ziyad investment ya kam investment
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Start with small capital and the gradually increase you amount,so both your experience and profit will be increased,low investment = low profit,high investment =high profit.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yar jitni ap kar saktay ho ho is ko ap apnay zehan pay na bitho k kitni investment karo ap bus situation k mutabik chalen aur us par lagay rahen ap zaror portfi earn karen gay.
      • #18 Collapse

        g my dear ye sub hum par depend karta hai k hum ktny expart hain forex main agr hum apny aap par full bharosa hai to zyada invest karyn nh to kam ivest main apna work karyn thenx
        • #19 Collapse

          sir g first tu ma ye kaho ga k forex trading business ma ziada invest experience ki honi chaheya or kam invest money ki honi chaheya kiun loss sy knowledge he bachta hai.
          • #20 Collapse

            kam investment krni chye kun ky is main loss hta hi hai insan ko kam investment ho g to insan ko kam loss ho ga or thory investment sy kbi kbi zayada profit b hojata jai depend krtaa hia situation py
             
            • #21 Collapse

              dear maray khiyal ma to ap k pas sb sy zeyada knowledge aur experiance ka hona buhat zarori ha .agr ap k pas experiance aur knowledge ho ga to ap aik acha profit earn kar sakty hain .investment sy sirf ap acha profit earn nahe kar sakty hain
              • #22 Collapse

                Main to yehi kahoon ga k hum es main jitni ziada investment kren gy humen es main utna return mily ga shart es main ye hy k hamari es main learning behtter honi chahye then earning ho sakti hy
                • #23 Collapse

                  main aap sab se ye kehna chahta hon k agr to aap new trader hain to kabhi bhi ziada investment mat karain balke pehlay khoob experience hasil karain at least 1 year phir investment karain
                  • #24 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: pakpost22 پيغام ديکھيے
                    Forex trading aik buhat hai acha karobar he e skarobar min hum loss bhi kar sakte hin aur profit bhi humin lagatar trading karne se humin ye pata chalta he k hum investment kar k profit earn kar sakte hin. Main yahan pe ye pochna chahta hon k hum ziyada invest karin ya kam invest karin es karobar min ap sab doston k kiyal min?
                    app ne akk bohet hi ashi baat ki he or me app ki is baat se agree kerta ho kiun ke pakistan forex forum per app ko mehnet kerni ho gi is liye app ko chahye ke pakistan forex forum ke rules follow kery is se app ko winner bana sekti is liye pakistan forex forum is the great job of the world...\
                    • #25 Collapse

                      ya to app par depend karta ha k app kitni investment asani k sath kar sakta ha kion is ma risk b invole hota ha is liya otni hi investment karni chahya jitni k app asani sa kar sakta han or agar kisi waja sa loss b ho ja a to tension na ho app ko......
                       
                      • #26 Collapse

                        ye app par depend karta he k app kitni investment karty hen agar app ki invesmtent achi hotgi to app ka profit app ko jaldi receive hoga or app ka margin bhi barhy ga,
                        • #27 Collapse

                          Assalam 0 Alaikum dearwasy to mujhy forex par aye hoye ziada aesa nhi hoa ha or na hi itni khas information hai to me apki ziada help nhi kr skon ga lekin apko itna bata doon k jab apky pas experience ho tab hi ap kam start krna , ya information ziada ho , is say apka faida ye hoga k apko samjh aye gi k profit kesy lena hai or loss sy kese bachna hai
                           
                          • #28 Collapse

                            bhai jan yeh ap ki abailty py depend kerta hy ager ap ko forex ki achi khasi samajh hy to ap is main zyda invest ker skty hain ur ager ap new commer hain to ap ko km sy km invest kerna chye
                            • #29 Collapse

                              well my dear friend, Forex trading mein investment ki as such koi limit nahi hai aur ye tou totally hum pey depend karta hai kay hum kitni investment kar saktay hain aur ye hamaray experience aur knowledge pey bhi depend karta hai kay hum kitni investment ko handle kar saktay hain, ager hum inexperience hon aur hum ziada investment kar lain aur humein trading ki know how na ho tou hamari investment loss mein he jati hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex trading business mein start kam investment se lena chahye ziada investment starting mein risky ziada hai means starting mien experience or knowledge kam hone ki waja se loss ka ziad dar hai to jab pass acha experience or achi knowledge ho gi tab ziada investment mein jaye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X