mushkil hai

                      hum live posting kar ky acha bonus kma sakty hain hum is maai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning y kam kary gy to hamy loss h jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: posting karna tau aasan lagta hai per trading karna mushkil hai

                        forex main posting krna es liye asan hota hai k hmain loss ka dar nahi hota hai or hum forex k bary main baat jeet karty hain es liye tu hmain yah asan lgti hai jub k trading k liye hmain struggle karni parhti hai or mahnat krna parhti ha q k jub hum mahnat karty hain tab he hmain trading ati hai pher trading karny k liye market ko smjhna zarori hota hai q k jo mahnat karty hain wohi kamyab hoty hain warna trading krna mushkil he lgta hai sub ko

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X