kia markeet k chart main indicators k baghair ham trades nai laga saktay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kia markeet k chart main indicators k baghair ham trades nai laga saktay hain?

    Indicator k bare main apko main nhi samjha sakti q k mujhe khud b iska koi khas ilm nhi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kia markeet k chart main indicators k baghair ham trades nai laga saktay hain?

      market main jab ham nay order laina hota hai order lainy say pehly ham kisi na kisi strategy ya indicator ki zrorat hoti hai phir he ham market main trade lay sakty hain ager ap indicator use nahi karty hain tu ap ko kisi or method ki need ho gee jiss say ap market ko pridict kar sakin es lea ap ky pas trading method ka hona bohut he zrori hota hai phir he ap trade kar sakty hain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: kia markeet k chart main indicators k baghair ham trades nai laga saktay hain?

        Dear hum trade indicator k Bina bhi kar sakty hain humein apni trading Mein indicator per depend nahin Hona chaiye bad humen Apne analysis Mein accuracy Lani hogi agar humare analysis mein buhat zyada accuracy ajati hai toh hum trade mein easily acha profit le sakty hain forex mein trading Karte hue pehly market ko achi tarhan analysis karna hoga kyun ke Jo tradr analysis zyada se zyada karega woh hi trader Kamyab hota hai Humen market ko achi tarhan analysis karna chaiye kyun k Jab Ham analysis karne k bad hi trade lagate Hain toh is se humara buhat zaida faida hota hai trading Mein Hamen Apne indicators per pura depend Nahin Hona chahiye lekin sabse pahle agar Ham analysis Karte Hain to is se bahut zyada fayda hota hai Hamen profit aur loss ke bare mein kafi information mil jaati hai aur uske bad Hamen state karte hue ek baat ka hamesha dehaan rakhna hai aur wah yah baat hai ke indicator sirf help ke liye hote indicator sirf hamari help karte hain Hamen prediction Bata dete Hain forecast aur actual Bata dete Hain lekin Hamen indicators per bhi pura depend Nahin Hona chahiye isliye Khud Apne analysis Mein accuracy le kar aaye kyun ke jab ap ke analysis meinn accuracy ajaati Hai to is se aapka fayda hota hai aur koshish Karenge zyada se zyada analysis karne ki practice Karen technical analysis bahut zaruri Hota Hai hamari kamyabi ke liye agar Hamen Kamyab trader banana hai to pahle technical analysis per zyada aur full focus ke sath kam karna hoga kyun ke is se Hamen profit Milta Hai

        اب آن لائن

        Working...
        X