Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin
    Ji Forex followers Mera aaj ka Sawal yah Hai Ki Hamen Apne time ko Kis Tarah fayde ki cheez main lgana chaiaHam Apna timezyads Se zyada Forex mein spend Karke a Apne knowledge aur experience mein izafa Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin

    Yes dear aap ki bat theek hai kay gia waqat wapis nahi ata hamain forex trading main mehnat kar kay bonus hasil kartay raina chiay aap ko maloom hona chahie kay trading jab ham kartay hain to hamain annaylisis achay rakhnay chiay or apna waqat annaylisis main time daina chiay kiun kay aap ko maloom hona chahie kay trading main jitna jyada Ham forex market ko time dain gay utna faida ho ga
    Last edited by ; 11-02-2020, 06:22 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin

      G ha bahut hi achy bat share ki hy apny, gia woqt kabhi bhi hath nhe ata hy so hamei is main mehnat karny chaye aur pher himat ky sath work karna chaye jis sy pher hamien is main ik achy earning hosakty hy so hamein mehant karny chaye aur pher himat ky sath work karna chaye jis sy pher hamein is main kafi ziada fiada hosakta hy
      • #4 Collapse

        Re: Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin

        Dear friends forex trading main time ki bohat ahmiat hy, hamain timing ka khas khayal rakhna chahiay bcoz market ky up down honay ka koi pta ni chalta, aik dafa jo waqt guzar gia woh wapas ni ata.
        • #5 Collapse

          Re: Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin

          Je aj jo waqat hamary pass hai lazmi ni k kal b asa he free time mel jae ga, job waly members ko time ki shortage ka bhot samna hota hai, es lae forex ma ik step agy rehna chahe, es sy ye faida ho ga k ik din kam na b kar sky to average distrub ni ho gi,
          • #6 Collapse

            Re: Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin

            Ge ha ap sahi ke rahi ho ke gya war kabi ata nahi is lya hune cgaya he hum is waqt ki kimaty bane aur is waqt sw fayada uta kynke ghuzra Hua waqt kabi wapis ata nahi is lya is waqt ki kimati banna chaya
            • #7 Collapse

              Re: Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin

              Ji bilkul Gaya waqt hath Nahin aata Pak forex forum mein proper time dain jitna aap bahut Forex form ko time den ge aapko utna hi fayda hoga agar aap Pak forex forum se acchi earning Hasil karna chahte hain to aap apna time waste na Karen bal k properly for per kam Karke experience aur knowledge Hasil Karen takte acchi trading Karke achcha profit hawil kar sake
              • #8 Collapse

                Re: Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin

                G bilkul yeh interesting topic hy keh gaya wakt phir kabhi ata nahi kunkeh forex trading main hum ko achi mehnat krni chiye aur dil lga k forex tradin krain aik members apna bonus ni niklwata woh khta hy keh bonus ziyada ho jay aik sath niklwao ga but yeh us ki negative soch hy kunkeh woh bonus ya profit kuch dino ki limit hoti hy agr limit k doran us ny bonus niklwa liya to usy profit main faida ho ga agr wait kia to zaror loss he ho ga is liye hum ko wakt ki qadr krni chiye aur wakt ka faida uthana chiye is liye hamain chiye keh hr kam ko wakt sy phlay krna chiye.
                • #9 Collapse

                  Re: Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin

                  Salaam Alaikum ji all friend yah Baat bilkul Sach Hai Kya Waqt Kabhi Hath Nahin Aata Hamen Jo waqt hai use kharab nahin karna chahie use Waqt Mein mehnat Karni chahie Taki Ham Kamyab Ho jaen Forex farmaye main Tumhen Waqt nahin karna chahie mehnat Karni chahie to aap Hamen fayda Ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin

                    G bilkol apki bat sahi hai jo walt chala jata hai tu wo bar bar nahi ata ab hum yai dekh lay ka pakistan forex ajkl ka door mai humra sab say acha buainesa hai es say hum bhut acha kam kar ka achi earnig kar sakty hai aur humy chaheyao ka hum apny kam ko series lay air hum apna kam dil sy karay ku ka jo wakt ab hai yai phir nahi aega
                    • #11 Collapse

                      Re: Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin

                      a o a dear frnds jo time gozr gia wo kbhi b waps nhi ata chy wo koi ameer ho ya greb . waqat asi chz h k agr us ki koi qdar na kry to wo usa b bachar dta or wo nakami ka samna krta h . pak forx m b hmy waqat ki kdr krni chya pr hi hm kmyab ho skty h .hmy apna time sat krna chya or koshish krni chyak us ko follow kry . mhnt kry
                      • #12 Collapse

                        Re: Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin

                        G han dear ap ki bat bilkul theek hy forex trading main time ki ahmiat bhut zayada hy or humain timing ka bhut.khail rakhna chahye q k jo waqt hath se chala gaya hy wo kabhi bhi hath main aya ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin

                          Jee hamen apny waqt ki kader karni chye ager hum student hai tu humen apni study par tuwajo Deni chye
                          Aur ager businessman tu hamen apne Kam maie manet karien ta KY hum kamyab ho saky .
                          • #14 Collapse

                            Re: Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin

                            G bilkul thk kha ap ny gya waqt kbi hath nhi ata is leye hm wqt ke kadr krni chaye aj wqt ha ap k pas ap sekho kam ko ap k age ha sekhny ke student ka aj time ha kl ap family waly ho jae gy tb bht sy problem or b sath hn gy aj ke student apna wqt west na kary or km pr focus kary tb he kmyab hn gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gaya Waqt Phir Hath Aata Nahin

                              g bilkul asa hi ha jo weqt guzer jai wo kabi wapis nahi ata is liye hamara weqt boht qeemti ha hume apna qeemti weqt zaya nahi kerna chahye bulke weqt ki qader kerni chahye hume apna qeemti time forex ma invest kerna chahye hum forex ma jitna zyada time invest keren ge utni zyada earning keren ge is liye time waste na keren forex ko join keren

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X